Takuri candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Takuri candlestick pattern
    Takuri candlestick chart pattern

    Dear Forex trading ma market aksar side trend ma hoti hai or kahe bar support or resistance ko hit karti hai but market ik jis side par break karti hai chahe wo support ko break kary ya resistance ko break kary wo phr us direction ma long move kar jati hai or apny trend ko ya to further continue karti hai ya phr trend sy reverse move kar jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-08T122849.314.png
Views:	3
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12569644

    Trading Strategy with Takuri Candlestick Pattern

    According to strategy trader ko market k break hony ka wait karna chahe. Wo break chahe support ko kary ya resistance ko trader ko eski pehle confirmation karni chahe. Confirmation es sorat ma ho sakti hai k market break karny wali direction ma he ik candle ko complete kar ley. Asi condition ma trader ko same direction ma trade ko open kar leni chahe. Jo trader asa karty hain wo acha profit hasil karny ma hamesa kamyab ho jaty hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-08T122855.213.png
Views:	3
Size:	27.0 کلوبائٹ
ID:	12569643

    False Breakout in Takuri Candlestick Pattern

    Trader ko hamesa es bat ka khawal rakhna chahe k market aksar false break out b karti hai or trader agr asy false break out ma pans jae to usko eska bhot nuksan ho sakta hai or uska account wash ho sakta hai. Jo trader forex ma break out strategy ko use karty hain unko chahe k wo es pattern par focus karyn. Traders ko best results k lae patterns k sath sath apna experience b zarur utilize karna chahe tb he unko acha profit hasil ho sakta hai or wo loss ay bach sakty hain. Serf patterns ko blindly follow karna kafi ni hota or trader es tarha bhot loss ma pans sakta hai kiu k market ki movement pal pal change hoti rehti hai.
    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-07-08T122906.455.jpeg
Views:	31
Size:	49.4 کلوبائٹ
ID:	12569642
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Takuri candlestick pattern

    Takuri Candlestick pattern
    Assalamu alaikum dear traders ummid karta hun aap theek honge aur achcha profit generate kar rahe honge tokori candle stick pattern ek hathaude se milta julta candle hota hai Fark sirf yah hai ki hathaude ke niche cycle lambai uske jism ki lambai se dugna ya jyada Nahin ho sakti hai jab ke tokri line ka nichla saya ya Shadow iske jism se kam se kam teen guna se Kam Nahin hota to line is waqt jyada kam let baat Hoti hai jab baje kami ke rojaan mein yah support Jon ke andar banti hai Khalil mudduti kami ya chakori line pattern ka hona aam taur per Koi Fark Nahin padta jab bahut market Siya ko sawar ke andar lagu karda mein rukavaton ka istemal Kiya jata hai jismein candle ko ek dost pattern ki taur per sirf use waqt Salim Kiya jata hai jab body mukmmal taur per train line ke niche vakya ho kimat ke Fark ke bad jair hone wali takori line pattern ko ek majbut signal ke taur per dekha Jana chahie lekin har EK line pattern ki Tarah bad mein aane wali candle mein single ki tasvir ka intezar Karna achcha hai kam ja rahana taajir aksar aukat iske sath agali mombati ke khulne ke form baat puchna Le lete hain kyunki yah upar ki taraf kimat ke mutabik ka mauka from karta hai Japan mein tapori niche machhi ke pakdane ki taraf ishara karta hai jo ki machhali pakdane ki ek taknik hai jo samander ke fresh kareeb Pai jaati hai machhliyon ko pakdane ke liye istemal hoti hai aapka sath sath shukriya isko apnate hue aap acchi trading kar sakte hain


    Click image for larger version

Name:	Takuri candlestick pattern.png
Views:	3
Size:	37.7 کلوبائٹ
ID:	12433091

    اب آن لائن

    Working...
    X