Explanation:
Forex trading mai market ki movement ki wajah se both shaklen banti hai jin ko samjh kar hum ko appni trading karna hoti hai Forex mai market ki movement se Double Top aur Double Bottom down tab banti hai .jub market kisi major support ki wajah se banti haito us ko hum Double Top aur Double Bottom kahty hai.
Double top & Double Bottom Chart Pattern:
Forex trading main market ki movement ko understand karnay kay liay chart ka bohat ziada kirdar hai jin mai say buniadi tor par three types kay chart patterns use hotay hai jin main say aik bar chart, dosra line chart and tesra candlestick chart patterns qabil e zikar hai candlestick chart pattern ki types mai say aik type double bottom chart pattern ki hay mara ap sab say sawal hay k double bottom chart pattern kisay kehtay hai is baray mai complete wazahat karain.
Forex Market mai double bottom tab hi banta hey jab price uper se nichey ki taraf move karne ke mood mein ajati hey aur is trha se aik double Bottom nichey se bhi banta hey jisko hum Reversal Double Bottom kehtey hein aur reversal double bottom us waqat banta hey jab price nichey se uper ki taraf mood mein ajati hey isliye hamen chahiye keh isko always find kartey rahen kioun keh yeh jab bhi market mein banti hey to market mein hamen aik achi trade dekhne ko mil jati hey aur hum market mein aik achi trade karne ke qabil ban saktey hein yeh ham daily basis par H1 ke chart par bhi find kr saktey hein aur uske ilawa agar hum H4 ka chart dekhen to us mein hamen weekly dekhne ko milti hey aur yeh kafi acha aur profitable pattern he isko hamen kabhi bhi miss nahin karna chahiye.
Trading with Double top & Double Bottom:
Double top ya double bottom patterns aik reversal pattern hota hai jis main price 2 tops banati hai to phir us kay baad down aati hai aur dosry main market double bottom pattern banati hai aur us ka baad wahan say market up move karti hai. main aap kay sath photo share karta hun jis say apko idwa ho jay gaDouble top aur double bottom chart patterns hain, jo market reversal k sign hain. Double top ka matlab ye hota ha k market ab mazeed agay barhnay ka irada nahi rakhti aur lower prices anay wali hai. Similarly, double bottom ka matlab ye hota ha k market mazeed downside nahi jaye gi aur higher movements anay wali hain. Double top tab banta ha jab market aik uptrend mein higher high bana lay aur us ko 2-3 dafa touch kar lay. Agar us point ko touch kar k wapas hoi to ye potential sign ha k reversal honay wala hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим