forex market trading session

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    bhai jan is me koi session ki ahmiyat nhi hoti ye ak business hai onnline profitable agar hum is par mehnat kry gay wotna hi kamaye gay or mere khyal se is se acha or business nhi hai internet par onnline.........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      gee mre bhai forex ak sb se best busineess hy es me learning sb se jmpotant cheez hy agr hm ne forex pe kamyaabi haasil krny hy to hmy ziada se ziada learning krny chahye js se hm achy trading kr skty hy aur sb se good trader bn skty hy es lye to learning important hy forex trading me
       
      • #63 Collapse

        g bhai apki bat bilkul thek hain lekin agar apna trade galat lagai hain to apko loss bhi hoga.aur apko session k hisab sa chalo lekin apko forex k technical bhi sahi ana chahiye jin sa apko loss kam ho aur profit apko ziada ho...
        • #64 Collapse

          I trading session open aur close hoty hn right usi time agr trade open ki jaye to profit hota he''
          ap dosto ko pta he kia k kis session me buy krna chahiye aur kis me sell jis se profit.
          • #65 Collapse

            ASSALAM O ALEIKUM hmmm mere bhai esa hota hai k jab session start hota hai to us waqt profit zada hota hai or end k waqt qk bht sare loog ye cahte hain k unko starting me hi profit mil jae to wo apni chezein sale krte hain or bht sare loog end waqt ka wait krte hain ,,, 4 session hai or 4 k alag timing hain
            • #66 Collapse

              nahi yar main abhi kuch new hun main ny bhi kafi suna hai lakin abhi tak kisi ny define nahi kia k yeh kia hota hai shayad eh ratio hota hai k market upp ho rahi hai tou pip up hojatay hain down tou down
               
              • #67 Collapse

                nae yar aesi baat tu nahe hai market ka kisi ko nae pata chalta hai k kis taraf jae ge open aur close ka tu sawal he nahe hai es mai ap ki expertise ki neddhoti hai bs
                • #68 Collapse

                  g han dear bilkul aesa he hota hai aur different sessions k lehaz sy haman profit hota hai is buisness main aur haman us session k lehaz sy he dekhe huwe buy and sell par trade lagani chaiye to phir he ham kamyab ho sken gay is buisness main
                  • #69 Collapse

                    bhai jaan trading kerny ka bhi time hi hota hai yeh nahi k ap jis time marzi jab marzi trading ker skty hain ap ko yahan per kuch kahyal se chalna parta hai ap ko kuch na kuch yahan per aisa krna hota hai k ap ko or sab ko bhi faida ho
                    • #70 Collapse

                      dear mujhay to nahi pata hay kay wo four session kon kon say hen or ap kin four session ki bat kar rahay hen lakin aik bat saf hay jab bhi trade ki jaey to market ki position ko dekha jaey or market trend samjha jaey.
                      • #71 Collapse

                        is ka matlab ye hota ha k log forex ko seekhtay hain aur wo b ghar bth kar agra hum is ko ghar beth kar na kare to hum yaha pay kamyab nahi ho saktay hain.
                        • #72 Collapse

                          Ap agar market kay openhoty hi trade laga daity hain to chanc yahe hota hay kay ap profit karen gy par problem ya bi hayky trade kon si lagye jae buy ki ya sell ki to bahi is ky liy ap volume aur buyers aur sellers percenage aur sat sat last tend chk ka lain
                          • #73 Collapse

                            bhai gee forex trading aik best online business he. is me market per kaam kerte he.liken is me khabi market ka session close nhi hoteh yeh buisnes pur sall chalti he. is liey yeh week me 5 din kaam kerte he. liken is me aur session nhi he.
                            • #74 Collapse

                              yes i m agreed with you but if you have enough knowledge about the forex trading market and have enough experience about the forex trading market then u can make a lot of money from the forex trading market .,,.........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                han ji main agree karta hoon ap ki baat jab market open ho aur jab market close humien tabhi order place karna chiya kyoun ke market osi time move karti hai aur is main ager ap sai order place karte hain tu ap ko profit milta hai aur baqi time main market main movement kam hoti hai tu andaza nahi hota hai ke jab market close ya open ho gi tu kis taraf ko move kare gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X