Important Chart Pattern To Know Before Opening A Trade.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Chart Pattern To Know Before Opening A Trade.
    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti Hun Ki khairiyat se Honge aur Achcha profit Hasil kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko market ko acche tarike se samajhkar trading karna Hoti Hai Kyunki agar aap market mein thodi si bhi jaldbaji Karenge to aapko ismein bahut jyada loss Hoga aapko loss se bachne ke liye Jyada Se Jyada hard work karna hoga aur apne experience ko Hasil karna hoga Jitna Achcha aapke pass experience Hoga aap is market mein itna hi profitable trading kar sakte hain main aaj aapse bahut hi important information share Karunga jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic Hai forex market Mein Jab aap trade open Karte Hain To usmein chart pattern ko aap kaise identify Karke trading Mein profitable ho sakte hain iski Kuchh important information aapke sath share karungi.

    DOUBLE TOP CHART PATTERN IN FOREX MARKET:

    Dear members forex market mein bahot Sare chart pattern ban rahi hotey hain jiny Dekh kar Hum es market Main trade kaar saktey hain in mean sy ik double top pattern hai jo bahot hi Aasan hota hai is main market up site par movement karti hai or whan sy swing Bana kar down Aati Hai Jaab market Dobara es swing level Taak Jaati Hai Tu wahan par Koi conversation generate Karti Hai jis sey Hamenh yeh confirmation mil jaati hai ki market Main double top create kaar liya hai or Is ky bad market down site par movement Karegi Agar Hum es market Main chart patterns ko dekh kar trade Karty Hain Tu Hamyn is main Kafi zyada help mil Jaati Hai Kun ki market main jo Chart pattern ban rahi hoty hain un main stop loss bahot hi kaam hota hai or es main take profit Kafi zyada hota hai is liye Hameyn chahiy Ki Koi Bhi Chart pattern baan raha ho is ko Dekhkar trade Karni chahiey Jaab market Main double top pattern banta hai to wahan sy Hum apni trade Laga sakte hain or is ka target Hamari next support level Hota Hai Jahan par Hum Apna target Hasil kar sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (47).png
Views:	15
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12569410

    HEAD AND SHOULDER PATTERN IN FOREX MARKET:

    Dear members forex market Mein sabse zyada use hone wala Head and Shoulder pattern Hai Jise Ham normal Kisi bhi time frame ke andar find kar sakte hain ismein market Apna Ek head banati Hai Iske bad Sath left Android side per do shoulder banati Hai jisse Hamen pata chal jata hai ki is time chart ke upar Ek Head and Shoulder pattern ban gaya hai isase Hamen yah pata chal jata hai ki market mein agar up side per Head and Shoulder banaya hai to market next down side ki movement Karti Hai Aise Hi Agar yah pattern inverted Head and Shoulder pattern banta hai to vahan se market up site per movement Karti Hai ismein trade Lagane ke liye Hamen net line ke break Ka Intezar Karna hota hai Jaise hi neckline break Hoti Hai vahan se Ham apni trade Laga sakte hain Kyunki market Mein Jab tak net break Nahin Hoti Hamen is pattern ki confirmation Nahin milati market mein jo Head and Shoulder pattern banta hai ismein shoulder ke thoda sa Upar Hamara staff loss hota hai isliye Hamen chahie pattern Jab Hamare Kisi time frame per Bane Tu Hameny net ke break hone Ka wait Karna chahie Uske bad Hamen is market Mein entry Lagani hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (35).jpeg
Views:	5
Size:	25.3 کلوبائٹ
ID:	12569409

    TRIANGLE CHART PATTERN IN FOREX MARKET:

    Dear members forex market Mein different patterns Ban Rahe Hote Hain Aise Hi Jab market Koi range banati hai to use time Kai dafa market try angles banati Hai jismein sending triangle aur descending triangle Hoti Hai isase market Mein Hamen next movement Ka Pata Chal Jata Hai Kyunki market mein jo triangle ban rahi Hoti Hai Unse Hamen market Mein Pata Chalta Hai Ki market Jis Taraf Stri angle ko break Karegi Ham vahan trade Laga sakte hain market Mein Jab Koi triangle ban rahi Hoti Hai To ismein Ek resistance and support level ban raha hota hai jisse Hamen yah pata chal jata hai ki market is range ke andar movement kar rahi hoti hai aur Jaise hi is range ko break out Karti Hai To vahan se Ham apni entry Laga sakte hain market Mein Koi Bhi triangle use time Sahi result Deti Hai Jab iski break out ke bad retest per Ham trade Lagate Hain market Mein triangle different types ki Hoti Hai yah abhi Hamen Khud dekhna hota hai ki is time hamare pass kaun si triangle ban rahi hai.

    Click image for larger version

Name:	images (36).jpeg
Views:	6
Size:	26.9 کلوبائٹ
ID:	12569408

    FLAG CHART PATTERN IN FOREX MARKET:

    Dear members forex market Mein flat pattern ik bahot hi important pattern Hai jis sy Hameny market Main trend continuation Ka Pata Chal jata hai agar yah pattern up side per ban raha hota hai aur Market ka trend bhi up hota hai to market upset per movement karte hue yah pattern banana start kar deti hai aur ek zone ke andar range banati Hai jisse Ek flag ka design ban jata hai aur Market isko up side per break Karti Hai yah pattern bahut hi aasani ke sath Ham Apne chart per fine kar sakte hain is pattern ki sabse acchi baji hai ki Jab yah pattern hamare pass banta hai to iska target Kafi Jyada hota hai Kyunki ismein flag ka Pol Jitna Lamba Hota Hai Hamara target Kitna hi jyada hota hai agar Ham is pattern ko Dekhen to yah bilkul flag Ki Tarah hota hai aur ismein Market upset per movement karte hue yah pahle bol banati hai aur Iske bad flag banati Hai Jab market ki movement complete Ho Jaati Hai To Iske bad ham ismein trade Laga sakte hain aur flag ko market up site per break karte hue apni movement ko continue karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (37).jpeg
Views:	5
Size:	25.6 کلوبائٹ
ID:	12569407
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important Chart Pattern To Know Before Opening A Trade.

    Je dear ap ny bhot acha topic share kiya hai or ap agr esy he informative topic share karyn gy to sb ko bhot acha advantage hasil ho jaye ga. Agr trader ko en important patterns ka pata ni ho ga to wo kbi kamyab ni ho payn gy. So hamy pehle en ko learn karna chahe. Ye asan ni hota es kay laye trader ko bhot tuff routine adopt karna hoti hai. Agr wo esa ni karyn gy to hamesa nakam he rahyn gy. Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko market ko acche tarike se samajhkar trading karna Hoti Hai Kyunki agar aap market mein thodi si bhi jaldbaji Karenge to aapko ismein bahut jyada loss Hoga aapko loss se bachne ke liye Jyada zaruri hai or eski zarurat ko kam ni karna chahe. Agr ham es ko ignore karyn gy to nakami ka he hamy samna karny pary ga. aap market mein thodi si bhi jaldbaji Karenge to aapko ismein bahut jyada loss Hoga aapko loss se bachne ke liye Jyada Se Jyada hard work karna hoga aur apne experience ko Hasil karna hoga Jitna Achcha aapke pass experience Hoga aap is market mein itna hi profitable trading kar sakte hain.

    Forex chart ma double top pattern.

    Forex trading ma double top ik important pattern hai es ma market two times ik height ko hit karti hai or es sy traders ko acha advantage mel sakta hai or wo agr buy ki trade ko open karyn gy to unko acha profit mel jaye ga. forex market mein bahot Sare chart pattern ban rahi hotey hain jiny Dekh kar Hum es market Main trade kaar saktey hain in mean sy ik double top pattern hai jo bahot hi Aasan hota hai is main market up site par movement karti hai or whan sy swing Bana kar down Aati Hai. Es time par agr ham esko trade kay laye pick karyn gy to hamy es ka bhot acha impact mele ga. Jaab market Dobara es swing level Taak Jaati Hai Tu wahan par Koi conversation generate Karti Hai jis sey Hamenh yeh confirmation mil jaati hai ki market Main double top create kaar liya ha. Now ham es ko achy advantave kay laye use kar saktyn hain. So hamy es ko learn karny ki pori khosis karni chahe. Is ky bad market down site par movement Karegi Agar Hum es market Main chart patterns ko dekh kar trade Karty Hain Tu Hamyn is main Kafi zyada help mil Jaati Hai Kun ki market main jo Chart pattern ban rahi hoty hain. But ye asan ni hota kiu kay es ma bhot sary risk factors involve hoty hain.

    Forex trading ma flag chart pattern.

    Forex chart ma ye bi ik important pattern hain or enko hamy lazmi learn karna chahe agr ham esy karyn to he hamy acha advantage mel saky ga. Agr ham es ko learn ni karyn gy to hamy bhot nuksan ho ga. forex market Mein flat pattern ik bahot hi important pattern Hai jis sy Hameny market Main trend continuation Ka Pata Chal jata hai agar yah pattern up side per ban raha hota hai aur Market ka trend bhi up hota hai. Agr es sorat ma ham buy ki trade ko open karyn gy to bhot acha profit hasil kar sakyn gy. Forex chart bhot mushkil hota hai or es ko samajna asan ni hota. So hamy esko lazmi contain karna chahe. market upset per movement karte hue yah pattern banana start kar deti hai aur ek zone ke andar range banati Hai jisse Ek flag ka design ban jata hai aur Market isko up side per break Karti Hai yah pattern bahut hi aasani ke sath Ham Apne chart per fine kar sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X