Detailed discussion about best Forex indicators.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Detailed discussion about best Forex indicators.....
    Assalamu alaikum dear Forex friends I hope aap sab khairiyat se honge dear Jab hum Forex trading business mein kam Karti Hain to market mein successful hone ke liye hamen market ko analysis karne ki jarurat hoti hai aur different types of indicators ka istemal karte hue Ham market ko analysis karte hain jiski vajah se hamen acchi entries available hoti hain aur ham unke mutabik market mein entry lekar market se achcha profit Lene ki Koshish karte Hain aaj Ham aise hi Chand indicators ke bare mein apni post mein baat karenge.

    Moving Average Indicator:

    Dear friends Moving average ik aysa technical indicators hay jo ky price action main breaks ko point out karte hain, aur is kay sath market ke makhsos direction ky bary main bhe btaata hain. Moving averages indicators chart par aik line ke surat main hoty hain aur jo time ke mikdaar apne set ki hoti hai. Is say trader ko market ka short term ya long term trend ka andaaza hota hai. Lekin is baat ko zehann main rakhna chahey kay choty period wali Moving averages price change hony par bary time period wali moving averages sy taiz react karti hain. Isiliye moving average indicator hamen forex market mein bahut jyada help out karta hai.

    Stochastic indicator:

    Dear friends Stochastic indicators ko khas tor parr market ke overbought yaa oversold conditions kay zone ko indicate karney kay liey istemaal kiya jata hai. Lekin Stochastic mumkina price reversal ko bhe point out karte hain. Stochastic kay aik sy zaida versions hain lekin slow Stochastic sab sy zaida aur kable aitebaar indicator samjha jaata hai. Stochastic indicator aapko chart kay bottom main milta hai jo kay 2 moving averages par mushtamil hota hai jo 0 say 100 kay darmiyaan hoti hain. Stochastic traders ke first choice hota hai kun kay esski ke prediction kafi zaida hoti hai aur inexperienced traders kay liey zaida mozun hai. Kyunki iska istemal tamam traders ke liye bahut aasan hota hai isiliye beginner traders bhi isase acche advantages Le sakte hain.


    Oscillator indicator:

    Dear friends Oscillators market ky us point ke taraf ishara karte hain jab market ik makhsos limit par pohnnch jaati hai aur wahan say trend ki direction main opposite correction nazar aa rahi hoti hai. For example agar market main up trend chal raha hai aur market kafi zaida up move karti hai. Aur aik peak pe ja kar rukti hai to wo overbought condition main hoti hai aur wahan sy market correction kay liey aany ky zada chances ban jaaty hain. Ise kay barakas market jab oversold condition main hoti hai to correction kay liey up jaany kay chances hoty hain. Isiliye tamam fore traders ko chahie ki is indicator ke bare mein acchi information aur knowledge hasil karne ke bad isko apni trading mein incluid Karen.


    Relative Strength Index:

    Dear friends Relative Strength Index bhi stochastics ke tarha oversold ya overbought condition ko dekhnny main help karta hai. Isiliye relative strength index core suggested oscillator se relate Kiya jata hai.Relative strength index un traders kay liey zayda bhetr sabit hota hai jo low buy aur high sell karte hain. RSI ke values 0 sy 100 kay darmiyaan hoti hai jis main traders 70 sy above overbought consider karte hain aur 30 sy nechy oversold consider hoti hai. Traders oversold ko buy aur overbought ko sell karty hain. Is Tarah unko market se acche advantages hasil hote Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Detailed discussion about best Forex indicators.....

    forex trading main Oscillator indicator main work kare qk Oscillator indicator main kaam karne kliye rules ko follow kare jaab tak learning nhe hoti hain tu Oscillator indicator main big loss ho jata hain har tradders ko kaam karne k liye forex trading main paratice ko incress karna must hota hain jaab tak forex trading main Oscillator indicator main rules ko follow nhe kia jata hain tu feature main big loss he hota hain agar learning k sath kaam hota hain tu best earning ho skti hain forex trading main hard work kare forex trading main learning kare Oscillator indicator main rules ko follow kare bina learning and bina demo account main pratice kiye Oscillator indicator main big loss he ho skta hain forex trading ka busniesss hard work k bad he benfit mil skta hain rules ko follow kare and Oscillator indicator main learning kare


    how to trade on Oscillator indicator in forex trading market:


    forex trading main hard work kare forex trading main learning kare forex trading ek kamyab busniess hain jaab tak learning strong nhe hoti hain tu benefit nhe hain Oscillator indicator main rules ko follow karna must hota hain har person ko pratice karna parta hain agar learning nhe hoti hain tu big loss b ho skta hain forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain agar learning hoti hain tu feature main big loss k chances hote hain Oscillator indicator main learning ko strong kare jaab tak ek tradr forex trading main Oscillator indicator main work karte hain tu kamyabi mil skti hain forex main best learning kare forex trading ek kamyab busniess hain forex trading main best learning karna must hota hain jaab tak learning nhe hoti hain tu Oscillator indicator main rules ko follow kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Detailed discussion about best Forex indicators.....

      Dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex se acchi earning Hasil kar rahe Honge aur Forex se bahut Kuchh Sikh Rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha trading karte waqt Hamesha Apna focus aur mind Hamesha trading per Rakhna chahie tab hi Ham Ek acche trader Ban sakte hain aur expert Ban sakte hain aur expert trader Banna Mushkil Nahin Hota bus Thodi Si mehnat ki jarurat Hoti Hai is ke bad ham expert trader Ban sakte hain aur acchi trading kar sakte hain aur jo Insan Achcha experience aur Achcha knowledge Rakhta Hai vah Jarur acchi trading bhi kar sakta hai isliye FIR milenge Khuda Hafiz.

      اب آن لائن

      Working...
      X