Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai market Mein different time frames aapko Mil Rahe hote hain Inko aap Dekh Kar trading kar sakte hain iski Kuchh important information aapke sath share karungi ki kaun se time frame aapko use Karke trading Karni chahie.
Japanese Candlesticks:
Candlesticks ka use sabse pahle Japan Mein start hua is vajah se isko Japani candle take bhi Kaha Jata Hai Jab Ham forest trading mein kisi pair ki price Ko Kisi Khas interval ke liye candle ka use karte hain to chart yah create karta hai usko candlestick chart pattern Kaha jata hai candlestick ka chart line bar chart se different hota hai Kyunki bar chart mein sirf pair ki price ki close value hi show Hoti Hai jabki candles take Mein Har ek time interval ke liye ek separate candle banti hai.
Candlesticks Timeframe:
Candlestick chart pattern se nine types ke time frame show Hote Hain Jo Hamare meta trader platform per available hote hain vah time frame darja zail Hain.
One Minute Timeframe:
1 minute time frame ko shortly M1 se show ya likha jata hai jo ke sirf 1 minut ke candle stick ko show karti hai aur 60 second complete hone ke bad new candlestick start hoti hai.
Five Minutes Timeframe:
5 minutes time frame Ko MT4 ya MT5 main traders pe shortly M5 se Zahir Kiya jata hai jo ki 5 minut ki short pattern ko show Karta Hai 5 minute ka cycle complete hone ke bad new candlestick start hoti hai.
Fifteen Minutes Timeframe:
15 minutes ke time frame Ko Hum shortly M15 se Jante Hain Jo ki Hamen 15 minutes ke time duration show karvata hai Iske bhi new cycle 15 minutes complete hone ke bad start Hote Hain.
Thirty Minutes Timeframe:
30 minutes time frame ya half hours time frame ko shortly Hum M 30 se Jaya Karte Hain Jo ki 30 minut ki duration per mustamil hota hai yah bhi new candlestick 30 minute ke baad start hoti hai.
One Hour Timeframe:
1 hours time frame ko H1 Se jayar Kiya jata hai jo forest trading Mein short term trading ke liye sabse Jyada use hota hai aur yah candles take one ko 24 hours se show Karta Hai Van hours complete hone ke bad new candlestick Ka aagaaj Hota Hai.
Four Hour Timeframe:
4 hours time frame MT4 ya MT5 py H4 Zahir hota hai aur yah long term trading ke liye sabse Jyada use hota hai vaise bhi is time frame per long term ke analysis Hote Hain.
One Day Timeframe:
Forest trading me one day time frame ko D1 se Zahir Kiya jata hai aur is per bhi long term trading Hoti Hai yah time interval one day ki duration pe mustamail Hota Hai is uske bad new candle start hoti hai.
One Week Timeframe:
Second last buddy time frame one week ko symbol Kiya jata hai aur iski duration one week hoti hai forest trading Mein is time frame ko bhi long term trading ke liye use Kiya jata hai.
One Month Timeframe:
Sabse last aur sabse bada time frame Jisko MN se show Kiya jata hai Is pe to analysis Mushkil Hai yah bady bady banks Karte Honge yah time frame one month ke duration per mustamil hai aur 1 month ke complete hone ke bad new candlestick banti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим