Impulse and Correction Wave in Forex Forex Market.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Impulse and Correction Wave in Forex Forex Market.....
    Aslam u alaikum,

    Forex Market Movement in Normal Condiction



    Dear Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Market ki movement kabhi bhi aesy nehi hoti hai ky down sy upward move kerna shoru ker dy ya up sy downward movement kerna shoru ker dy ya tou market continuously upward movement ker rehi hai ya continuously downward market ki movement aik hi waqat main dono directions main ho rehi hoti hai kabhi market upward movement kerna shoru ker deti hai tou kabhi downward jis ko samajhny ky liay expert forex traders ny different theories introduce kerwai hain ky agar ham market ki movement ko samajhna chahty hain jo trade open kerny ky liay bahot zaruri hota hai tou hamain in theories ko samajhna hoga otherwise ham market main hony wali movement per trade open kerty hain tou ham jesy hi trade open kerty hain hamain loss hona shoru ho jata hai tou ham account wash ky dar sy loss main hi trade ko close ker dety hain lekin agar ham in theories ko samajh lain tou phir ham market ki movement ky mutabiq trade enter aur continue kerain gy ky hamari trades phir loss main close kam hongi ky market hamesha support sy resistance aur resistance sy support ki taraf movement kerti rehti hai



    Corrective Wave Theory in Forex

    Corrective waves jin ko aam tor per diagonal waves bhi kaha jata hai her diagonal wave three waves or three sub waves per mushtamil hoti hain jo next big trend ki opposite direction main movement kerti hain in ka maqsad bhi other motive waves ki terha market ky trend ko indicate kerna hota hai corrective waves bhi impulse waves ki terha five sub waves per mushtamil hoti hai farq sirf yeah hai ky jo diagonal create hota hai woh expanding ya contracting wedge hota hai kisi bhi diagonal ki sub waves zaruri nehi ky quantity main five hi hon depend kerta hai ky kis type ky diagonal ko observe kia ja raha hai motive wave ki terha diagonal ki her sub wave previous wave sy zyada retracement nehi leti aur diagonals ki three waves sub waves sy smaller nehi ho sakti tou aesy main create hony waly pattern ko corrective wave kehty hain



    Impulse Wave Theory in Forex

    Iss wave theory ky mutabiq market ki movement waves ki surat main hoti hai jesy ky impulse wave further five sub waves per mushtamil hoti hai jo market ky big trend ki direction ko indicate ker rehi hoti hain market main create hony waly same pattern ko motive pattern bhi kehty hain jis ko market main find kerna bahot easy hota hai jesy all motive waves main five sub waves hoti hain jin main three motive waves aur two corrective waves hoti hain in ky three unbreakable rules hoty hain jo kisi surat bhi break nehi ho sakty ky agar in main sy aik rule bhi break ho raha ho tou phir same pattern ko ham motive wave pattern ya motive wave theory nehi keh sakty aur na hi isky rules ky mutabiq ham trade ker sakty hain jin ko ham following paras main show ker rehy hain ky same movement pattern kis terha ka create hota hai aur isko kis terha sy read kia jata hai

    Second Wave first Wave sy 100% retracement nehi ly sakti
    Third Wave kabhi bhi first third and fifth waves sy small nehi ho sakti
    Fourth Wave kabhi bhi Third Wave sy bigger nehi ho sakti



    Recommendations for Successful Trading in Forex

    Both corrective and impulse waves bary patterns ko create kerny ky liay similar fractal main juri hoti hain for example one year ka chart corrective wave ky middle main ho sakta hai lekin month ka chart developing impulse wave main ho sakta hai koi bhi trader Elliot Wave ki is interpretation per market ki market ki long term bearish movement short term bullish movement ky sath expect kerty huey trade enter ker ky bahot achi trading aur earning ker sakta hai jo normally moving market main trade open kerny per hamain loss maximum trades main hota hai jabky bahot kam aesi trades hoti hain jin main hamain profit hasil ho sakta hai

    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Impulse and Correction Wave in Forex Forex Market.....

    forex aik bohat wasee kaarobar hai aur challenging bhi. forex ke kaarobar ke liye intehai zehniat ki zaroorat hoti hai taakay hum tamam tijarti amal ko injaam dainay mein nafsiat ko barqarar rakh saken. trading ki karkardagi ke douran jazbati tor par mustaqil tor par mustahkam rahen taakay mutawaqqa nataij tameeri ban jayen, trading mein kamyabi ke ibtidayi maqsad ke baad - mustahkam munafe aur rozi ke liye tijarat ki aik shakal. tajurbah rakhnay walay tajir behtar aur mustaqil tor par kamate hain .




    seekhna zaroori hai .


    forex market mein seekhna aik ahem kirdaar ada karta hai. aik kamyaab karobari ya tajir ko zehni tor par tayyar karne ke liye yeh samjhna bhi zaroori hai ke hum kya kar rahay hain, jahan is ka talluq takneeki tajzia aur baaz auqaat bunyadi tajzia aur tijarti nafsiat se bhi hota hai. behtar tijarti tajarbay ke sath, forex market mein trading karte waqt faisla karne ke liye thos zehniat tayyar karna aasaan hoga. agar aap apni salahiyaton ko polish nahi kar rahay hain to aap ko jald hi nakami ka saamna karna parre ga .


    demo account


    forex market mein aik hunar mand tajir ban'nay ke liye demo account tameeri hai. behtar Tafheem ke ilawa, aik aur taayun karne wala Ansar aik tridr ke practice ke auqaat ki tadaad hai, kyunkay usay demo account ka istemaal karte hue trading ki mashq karne mein ziyada waqt hota hai. is ke paas jitna ziyada tajurbah hoga, dakhlay ya kharji ohdon ke liye achay faislay karna itna hi aasaan hoga, kyunkay har cheez ke liye nazam o zabt, sabr aur faisla ke taayun mein durustagi ki zaroorat hoti hai. aap ko forex trading ka kaarobar chalanay ki zaroorat hai aik trading plan ki bunyaad par mohtaat tajzia ki bunyaad par nah ke sirf qismat par. agar aap ko mashq pasand nahi hai, to yeh aap ko nuqsaan pohanchaye ga .


    nafsiati taraqqi


    aik mustahkam nafsiati haalat forex market mein bohat ahmiyat rakhti hai. yeh zehni tayari shuru se hi shuru ke lamhay ke zehen ke sahih frame par mabni honi chahiye jahan yeh rahnumai zaroori hai ke yeh aik taweel mudti sarmaya kaari hai nah ke aik lamhay mein barray munafe ki tawaqqa rakhnay wali qiyaas aarai ki terhan tijarat ka zareya. munafe ke mawaqay jaisay ahem nataij ki tawaqqa rakhnay wala chhota sarmaya ghair haqeeqi hai aur aksar tajir ko zehni tor par tabah kar deta hai. agar hum mein jazbati Adam tawazun hai, to yeh hamein buri terhan nuqsaan pouncha sakta hai .
    Like tu banta hay ik🙏
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      جواب: Impulse and Correction Wave in Forex Forex Market.....

      hlxtixxgjgguxig

      اب آن لائن

      Working...
      X