Inverted and Inverted Hammer Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Inverted and Inverted Hammer Pattern
    WHAT IS A HAMMER PATTERN
    Hammer ak candlestick pattern ha ya pattern market ka chart ma tab banta ha jab market ke price decline ma hote ha yani jab ya bany ga to os time market downtrend ka bottom ma ho ge or ya pattern market ka downtrend ko end kara ga. Ya pattern market ko bullish ke traf reversal karna ka kam kara ga. Ya pattern single candle sa bany ga or is ke small real body ho ge or is candle ke real body ka lower ma ak long shadow ho ga jo ka is candle ke real body sa twice ho ga. Ya pattern market ma lower par support level ka near ma banay ga or is pattern ka banay ka bad market uptrend ke traf jay ge. Is pattern ma market bearish sa bullish ke traf jay ge. Jab ya pattern bany ga to jo is ke opening price or closing price ak dosra ka near ma ho ge jo market ma ak small real body ko bnaya ge ya candle red colour ke bhi ho sakte ha or green colour ke bhi. Jab ya pattern market ma banay ga to is pattern ma market downward ke traf ja rahe ho ge or market ma downtrend ho ga or market ka is downtrend ma pattern banay ga or ya pattern market ko reverse kara ga is pattern ke ak hammer candle banay ge to is candle ka jo long lower shadow ho ga wo market ka lower point banay ga or is ma market upward ke traf reversal ho ge. Ya pattern jab market ka chart ma bany ge to is ma jo canlde ho ge wo market ma hammer ke shape ko banay ge or is ma market rise ho ge jab is pattern ke formation ho jay ge.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-03-22T221034.846.jpeg
Views:	34
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12569833

    WHAT IS INVERTED HAMMER PATTERN :
    Inverted hammer pattern hammer candlestick pattern ka opposite ke shape ma banay ga yani jab ya market banay ga to is pattern ke jo candle ho ge is ke bhi ak small real body ho ge magar is ke ya small real body low ma ho ge or is candle ke is real body ka top ma ak long shadow ho ga or is ka lower ma koi shadow ni ho ga. Ya inverted hammer jab banay ga to is ma jo opening or closing price ho ge market ke wo ak dosra ka near ma ho ge yani is ma jo opening price, closing price or jo lower point ho ga wo equal ma ho ge or or is ka high ma ak long shadow ho ga. Ya pattern market ma downtrend ka bottom ma he banay ga or is pattern ke is inverted hammer candle ka bnna ka bad market upward ke traf reversal ho ge or ya market ka bullish ke traf reversal ka batay ga. Is inverted hammer ke jo real body ho ge is ma market ka jo closing point ho ga wo opening point ka near ma high par ho sakta ha or is ka jo closing point ho ga wo opening point ka near ma low par bhi close ho sakta ha yani ya banay ga to is ke jo real body ho ge wo black colour ke ho sakte ha or white colour ke bhi ya jab bhi banay ge yo is ke small real body ho ge jo ka market ma low point banay rahe ho ge. Is ma market bearish sa bullish ke traf reversal ho ge.

    Click image for larger version

Name:	images (1935).png
Views:	25
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12569834

    TRADING WITH HAMMER AND INVERTED HAMMER :
    Hammer or inverted hammer dono market ma shape ka different ho ga magar jab ya pattern banay ga to in pattern dono pattern ka market ka chart ma bnnay sa phalay market ma strong downtrend ho ga or ya pattern market ka downtrend ma banay ga or market ko uptrend ke traf reversal ka signal da ga. Jab market ma hammer pattern bany ga to is ke small candle ka lower ma ak long shadow ho ga jo traders ko batay ge ka market ma jo sellers ha wo apna control ko lost kar raha ha or market ma sara control buy ka ha or ya buyers market ko downtrend sa reverse kara ka uptrend ke traf la kar jay ga or is hammer pattern ma traders buy ke trade ko enter kara ga q ka is ma market bullish ke traf reversal ho ge. Jab market ma inverted hammer pattern banay ga to is pattern ke candle ka top ma ak long upper shadow ho ga jo market ka uptrend jo huma batay ga ka jo market ma bear ka pressure ha wo lost ho raha ha or sara control market ma bull ka a raha ha ya bull market ko reverse kar ka uptrend ke traf la kar jay ga or traders ko market ka strong selling sa buying ma jana ka batya ga. In dono inverted hammer or hammer pattern ma traders trade ko enter karna sa phalay is pattern ke conformation kara ga or in dono pattern ke conformation next candle kara ge agar next candle bullish ke hote ha or market high ke traf jay ge is ma traders buy ke trade ko enter kara ga.
    Click image for larger version

Name:	4.jpg
Views:	12
Size:	28.1 کلوبائٹ
ID:	12569835
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Hammer Candle
    Inverted hammer candle ki tarah single candlestick bhi baaz awqat price chart pattern par dosre charts pattern ki tarah k asar andaz hote hen, jab bhi ye candles prices k top ya bottom par bante hen. Inverted Hammer candle bhi aik single candle pattern hai, jo k prices k bottom ya bearish trend main banti hai. Inverted Hammer candle k aik small real body hoti hai, jiss ka upper side par aik long shadow banti hai. Ye shadow inverted hammer candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Inverted hammer candle ki real body k lower side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki real body ka lower aik "Bozu" candle hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada lamba na ho jiss se candle ki hososeyat tabdeel ho jaye.
    Candles Formation
    Inverted hammer single candle honne ki waja se ye zarori nahi hai, k dosre patterns k tarah ye candle lazmi kisi aik color main ho. Inverted hammer candle bearish trend main ya low price main banti hai, jis ki information darjazzel tarah se hoti hai; Hammer Candle: Inverted hammer candle prices k bottom main bearish trend main banti hai, jiss k baad bullish trend reversal ho jata hai, to iss waja se ye candle kisi bhi color main ho sakti hai, lekin agar ye bullish ban jaye to ye bullish trend reversal pattern se ziada mutabeqat rakhti hai.
    Explaination Inverted hammer candle jo k prices k bottom aur bearish trend k baad banne par bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai, inverted umbrella family se taluq rakhni wali aik single pattern candle hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye, k sath upper side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Candle k real body k lower side par aik small si wick to acceptable hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher lower shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Inverted hammer candle ki real body bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle k leye color ka hona zarori nahi hai, lekin iss ki position ziada zarori aur aham hai. Trading
    Inverted hammer candle jo dekhne main aik ulta T jaise lagti hai, prices k bottom ya bearish trend main banne par bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle bullish trend ya top prices par banne wali Shooting star candle ki tarah hi hoti hai, lekin prices ki position change hoti hai. Inverted hammer candle ki inverse Hammer candle hoti hai, jo k same bearish trend main bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Inverted Hammer candle par trade entry se pehle iss ki bearish trend ya bottom prices position ka hona bohut ziada zarori hai. Ye aik single pattern candle hone ki waja se trade k leye bohut riski hai, iss waja se aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, trader next bullish candle par market main buy ki entry kar sakte hen. Stop Loss candle ki sab se lower position ya candle ki real body k bottom se two pips below set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X