Scalping method in forex trading:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping method in forex trading:
    INTRODUCTION:

    ASLAMUALIKUM DEAR FRIENDS!Dear friends kese hn ap sb log uneed krta hun k ap sb khariat se hun ge or apni mehnat se trading kr rhe hun ge aj ka hmara topic he Scalping method in forex trading forex me aik term use hoti hy jis Ka mtlb (Rashing krna) hota Hy isi trha agr ham daikhn to market me hum scalping sy Thora Thora nfa hasil kr rahy hoty hen ye basically educated or experienced person ki trading technique hai jis me traders ko bht soch samajh k or planning k sath he trading kerni chaye aur jab tak acha experience aur acha account balance nahi hoto uss waqt takk scalping trading nahi kerni chaiye kun k profitable ni hoti Forex trading main scalping kerna bohat ziada aur jald profits earn kernay ka aik acha tareeka to hai laikin iss mai loss bhi bohat ziada aur jald he hojata hai. Scalping kay liye charts aur time frames ka bohat hisaab rakhna parta hai. Scalping kay koi nuqsanaat nahi hai kun kay yeh aik technique hai jisay soch samajh kay istamaal kia jaey tou yeh bhi faida daiti hai


    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	4
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12569669





    RISKS IN SCALPING TRADE:


    Dosto Scalping trading jahan forex market main bohat acha faida and profit deti hay wahan es kay kuch nuqsanat bhi hain jin sy hamesha apko agah rehna chye kyun Kay is strategy me choti si mistake apko big losses day skti hy.1) Agar aap Scalping trading kar rahay hain and market main koi aesi vesi news aa jati hay achanak jis say market ki movement foran hi tabdeel ya volatile hoti hay to aap ko us say loss ho sakta hay.
    2) Scalping trading main aap ko market main active reh kar trading karna parti hay full time active ho Kar kyun kay is me long term trading me ap Nahi ja skty instant trading Ka nam hi scalping hy.
    3) Scalping trading k liay aap ko market k peak hours select karny partay hain jahan market ki volatility extreme py hoti hay jesa Kay European session me.
    4) Agar market ki movement achanak badal jay to ham apna account bhi wash karwa saktay hain scalping trading ki waja say jo aik risk hy jis ko ap utha kay scalping krty hen.
    5) Scalping trading main aap ko daily ki trade daily close krni parti hay chahy wo profit main ho ya loss main at the end of day usay close karna zaruri hota hay.
    6) Scalping k leay aap k pas internet high speed hona chahay, internet ki thori si der ki interruption ap ko heavy loss karwa sakti hay kyun Kay big lot aur market ki volatility Kay sath play krna itna asan Nahi hotaScalping trading mein race hota hai ki market band kar change ho jaaye to start main aapko Jyada Laut Ho Jata Hai Main Nahin




    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	5
Size:	52.7 کلوبائٹ
ID:	12569670





    BENEFITS OF SCALPING :


    Dear friends, scalping trading ko select kyun krty hain us kay to bohat say fawaid bhi hain jin Jin ki madad sy kafi traders successful ho jaty hen wo darj zail hen.
    1) Overnight k janjhat main nai karna parta ap quickly market sy Profit lay Kar out ho jaty hen.
    2) Daily short timeframe main bohat achi trading kar k bohat sa profit uthaya ja sakta hay kyun Kay baaz auqaat market me Kuch asy moqy aty hen Jahan ap sure hoty hen hay Yahan entery apki trade me big profit day skti Hy is leay ye aik benifit Hy is Ka.Forex trading is scalping export trade hoti hai jismein aapko maximum profit ho sakta hai ismein time frame 15 minutes aur 30 minute ka time per news Hota Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping method in forex trading:

    Scalping forex trading

    Dear forex members Forex scalping aik trading style hai jo KY traders kisi bhi currency ko kisi bhi trading pair ko sell ya buy krny KY liye istemal krty hain aur phir us ko bohat Kam time ky liye hold rakhty hain ta ky short profits ko hasil Kiya ja sake aik forex scalper aik din mein bohat sari trades open krta Hai aur us din mein hone wali market ki small movements se acha profit hasil krny ki koshish krta hai.Short term ke liye trade open karna aur close kar lena scalping kahlata hai jismein aap constructively selling trade bhi open kar sakte ho buying opportunity bhi le sakte ho is mein specific koi oye direction select Nahin ki jaati hai market ke trend ke against bhi trading ki jaati hai short-term ke liye instant trade entry li jaati hai aur jab trade profit mein a jaaye to instantly close kar liya jata hai apne order ko.

    Click image for larger version

Name:	download (3).jpg
Views:	4
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12433129

    Important management steps for scalping

    Dear friends trading member job of scalping trade entry lete hain aapko stoploss must use karna hoga. Sometime market first movement ki vajah se reversal direction mein move Kar jaati hai jiske se aapko big loss ho sakta hai agar aap maximum lot size use kar sakte hain to aapko stop-loss bhi use karna chahie jisse aapko limited loss hoga.
    Forex trading market mein scalping trading ke liye best trading indicators aapko bata deta hun.Scalping trading ke liye agar aapane technical analysis pe focus karna hai to ismein aapko jyada profit mil sakta hai maximum earning ke liye aapko fundamental news time per trading Karni chahie pending order use karna chahie aur instant profit aapko mil sakta hai scalping trading mere bhi maximum hota hai jismein loss bhi maximum ho sakta hai expert and professional trading members ki guideline ke sath aapko scalping trading Karni chahie initial stage per scalping karne se hamen nuksan ho sakta.

    Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	30
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12433130

    Scalping Forex profitable

    Mere pyare aziz dosto forex scalping aik lehaz se profitable hai bhi aur nahi bhi kyun KY yahan par bohat sare members is ko hold nahi kr paty jis ki wajah se wo apna nuqsaan kr bethty hain ye tareeka Un members ky liye best Hai jo apny analysis per maximum focus karne ky saath saath market ki movement ko daily basis per observe krty hain scalping acha profit dy to dyti Hai lekin long term mein is se profit hasil krna ache kamyabi hasil krna possible nahi ho sakta hai hum Agar profitable trading krna chahty hain to hum scalping ka istemal kr sakty hain per humein is ko proper istemal krny ka tareeka lazmi Ana chahie ta ky nuqsaan ko overcome Kiya ja sake aur is Mein leverage ka bhi dehan rakhny ki koshish Karni chahie.

    Click image for larger version

Name:	download (4).jpg
Views:	2
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12433131
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Scalping method in forex trading:

      Scalping Trading Strategy:

      Dear market main is strategy par agr apny trade karni hy to sub sy pehly to apk pass trading account main balance bahot zyada hona chaye. Isk nad apko is main experience zyada hona chaye aur apk analysis strong hony chayen. Is main apk pass agr high leverage account hoga to scaling karna asan hoga. Scaling karny k liay apko sub sy pehly demo account par practice karna hoge aur apna experience increase karna hoga. Keun k hum dekhty hain k scaling k liay apko big lot size use karna hoti hy aur bahot kam wakt main apni trade ap market main open rakhty hain.

      Click image for larger version

Name:	Forex-Scalping-Strategy.jpg
Views:	1
Size:	70.0 کلوبائٹ
ID:	12433132

      Scaling karny ka Tareqa:

      Dear market main aap agr dekhain to different waves ban rahe hoti hain jis main aap kam kar rahy hoty hain. Scalping k liay apko sub sy pehly different timeframe ka istemal karna hoga aur apny analysis ko perform karna hoga. Apko jab bhe market ka trend confirm ho jaye ga to ap market main apni trade ly sakty hain jis main ap choty timeframes dekh rahy hoty jaon jesa k M1, M5 , M15 aur M30 in timeframes main ap apny analysis karin to apko is main faida hoga.

      Candlesticks Pattern aur Indicators ka Istemal:

      Dear scaling trading k liay apko sub sy pehly achi trhaa sy market main candlestick pattern aur market main kisi bhe indicator ka achi trha sy experience hona chaye. Keun k hum dekhty hain k candlesticks ke madad sy humain koi bhe pattern milta hy aur different candle sy humain confirmation hoti hy aur isk sath agr hum indicator dekhain to us sy bhe agr humain same entry mily to hum trade open kar sakty hain. Scaling k liay demo practice bahot zyada zarori hoti hy.

      Click image for larger version

Name:	download (1).jpg
Views:	2
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12433133

      Without Practice Scaling karna:

      Agr ap scalping without practice karin gy to is main apko loss hony k chances bahot zyada ho jaty hain. Keun k without practice scaling karna bahot zyada risky hy is main apka account wash hony k chances b bahot zyada ho jaty hain.

      Lot Size Ka Istemal Karna:

      Ap agr scalping karin gy to is main apko big lot size use karna hoge jis main apko bahot kam wakt main zyada profit ho sakta hy. Lakin baghir sochy samjhy koi bhe big lot size use karin gy to loss hony k bahot zyada chance hoty Hin aur apka account bhe wash ho sakta hy.

      Click image for larger version

Name:	SAR 1.png
Views:	5
Size:	60.7 کلوبائٹ
ID:	12433134

      𝑼𝒔𝒆𝒔 𝒐𝒇 𝒊𝒏𝒅𝒊𝒄𝒂𝒕𝒐𝒓𝒔:

      Sclaping krny k liye indicators ko b use kr skty hain.indicators market sy related hmain bht c inforamtion provide krty hain or hm market mein achy points sy entry kr skty hain.sclaping mein use hony waly indicators yeh hain:
      1 .Moving averages sclaping
      2 .Bollinger band sclaping
      3 .RSI sclaping
      In indicators ko agr hm sclaping krty howay use krty hain to hm bht acha profit hasil kr skty hain or hmara account bhi washout hony sy mehfouz rehta hy. indicators hmary liye trade ko profitable bnany mein bht help krty hain. Indicators ko use krny k liye knowledge ka hona bht zaruri hai .

      اب آن لائن

      Working...
      X