Alligator Indicator:
Alligator indicator bill williams ne bnaya tha or es ka istamal mojoda price kr rujhan or un ki bunyadi simt ki tasdeeq ke liye kia jata ha mojooda rujhan ki nishandahe krne ka lea traders istamal krte hain alligator indicator takneeki balance line indicator mtlab moving average ka aik majmooa ha jo fractional geometry aur nonliner dyanmics ka istamal krta ha 3 balance lines ko jaw teeth lips ka name se jan jata ha blue line alligator jaw ha es time frame ke liye balance line ha jisay chart bnane ke liye istamal kiya gaya tha red line jo ka alligator line ha aik level lower ke value time frame ke iye balance line ha Green line jo ka lligator lips hain ya value time frame ke liye balance line ha aik aur kam level alligator indicator ka lips teeth jaws mukhtalif auqat ke tammul ko zahir krte hain.
Alligator Indicator In Forex Trading:
jab hum alligator indicator ko study krte hain aur ismein available teen various lines ko study krte hain to usmein humen blue line bhi available hoti hai jo humen important information provide kr rhi hoti ha es koalligator jaws ke name se jante hain
alligator indicator ko study krte hain to es me humen green line bhi available hoti ha jo important information provide kr rhe hoti hai isko hum alligator lips ka anem sa jante hain iski base pr market mein
achi input le skate hain aur achi information hasil kr ka market ma profitable trading kr skte hain