technical analysis in forex market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    technical analysis in forex market?
    assalium o alekum

    dear forex member umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s apna work krrhy hn jesa k ap janty hai k kese b bussince m kamyabi hasil krny k ly apny knowladge ko increase krna hota h hmy forex k ly b apny knowladge ko increase krna chye aj hm technical analysis ko study krygy study krty h hum
    Technical analysis in forex market


    ​Pehly jis cheez ko ham cater kerty hain usko moving average line kehty hain ky agar market moving average line sy aik hi direction main ho tou market ka trend bhi same direction main hota hai jabky agar ham yeh analysis kerty hain ky market ki current movement moving average line ky qareeb aa rehi hai tou hamain trade open kerny ky liay ready ho jana chahiay ky jab same movement line ko cross kerti hai tou market ka trend same time per change ho raha hota hai . technical analysis main market ki oversold aur overbought position bahot importance rakhti hai kyun ky jab market aik direction main movement kerty huey overbought ya oversold ho chuki ho tou usky bahd market ny reversal trend main movement kerna hoti hai so hamain wait kerna chahiay ky jab market main oversold position create ho chuki ho tou hamain buy main trade open ker leni chahiay aur jab market overbought ho chuki ho tou hamain sell main trade open ker leni chahiay ky jab market main same overbought ya oversold position create hoti hai tou usky bahd market zarur correction movement kerti hai jis sy ham faida hasil ker sakty hain tou jo technical indicators market main oversold ya overbought position ko show kerty hain
    introduction of technical analysis


    Technicalanalysis ko dekh sakte hain
    Technicalanalysis Hamen simple tarike se market ke bare mein batate hain Ki Ab market mein kya hone wala hai. Misal ke Taur per Agar market Mein niche bottom Mein hammer banta hai to market Kafi Upar Jayegi . price ki last high aur Low ko milakar trendline Banai Jaati Hai Jaise market ke trend Ka Pata Chalta hy. Past main Jahan market Ruki hoti hai hai use area ko milakar support aur resistance Ka Pata Lagate Hain Aur Is Tarah judge Kiya jata hai ki market kahan se kahan tak Ja sakti hai. forex market Mein technical analysis Mein price chart ko analyse Karne Ka Tarika Hai Jisme market Trends mein hote hain.

    Click image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	4
Size:	67.3 کلوبائٹ
ID:	12568833

اب آن لائن

Working...
X