جواب: Spinning TOP Candlestick pattern
Spining Top Candlestick:-
Ye candlestick market ki support or resistance k bary ma information b deti hai. So age ye Market k uptrend ma agr bullish*spinning*top candlestick support level par show ho jae to ham es point ko as a entery point hasil kar sakty hain es sorat ma stop loss ham support level k nechy place kar sakty hain k market agr support ko break kar jae to ham maximum loss sy bach jayn. Or agr bearish spining top wali candlestick resistance level par show ho jae to ham esko exit point k tor par use kar sakty hain. Ik bar ye candlestick pattern market ki reading ma help kar dey to ham esk sath trailing stop ko b use kar sakty hain. But trader ko ye bat zehan ma rakhni chahe k kio b pattern 100 percent success ki gurantee ni hota. Market kisi b place par apni position ko change kar sakti hai. Acha trader wo he hai jo market k unusual behaviour k lae ready rahy or es ka homework us ny pehle sy kiya howa ho.
Identification of*spinning*top candlestick:-
aap*spinning*top candlestick ko kaise pahchan sakte hain to uska aasan tarika yah hai ki iski body jo hai vah chhoti hoti hai aur iske shadows Jo stick hoti hain vah badi hoti hai jab bhi aap Koi*candle*dekhen chahe vah police Ho ya bearish Ho isase Fark nahin padta lekin agar uski body chhoti hai matlab uski opening aur uski closing kareeb kareeb hai aur uske shadows bade Hain to iska matlab yah hai ki yah ek*spinning*top candlestick hai*spinning*top candlestick bullish bhi ho sakti hai aur bearish bhi ho sakti hai
How to recognise Spining Top Candlestick:-
agar aap*spinning*top candlestick ko properly samajh na Chahte Hain To iski body bahut Chhoti hoti hai aur iska Shadow donon Taraf bahut jyada hota hai aap isko easily recognise kar sakte hain.
Spining Top Candlestick interpretation in Market :-
jab aap market Mein*spinning*top candlestick ko interpret karte hain to aapko yah Idea hota hai ki Jab yah candlestick market Mein banti hai to Uske bad market Mein reversal trend hota hai ya candlestick resistance level per bhi ban sakti hai aur support level per bhi ban sakti hai.
Importance of Spining Top candlesticks :-
candlestick ki bahut jyada importance Hoti Hai Jab aap apne technical analysis ko perfect banana Chahte Hain To usmein candlestick aapki bahut jyada help karti hai aur aapke analysis ko perfect banati hai agar aap analysis strong karna chahte hain to aapko candlestick ki study perfect Banani Hogi otherwise aapke liye kuch problem ho sakti hai.
Effects of bullish*spinning*top candlestick:-
Jab bhi aap dekhen ke aukat musalsal piche se a bearish*candle*banaa rahi hai aur aage aapko vah bullish*spinning*top candlestick banaa kar deti hai to iska matlab yah hai ki yahan se market rivers hone wali hai aur aur aapki market profit mein yah aapki taraf jaane wali hai
Effects of bearish*spinning*top candlestick:-
jab bhi aap dekhen ke pichhali kuchh candles musalsal bullish a rahi hai aur usse aage aapko bearish engulfing*spinning*top candlestick milati hai to iska matlab yah hai ki yahan se market reverse hone wali hai aur aapki market it down ki taraf jaane wali hai to agar aapane buy Kiya hua hai to yahan per aapko apne share sale kar dena chahie kyunki agar aap nahin karenge to yah reversal sign hai aur aapko loss ho sakta ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим