Which is Best Option for Trading in Forex Day Trading or Long Term Trading
Trading and Basic Types of Trading in Forex
Forex market main trading ki basic two types hain short term trading and long term trading dono ko forex market main different names sy use kia jata hai forex market main trade kerny waly traders apni apni trading strategies ko use kerty huey continue kerty hain aur her kisi ko yahan per trade kerty huey profit bhi hasil hota hai aur loss bhi hota hai tou kuch traders forex market main trading ky liay long term trading ko priority dety hain ky agar trading account main balance achi amount main ho tou long term trade kerny sy market jis direction main bhi movement kerti rehy retracement ly ker profit main bhi zarur ati hai tou aesy profit ky liay long time period ky liay wait bhi kerna perh sakta hai jabky agar long term trading main bhi trade open kerty hi market hamari favor main movement kerna shoru ker dy tou short time main bhi acha profit hasil kia ja sakta hai lekin kuch traders jin ky trading account main balance small amount main hota hai aur jo new traders hoty hain woh market main short term trading kerty hain kyun ky starting main investment small amount main hoti hai jis per long term trading possible nehi hoti
Day Trading (Short Term Trading) in Forex
Short term trading main day trading bhi shamil hai kyun ky same open ki jany wali trade ko ham ny her surat main same day main hi market close hony sy pehly close bhi kerna hota hai jabky koi bhi aesi trade jis ko ham open kerty hain tou same trade ko same day main hi close bhi kerna hota hai kyun ky agar ham same trade ko next day tak bhi continue rakhty hain tou aesa bhi ho sakta hai ky next day main market ka behavior kuch aur ho jis ko ham trade open kerny sy pehly analysis na ker chuky hon tou hamain loss ho sakta hai forex market main trade kerna bahot bara risk hota hai ky agar ham achy analysis kerny ky bahd trade open ker ky contineu kerty hain tou same open trade main profit hasil hony ky chances hoty hain jabky agar open trade ko next day ky liay bhi open chor dia jaey tou analysis na hony ki waja sy bara loss ho sakta hai lehaza agar ham small balance ky sath trade ker rehy hain tou hamain agar maximum open trade jo long time period ky liay open rakhni hoti hai woh sirf aik din ky liay honi chahiay aur sama day ky end per jab market close ho rehi ho tou trade beshak loss main ho usko close ker dena chahiay jabky next trades main ham same loss bhi recover ker sakty hain aur profit bhi hasil ker sakty hain
Position Trading (Long Term Trading) in Forex
Maximum trader forex market main position trading ko priority dety hain kyun ky same trade her surat main profit main hi close hoti hai beshak usky liay long time wait hi kyun na kerna pery so jin traders ky account main balance achi amount main hota hai tou woh traders forex market main long term trading ko priority dety hain ky jis bhi direction main trade open ki jaey aur jab tak bhi loss main trade chalti rehy trade ko close nehi kia jata aur jab market maximum rages sy reverse ho ker hamari open trade ki favor main movement kerna shoru kerti hai tou hamara loss decrease hona shoru ho jata hai aur jab market continue hamari open trade ky favor main movement kerti rehti hai tou hamara loss khatam hony ky bahd profit bhi hasil hona shoru ho jata hai jis ko ham market ki maximum ya minimum range tak continue kerty huey acha profit main trade ko close ker sakty hain jo long term trading ka sab sy bara faida hai ky her open ki jany wali trade profit main hi close hoti hai short term traders ky account wash hony ka tanasab long term traders ky tanasab sy bahot zyada hota hai ky long term traders ky account main balance zyada hony ki waja sy account wash nehi hota lekin small balance ky sath open trade kerna bahot bara risk hota hai ky bahot jald account wash bhi ho jata hai
Recommendations for Best Trading in Forex
Forex market main ki jany wali trading main success totally depend kerti hai hamari investment per jabky hamary trading account main balance small amount main hony per bhi ham different successful trading strategies ko use kerty huey acha profit bana sakty hain ky expert traders ky account main bahot zyada amount hona zaruri nehi hai ky different strategies ko apply kerty huey trading ko continue ker ky small balance sy bhi bari amount earn ker sakty hain lekin agar ham apny trading account main bari amount investment kerty hain tou phir hamain expet tradet bannay ki zarurat nehi hoti just ham market ki maximum aur minimum ranges ko read ker ky apny balance ko calculate kerty huey secure lot size use kerty hain aur market jab bullish movement ya bearish movement jo hamari open trade ky agaisnt ho rehi hoti hai jab maximum range ko ponchti hai tou reverse hoti hai tou ham same trade jab profit main jati hai tab close ker sakty hain jis ky liay ho sakta hai ky hamain kei months bhi wait kerna pery lekin market reverse ho ker hamari favor main bhi zarur movement kerti hai jis sy hamain profit ka target bhi acheive ho jata hai aesi trading main hamain continue profit hasil hota rehta hai siliay hamesha forex market main long term trading hi kerni chahiay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим