bull power and beat power indicator ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    bull power and beat power indicator ?
    assalium o alekum

    dear forex member umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s apna work krrhy hn gy hmy chaye k apna knowladge ko increase kry jitna knowledge hoga itna hi hm kamyab ho skty hai chlty h aj k topic ki trf
    aj ka jo hamara topic hai wo ye h bull Power's and bear Power's indicator k bary m study kry gy k ye kia h or ksy kam kr skty h


    Bull and bear power indicators

    dear foex trader ap bakhobi janty haen ky knowledge jo hai wo bhot he important role ada krta hai kesi bhe field mein agar koi bhe kam kr rhy hain agar to ap koi is mein koi idea nhe hai mean koi infromation nhe hai to wo kam ap ky lye bamani ho ga to is lye knowledge is the key of trading hai jis ko ap hamessha ky lye improve krty rehty haen ap ka trading result bhe esi point per hai agar to ap mein kouch gets haen to pher to ap kamyab haen agar ap mein koi getz nhe hai to phe ap kesi bhe business mein kamyab nhe ho sakty haen

    exaplination

    ye jo chart hai ye bull power ka hai bull jo hai ye bullish se nikla hai is ka matlb hai agay ko tarf barna hai mean ye ky is se ap ko ye know how hoti hai ky ab jo hai market value bar rhi hai aur jub tak ye chart mein bull banty jaen gy ap ko indicate krta hai ky ab market ab haigh rhy gi


    Trading

    bear chart mein ap ko nazar a rha ho ga ky ye kesy kam krta hai jub bhe bear banti hai to ye chart ky oper waly esy mein banti hai ap ko samjh jana chye ky ye hamen ab indicate kr rha ahi matlab agar market value oper ja rhi thi to ab ye market value ko reverse kr dy ga aur ap ko information mil jati hai aur ap apni trade ko profitable bana sakty haen agar ap ko loss ho rha hai to pher ap os ko close bhe kr sakty haen to is lye ye bull and bear power indicator bhot he necessary hoty haen phely to ap un ko achy se understand kren pher ap os ko apny business mein implement kr sakty haen aur apna business ko profitable bna sakty haen .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: bull power and beat power indicator ?

    INTRODUCTION
    Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sb umeed hay ap sb tk hon gay aur ap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.aj hum bull power bear power kay bray main bt krain gy Bull power aur bear power doctor alexandar elder kay zirye tiyar krda dogaly hain.wo khridaro aur bechny walaoo ki taqat ki pamaish krty ha ta k qemat ko un k haq main agy bhrya ja saky yani 20 line k opar ya neachy 2 ishray mil kar elder ray index k name say jany jaty ha 20 line ka kam aksar band hony wali qematoo k 13 mudat exponential moving average
    (E M A) k zareay injam dea jata ha. Simple logic hai kay market ki surtyhal musalsal badal rhi ha q k rich bull main tabdeel ho rahy ha or us k bar aqas ishray is tabdeli ko track krany r us par trading krany main madat krty hain math kay lehaz say bull power kisi bhi di gai security ki alah keemat say band hony wali keemato ki exponential moving average (shaid 13 din ki EMA)ko kam kr kay hasil ki jati hain bear power EMA ko is tijarti din ki isi kam keemat say gatah diti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	9
Size:	13.9 کلوبائٹ
ID:	12432625


    Bull Power And Bear Power Indicators
    Ap infradi tor par ishray istamal kr sakaty ha lakin in ko iq sath istamal krany main bhot zyda ahsas ha jysa k bazurag ny mansoba bnya tha donoo ishray k aylwa chat par 13 EMA ko be plot kray is tarha ap oscillators ko ek trend following tool k sath jory gay or entry signals k mayar main izfa kary gay exponential moving average Filter k tor par kam karta ha ya iq rojahan ko zahir karta ha ta k iq trader wyhi signal muntakhib kar saky jo is rojahan ki simth main hun
    Agar bulls upper hand hasil kartay ha tu qematay bar jati ha aur chalti average ki slope oper ki traf hoti hay agr bear upper hand hansil krtay hain to keemtain gir jati hain aur chalti average ki dalwan nichay ki traf ho gi


    Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	2
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12432626

    اب آن لائن

    Working...
    X