Importance of Support & Resistance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Support & Resistance
    Support & Resistance

    Support aur resistnace market ki movement per create hony waly levels hoty hain jo ky market aik fix time main maximum aur minimum level tak movement ker rehi hoti hai ky jab market dobara wahan per ponchti hai tou reversal ky bhi bahot zyada chances hoty hain agar ham forex market main trade kerty hain tou hamain pata hona chahiay ky support aur resistance kia hain aur yeh kitni important hain ky ham in ko apni trading main use kerty huey kesy faida hasil ker sakty hain tou support market ki movement main create hony wali aesi position hai ky jab market downtrend main movement ker rehi hoti hai aur kisi point sy bar bar retracement ly ker upward movement shoru ker deti hai tou aesy point ko support kehty hain ky market jab bhi same point per jati hai tou reversal ky bahot zyada chances hoty hain isi terha jab market uptrend main movement kerty huey kisi aik point sy bar bar reverse ho rehi hoti hai tou same point ko resistance kehty hain

    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	15
Size:	42.9 کلوبائٹ
ID:	12569195

    Levels of Support & Resistance

    Jab market open hoti hai tou woh kisi aik direction main movement ker rehi hoti hai jo upward direction main movement bhi ho sakti hai aur downward bhi tou same movement jis direction main ho rehi hoti hai usi direction main market ki movement ko market ka trend kehty hain ky agar market bar bar downward retracement ly ker overall movement uptrend main ker rehi hoti hai tou woh bar bar kuch resistances ko break ker rehi hoti hai aur downtrend main movement kerty huey market bar bar small supports ko break ker rehi hoti hai tou yeh small supports and resistances ky levels hoty hain jin ko market break kerty huey apni maximum support ya resistance per ponchti hai aur jahan sy market ka reverse hona ya trend ka change hona confirm hota hai ky jab market maximum support ya resistance per ponchti hai tou zarur retracement leti hai aur trend change ho jata hai

    Click image for larger version

Name:	level.png
Views:	12
Size:	166.7 کلوبائٹ
ID:	12569197

    Trading on Support & Resistance

    Forex market main short term traders ya scalpers support aur resistance ko bahot zyada importance dety hain ky market jab support per hoti hai tou buy main trade open ker lety hain aur jab resistance per hoti hai tou sell main trade open kerty hain aur bahot kam time main bahot achi earning ker lety hain lekin long term traders just market ky trend ko follow kerty huey trade open and continue kerty hain so agar support aur resistance per reverse order main trade open ki jaey tou same support aur resistance ky breakout per stoploss lagana bahot zaruri hota hai ky agar support ya resistance break hoti hai tou phir market same order main next support ya resistance tak zarur movement kerti hai tou trade open rehny ka loss ho sakta hai so breakout per stoploss hit hony ky bahd same forward order main trade open ker ky next support ya resistance tak continue ki ja sakti hai

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	20
Size:	371.3 کلوبائٹ
ID:	12569198
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of Support &amp; Resistance

    IMPORTANCE OF SUPPORT AND RECISTANCE
    support aur resistance levels market ke andar important points Hain Jahan per supply aur demand forces aapas mein milti hai. market ke andar support aur resistance hamesha technical analysis ke dauran nazar aati Hain jab aik trader market mein supply aur demand ko maloom kar raha hota hai. tub market mein support aur resistance levels break ho jaate Hain to market ki supply aur demand forces next level ko move karne ke liye ready ho jaati hai.

    SUPPORT LEVEL
    support level market ke andar demanding level ko kaha jata hai aur support level ke dauran demand strong Hoti hai jiski vajah se market neechey fall nahin karti bulkeh up move karti hai. support level ke dauran market ke andar stock prices pahle fall Karti hain lekin phir market mein buyers ki demand increase ho jaati hai aur sellers sell kam karte Hain jiski vajah se buyers dominent Ban jaate Hain aur market ka control hasil kar lete hain aur market up move karna start kar deti hai.
    RECISTANCE LEVEL
    forex market ke andar resistance level ko supply level bhi kaha jata hai aur supply level ke dauran maRKet Fall karti hai. resistance level ke dauran start mein prices rise hoti hain aur phir resistance level tak pahunch jaati Hain phir market ke andar sellers increase ho jaate Hain aur is Tarah vah market ka control hasil kar lete hain aur market price fall karna start kar deti hai.
    TRADING STRATEGY WITH SUPPORT AND RECISTANCE
    support aur resistance level ko samajhne ke liye Ham ek example Lete Hain. agar market mein buyers maujud hun aur stock prices support level ke kareeb maujud ho to market support level se up move karegi aur market ke andar buyers zyada honge Lekin FIR ek time per resistance start ho jaati hai Jahan per sellers dominate Ban jaate Hain aur is Tarah market price niche ki taraf move karna start kar deti hai aur is Tarah market mein bullish trend se bearish trend banta hai.











    اب آن لائن

    Working...
    X