Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Grave stone doji candlestick pattern kya hai Iske related important information aapke sath share karungi.
Gravestone Doji Candlesticks:
Grave stone doji Kisi bhi range ki single session candlestick Jo Ek up Trend ke bilkul Upar jahir Hoti Hai yah candle price ke top per ek strong register level banati Hai Jiske bad market Mein bear is active Hona start ho Jaate Hain yah candle trend reversal Ki Nishani Karti Hai candle ki opening price ke upar Shadow Ek Ishara Hai Ke buyers Ne price ko Upar Le Jaane Ki Koshish ki lekin din ke ektatam ke bad vah nakam Ho Jaate Hain Kuchh practice ke mutabik Grave stone doji ko Pichhle session ke Ishtam ke Waqt Ke Sath bhi pesh Kiya Jana chahie Grave stone doji candle ko open aur close same price ya point per Hona chahie.
Candles Formation:
Grave stone doji candlestick Dekhne Mein dusre candles Jaisi Dikhai Deti Hai Lekin price ke top per ya bullish trend main banane ki vajah se ek strong bhi race trend reversal ka kam Karti Hai candle price ko upper side per reject Karti Hai jisse maujuda trend Badal Jata Hai yah Ek single candle pattern Hai Jiski formation darja jail Tarah Se Hoti Hai.
Grave stone doji candlestick bagair real body wali candle Hai Jiske upper side per Ek long Shadow hota hai candle ka open close aur Lo price same point per Hota Hai Jab Ke candle ke lower side per Koi Shadow Nahin Hona chahie lekin Agar Banta bhi hai to bahut jyada large size mein nahin Hona chahie jisse candle ki format change hone ka kHadsa Ho.
Explanation Of Gravestone Doji Candle:
Grave stone doji candle Ek baver real body wali single candle pattern hai jo ki upper side per Ek Lamba Shadow ya Saya rakhti Hai candle ka open aur close same point per Hona jaruri hai candle ke banne ki Piche ki psychology Kuchh Yun hoti hai ki Jab Bhi Ek session ya 1 din ke dauran price pahle aap world movement karne ke bad Wapas Apne open price per Aakar close Ho Jaati Hai jisse candle ke upper side per Ek Lamba Shadow ya Saya ban jata hai yah candle normal price chart per Jyada Muyasar sabit Nahin Hoti Hai Lekin candle ka Trend ke top per high price area Mein banne per Bearish trend reversal ka kam karta hai.
Trading With Gravestone Doji Candlesticks:
Grave stone doji candlestick trading Mein Sell ka signal generate Karti Hai Jis per market Mein confirmation ke bad entry ki Ja sakti hai candle ka long time frame Mein Hona jaruri hai Jab Ke confirmation candle Ek lajmi bears real body Mein Hona chahie Jab ke sath Sath bearish h candle ka gress stone doji candle ke lower per bhi close honi chahie yah single candle pattern hone ki vajah se indicator se bhi trend confirmation Lena jaruri hai Jaise RSI m a c d CCI indicator aur oscillator se value over bought zone Mein Hona chahie candle ke bad bullish candle banane ki condition Mein trade entry Nahin Karni chahie candle per stop loss sabse top position Jack candle ke high price jo ki Trend ke liye resistance loan Banta Hai Is Se Two pipes above set Karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим