How To Trade On Rickshaw Candlesticks Pattren.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How To Trade On Rickshaw Candlesticks Pattren.
    Assalamu Alaikum dear member Main ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge dear jab aap is market Mein kam karte hain to aapko acchi strategies ke sath kam karna hota hai aur Market ko acchi tarike se Samajh Kar trading karna hoti hai agar aap market Mein proper experience Karke kam karte hain to aapko ismein Achcha profit Milta hai isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada experience ke sath kam Karen Taki aapko is market Mein Achcha profit Hasil Ho Main Aaj aapko bahut hi important information share karungi jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic Hai rickshaw man candlestick pattern kya hai.

    What is Rickshaw Man Candlesticks Pattren:

    Dear member Japanese candlestick bar chart Ki nisbat Is vajah Se Jyada Pasand ki Jaati Hai, Kyunki yah candle Unki nisbat bahut zyada information rakhte Hain. bar chart ik time frame ka open, close, high low, price dekhty hain Jaab Ky candlestick open close Low high Bullish or Bearish natural values bhi Dikhati Hain candlestick Chahye single ho ya tadad main zyada ho Inki information zyada reliable Hoti Hai Jis ko analyst zyada Pasand Karty Hain Rickshaw man candle bhi ik single candle hoti hai jo ki amuman jk natural candle tasawar ki Jaati Hai yeh candle bagair real body Main Hoti Hai Jis ka upper or lower side per long equal length ka Shadow Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	download (17).png
Views:	10
Size:	1.6 کلوبائٹ
ID:	12569759

    Identification Of Rickshaw Man Candlesticks Pattren:

    Dear friend Rickshaw man candles amoman price Mein zydatar Dikhai Deti Hai Kun ki yeh ik natural candle shumar Hoti Hai yah candle ik hi Waqt Main market Main buyers or sellors ki equal takat ki aakashi Karti Hai Jo ky price ko ik Khas position par mushtaqam rakhti Hai candles ki formation darja zail Tara Sy Hoti Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-20T103000.169.png
Views:	13
Size:	13.2 کلوبائٹ
ID:	12569760

    Dear member Rickshaw man candlestick price ky Darmiyaan Main zyadatar natural Hoti Hai Jaab Ky bottom or top price par trend reversal Ki salahiyat rakhti Hai yeh candle ik bagair real body Main Hoti Hai jab ki yeh candle single hony ki vajah se bullish or bearish donon Tarah sy kaam kar sakti hain candles ky Apar or lower side par Shadow hota hai jo ki donon side par size main takriban equal Hota Hai.

    Details Of Rickshaw Man Pattren:

    Dear member Rickshaw man candles pic ik bagair real body Main upper or lower side par long Shadow ki Hoti Hai yeh candle bullish or bearish donon Tarah Sy ho sakti hain Jaab Key candle ky open or close price ke upper or lower side par equally long Shadow Hoty Hain Jaab Bhi stock ki price par selected time frame ky mutabik pahly ik side Sy zyada pressure pahr jata hai or bad Main second taraf se same pressure pahrta hai to use condition Main yeh candle banti hai but buyers or sellers ki market Main equal pressure ki vajah sy candle ki donon taraf Shadow simat main sem Ban Jaati Hain Riksha Mein candles Dekhne Main same Small doji star candle Jaisi hoti hai but Usky upar side ka Shadow length main zyada hota hai jissy donon candles Ky Darmiyan bhot waziha difference a jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-20T103026.596.jpeg
Views:	11
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12569761

    Trading On This Pattern:

    Dear member Rickshaw man candlestick single candle pattern hone ki wajah sey traders ky liye waja signal Nahin deta hai or khas kar sideway Market Main To yeh invalid ya natural candle Hoti Hai yeh candle price ky top ya bottom main thori bahot Muyasar ho sakti hai lekin usky liye bhi confirmation Ka Hona zarori hai candles ki trading sy pahly market Main long term ki time frame select karny ky bad price ky top ya bottom position dekh ly Usky bad Kuch indicators Jaisy CCI indicator aur oscillator par value dekh ly jo ki overbought zone Main Hona zaruri hai candles par trading zyada risky Hai Is vajah Se stop loss candle ke bottom ya top price Sy Two pipes below ya above set Karen.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-20T103037.654.jpeg
Views:	9
Size:	29.6 کلوبائٹ
ID:	12569762
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    RICKSHAW CANDLESTICKS IN FOREX TRADING INTRODUCTION Rickshaw Candlesticks forex trading mein aik important technical analysis tool hain jo traders ko market ke potential reversals aur price stability ko samajhne mein madadgar hotay hain.Rickshaw Candlesticks woh special candlestick patterns hain jo market mein price stability aur indecision ko represent kartay hain. Ye candles upper aur lower shadows ke beech choti body ke sath hoti hain.Candle ki body normally choti hoti hai, jo indicate karta hai ke buyers aur sellers mein kisi ek ki dominance nahi hai.Candle ki upper shadow bari hoti hai, jo ke highest price ko darust karti hai.Candle ki lower shadow bhi bari hoti hai, jo ke lowest price ko darust karti hai. RICKSHAW CANDLESTICKS DETAILS Rickshaw Candlesticks market mein indecision ko darust karti hain. Agar ye patterns market ke badalte momentum ya reversals ko represent karte hain, to traders ye samajhte hain ke market unstable hai aur potential turning point ho sakta hai.Rickshaw Candlesticks ka istemal traders price reversals aur trend changes ko identify karne ke liye karte hain. Agar ye candlestick patterns trend ke against appear kartay hain, to ye trend reversal ki indication ho sakti hai.Ye candles upper aur lower shadows ke beech choti body ke sath hoti hain CONSULTATION Rickshaw Candlesticks ek powerful tool hain, lekin inko akela istemal karne se bachein. Hamesha doosre technical indicators aur analysis tools ka sahara bhi len taki aapko sahi trading decisions mil saken.In summary, Rickshaw Candlesticks forex trading mein price stability aur potential reversals ko samajhne mein madadgar hoti hain. Lekin, trading mein amal karte waqt hamesha risk management aur research ka khayal rakhen.Agar ye candlestick patterns trend ke against appear kartay hain, to ye trend reversal ki indication ho sakti hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X