Dear forex form members, ap nay triple bottom say related buht knowledge share kiya hai. Forex trading market mein technical analysis k liy chart patterns buht important role play karta hain. kamyabi k liy technical analysis skills buht zarori hain, aur ap ko chart patterns ko study krna ana chaiy. Chart patterns candlestick say mil kr banty hain. In pain say aik pattern buht important hai, jisko aap triple bottom candlestick pattern, kehty hain. Me ap se related information aur knowledge share karna chahta hoon, is say ap ki profit earn increase ho gi.
Triple bottom important discussion:
Dear forex forum members, jab market apny low level ya support se oper jati hai, aur Dobara movement complete karke is level ya apni support ko test karti hai to is ka matlb hai k, yah ek strong support level hai, aur Market dobara is support level say uptrend me movement krti hai, aur Market aik bar pir downtrend movement main isi point ko touch karke rebounce Kar jaati hai, aur jab market third time phir isi point ko retest krny k bad jab uptrend movement karti hai, to is chart pattern ko aap Forex trading market me triple bottom, chart pattern kahate Hain.
Identification:
Triple bottom pattern, ki pehchana bahut hi easy hai. Jab Market aik support level ko 3 dafa test krny k bad market uptrend karti hai. Is pattern ko triple bottom pattern kehty hain.
Importance :
Triple bottom pattern, ap ko hamesha aik string bullish trend provide krta hai. Yah ap ko aik buht achi buying opportunity daita hai. Is point say ap ko buy ki trade Lagani chaiy. Kunki Jab aap is pattern ko carefully study karte hain, aapko pata chalta hai k market apni aik strong support ko break nai kr PA rahi. Aur yah ap k liy aik achi opportunity hoti hai. Lakin money management aur emotional discipline Forex trading me success k liy buht zarori hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим