Details Of Three Black Crows Candlestick Pattern In Forex Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details Of Three Black Crows Candlestick Pattern In Forex Market.
    Introduction Of Three Black Crows Candlestick Pattern:

    Dear members Three black crows pattern ko use kar ka hum describe karta ha bearish candlestick pattern ko jo huma batat ha market ka reversal ka bara ma uptrend sa. Is pattern ke candlestick chart ma show karte ha high, low, opening or closing price ka bara ma. Jab market ma stock higher move kar raha ho ga to is pattern ke candel white or green colour ke ho ge or jab market ka stock lower move kar raha ho ga to is pattern ke candel red or black colour ke ho ge. Black crows pattern bana hota ha three long bodies candelstrick sa ya candelstrick open he real body sa hote ha or in ke long real bidy hote ha. Is pattern ke candel close lower hote ha previous candel ka. Traders is pattern ko bahot sa or technical indecator or chart pattern ka sath use karta ha ta ka market ka reversal ke conformation ke ja saka. Is pattern ka sath traders technical indecator jasa ka relative strength index (RSI) jasa indecator ko use karta ha. Three black crows pattern ka opposite side par hota ha three white soldiers pattern.

    Click image for larger version

Name:	images (32).png
Views:	21
Size:	11.9 کلوبائٹ
ID:	12569152

    Details Of Three Black Crows Candlestick Pattern:

    Dear members Three black crows pattern ak visual pattern ha yani ya ak asa pattern ha jes ke koi particular calculation ni hote ya pattern identify karna ka liya traders is ka sath or indecators ko use karta ha. Three black crows pattern tab banta ha jab market ma bear overtake ho jata ha or bull ke tadad kam ho jate ha. Ya pattern price chart ma breash three long bodies candel sa show hota ha in candel ka short or koi shadow ni hota or koi wicks bhi ni hota. Is pattern ke three candels ak follow ma banay ge jo is pattern ke second candel ho ge wo first candel ka closing point sa open ho ge or jo thired candel ho ge wo is pattern ke second candel ka closing point sa open ho ge.

    Click image for larger version

Name:	images (34).png
Views:	3
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12569151

    How To Trade On This Pattern:

    Dear members Three black crows pattern ma trading karna ka liya zaroori ha ka sab sa phalay is pattern ke teeno candel ka complete hona ka wait kiya jay or is pattern ke conformation ka liya is pattern ka sath kuch technical indecator or technical pattern ko use kiya jay jasa ka relative Index indecator (RSI) ha is ko hum is pattern ke conformation ka liya use kar sakta ha. Is pattern ke conformation or is pattern ke last candel ka close hona ka bad traders is pattern ma trade ko lagay ga is pattern ma traders sell ke trade ko enter kara ga or ak acha profit hasil kar ka is sa out ho jay ga is trade ka stop loss ko traders is pattern ke first candel ka top yani opening point par rakha ga.

    Click image for larger version

Name:	images (35).png
Views:	13
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12569150
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    جواب: Details Of Three Black Crows Candlestick Pattern In Forex Market.

    Vdjdndvfmfbdsndnxbvddnfndvvdndnd
     
    • #3 Collapse

      جواب: Details Of Three Black Crows Candlestick Pattern In Forex Market.

      Asalam -e aulikum dear member main umeed krta hn ap sub log khariyat say hn gay. Ap log forex trading main achi earing hasil kr rhy hn gay . Aj ka mara sawal Bahut he experience provide kry ga. Forex trading main jab ap kaam krty hain to ap ap traing strategy ya candlestick kay pattern ko follow kr kay trading karty hn gay.hammar candlestick kiya hy aur ap is ko kasy used kr sakhty hain.


      What is hammar candle


      candle stuck charting mein hathora qeemat ka aik namona hai jo is waqt hota hai jab koi security tijarat –apne aaghaz se numaya tor par kam hoti hai, lekin ibtidayi qeemat ke qareeb band honay ki muddat ke andar reliyan hoti hain. yeh namona hathoray ki shakal ki shama daan banata hai, jis mein nichala saya haqeeqi jism ke size se kam az kam dugna hota hai. candle stick ka body khuli aur band qeematon ke darmiyan farq ko zahir karta hai, jabkay shadow is muddat ke liye ziyada aur kam qeematon ko zahir karta hai .


      Significance of hammer


      hathoray ki shammen aam tor par qeemat mein kami ke baad hoti hain. un ka aik chhota sa asli jism aur aik lamba nichala saya hai. hathora candle stick is waqt hoti hai jab baichnay walay qeemat mein kami ke douran market mein daakhil hotay hain. market band honay tak, khredar farokht ke dabao ko jazb karte hain aur market ki qeemat ko ibtidayi qeemat ke qareeb dhakel dete hain. band khilnay ki qeemat se oopar ya neechay ho sakta hai, halaank band khulay ke qareeb hona chahiye taakay candle stick ka asli body chhota rahay .


      Working of hammer candlestick


      hathoray farokht knndgan ki taraf se aik nichale hissay ki tashkeel ke liye mumkina had bandi ka ishara dete hain, jis ke sath qeemat ki simt mein mumkina ulat phair ki nishandahi karne ke liye qeemat mein izafah hota hai. yeh sab aik hi muddat ke douran hota hai, jahan qeemat khilnay ke baad girty hai lekin phir dobarah shuru honay wali qeemat ke qareeb band ho jati hai. aik hathora aik" t" ki terhan nazar aana c
      • #4 Collapse

        جواب: Details Of Three Black Crows Candlestick Pattern In Forex Market.

        yeh sab aik hi muddat ke douran hota hai, jahan qeemat khilnay ke baad girty hai lekin phir dobarah shuru honay wali qeemat ke qareeb band ho jati hai. aik hathora aik" t" ki terhan nazar aana c
        اس پیغام کا کئی مرتبہ اقتباس لیں

        market band honay tak, khredar farokht ke dabao ko jazb karte hain aur market ki qeemat ko ibtidayi qeemat ke qareeb dhakel dete hain. band khilnay ki qeemat se oopar ya neechay ho sakta hai, halaank band khulay ke qareeb hona chahiye taakay candle stick ka asli body chhota rahay


        Is pattern ke three candels ak follow ma banay ge jo is pattern ke second candel ho ge wo first candel ka closing point sa open ho ge or jo thired candel ho ge wo is pattern ke second candel ka closing point sa open ho ge.
           
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          جواب: Details Of Three Black Crows Candlestick Pattern In Forex Market.

          yeh sb ak hi mudat ke duran hota hai, jahan qemat kholne ke bad girty hai lekin phir dobra rah shuru honay wali qemat ke qareb band ho jati hai. aik hathora aik" t" ki terhan nazar aana c

          band kholnay ki qemat se opar ya nechay ho sakta hai, halanke band khulay ke qareb hona chahiye takay candale stick ka asli body chota rahay .

          size se kam az kam dugna hota hai. candle stick ka body khuli aur band qematon ke darmiyan farq ko zahir karta hai, jabkay shado is mudat ke liye ziyada aur kam qeematon ko zahir karta hai .
          pattern ke conformation or is pattern ke last candal ka close hona ka bad traders is pattern ma trade ko lagay ga is pattern ma traders sell ke trade ko enter kara ga or ak acha profit hasil kar ka is se out ho jay ga is trade ka stop loss ko traders is pattern ke farst candel ka top yani opening point par rakha ga.
           

          اب آن لائن

          Working...
          X