Types Of Currency Pairs In Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types Of Currency Pairs In Trading.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai currency pairs kya hai in par kaise trading Karke profitable ho sakte hain iski Kuchh important information aapke sath share karungi.

    Forex Currency Pairs:

    American Dollar ab tak Duniya Mein sabse Jyada trade ki jaane wali currency Hai Puri Duniya Mein aamtaur per jyadatar currency ko American dollar ke mukabale mein compare Kiya Jata Hai Ta Ham Forex trading ka Hawala dete time currency ke pair ki or bhi different types ka istemal Kiya Jata Hai jismein Se Har Ek Ko trading sargarmi aur liquidity ki Mike Dar ke lihaj se different groups Mein divide Kiya Jata Hai jinko major minor aur crosses ke naam se Jana jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-13T111633.177.jpeg
Views:	1
Size:	49.0 کلوبائٹ
ID:	12568702

    Major Currency Pairs:

    Major currency pairs aamtaur per sabse Jyada trade ki jaane wali currency hai jo USD ke sath munsalik hote hain Kuchh trader Kisi bhi Forex currency ke pairs ka USD ke sath compare Kiya Jata Hai major currency per sabse Jyada active trade Karne Wale Forex currency Ke payers Hain Jiska matlab hai ki vah sabse Jyada volatility hai major currency per trading kya sabse Jyada profit Milta Hai Kyunki ismein brokers Apne fi aur Commission bahut kam rakhte Hain Jiska direct profit calints Ko Milta Hai Jaise Kuchh pairs jail mein Diye gaye hain;

    1. EUR/USD - 0.1 PIPS
    2. USD/JPY - 0.5 PIPS
    3. GBP/USD - 0.6 PIPS
    4. AUS/USD - 0.4 PIPS

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-13T111746.337.jpeg
Views:	1
Size:	31.3 کلوبائٹ
ID:	12568704

    Minor Currency Pairs:

    Minor currency pairs ko Aam Taur per bakayda where USD Forex currency ke payers mein Se Kisi Ka Bhi compare Dete Hain yah value kam Maqbool jode Aksar market Mein Lo liquidity ki vajah se donon sahmato mein jyada up and down Hote rahte hain Minar currency per score bhi Kaha Jata Hai Kyunki ine currency pare Mein American Dollar bajate ho to Shamil Nahin hote hain lekin Uske Hawale Diya Jata Hai ine currency pairs Ke Darmiyan spread bahut jyada hone ki vajah se clients ke liye profit bahut kam Hota Hai Jab Ke brokers ka Commission ya Fee Jyada Hota Hai;

    1. EUR/JPY - 2.1 PIPS
    2. EUR/GBP - 3.5 PIPS
    3. AUD/NZD - 1.4 PIPS

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-13T111830.414.jpeg
Views:	5
Size:	58.8 کلوبائٹ
ID:	12568707

    Exiotic Currency Pairs:

    Exiotic currency pairs Woh jode Hote Hain jismein American Dollar aur dusre Bade major currency per Jaise Euro GBP ke sath Lo liquidity wale currency per Shamil Kiya jata hai yah currency pers bahut kam trade hote hain yah bilkul hote hi Nahin Hai jismein separates bahut jyada hota hai yah currency per Aam Taur per na to clients ko Jyada fayda Dete Hain aur na hi brokers ko koi Khas fayda De sakta hai daza zail kuch exotic currency jore Diye gaye hain;

    1. EUR/SGD
    2. CAD/TRY
    3. USD/IND
    4. GBP/ PKR


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-13T111945.877.jpeg
Views:	7
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12568708
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Types Of Currency Pairs In Trading.

    Friends Forex Trading main bahut Sare ashiya ki trading hoti hai in Asia ko categorise karne ke liye different type off groups main divide Kiya gaya hai in mein se Kuchh ko currency per Kaha jata hai aur kuchh ko commodity pairs Kaha jata hai ine donon pair per trading karne ke liye different type ki terms and conditions apply hoti hain Jo ke market mein available broker Jis ke through aap trading kar rahe hote hain us ke zarie apply hoti hain aur abhi Ham discuss Karenge forex trading mein currency pair ka istemal kya hai aur Inki types Kitni hoti hain aur Market ke rules and regulations ine per apply kya hote hain.

    Click image for larger version

Name:	images (34).jpeg
Views:	16
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12432478

    Types of Currency Pairs.

    Friends Forex trading mein 2 Tarah Ke Currency Pairs Hoty hean aur in ka spread Size bhi us kay hisaab say hota hea.

    Majour Currency Pairs.
    Minor Currency Pairs.


    Majour Currency Pairs
    .

    Friends major currency pairs Woh Hote Hain jinmen normali Kafi Sare trader trading karte hain daily basis per aur currency pairs sy murad asay pairs hain jo forex market ma bht zyda trading krty hain. In ma daily kafi zayda traders trading krna pasand krty hain. In ka spread or volatility low hoti hai. Jb k inki liquidity b high hony ki waja sy inko trading k lye bht active samja hata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (36).jpeg
Views:	1
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12432479

    Minor Currency Pairs.


    Friends minor currency pairs Woh Hote Hain Jinka spread size on ki currency value ke hisab se hota hai aur trading bhi kam hoti hai in per aur minor currency pairs ki pehchan bht asani sy ki ja,sakti hai. Yahni asi currency k pairs jin ma US dollar involve na hu wo minor currency's pairs kehlaty hain jub kay in k cross rates ko calculate b asani sy kiya ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (35).jpeg
Views:	4
Size:	18.8 کلوبائٹ
ID:	12432480
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Types Of Currency Pairs In Trading.

      Types and Introduction ;-

      Forex aik bohat bra business ha jis ko karna ka liya hamy bohat mehnat ki zarort huti ha hamy es ma dill lga ka kam karna parta or es ma jo trading ki jati ha wo zyada tar currency pair par hi huti ha q ka en pair pa trading karna asan huti ha or har koi esy samj lata ha en pa hamy kam wakt ma acha bonus bi mil jata ha agr es ma koi mehnat karta ha profit hasl karna ha to os ka liya mehnat bohat karni hay.

      Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	16
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12432482

      Trading Techniques ;-

      Ager losse lana ha os ka liya hamy koi khas kam nai karna parta aik choti galti kar lo account wash hona pa a jay ga or trading ko bohat sakon sa karna parta ha currency ma trade karna wali 3 kisam ki huti han jin ma sab sa beast major currency huti ha es ma ahmy kam karna sa acha profit hasl hu jata ha or currence pa trade karna ka liya hamra zyada accont balance ka hona bi zarori nai ha es liya hamy bohat mehnat sa kam karna hu ga currebcy pair 2 currence ko mila dan sa banta hain.

      Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	8
Size:	36.5 کلوبائٹ
ID:	12432483

      Currency pairs are Best ;-

      Maximum jin currence ka pair dilar ka sath huta ha os ma hamy but sell kar ka acha sa acha profit hasl kar sakta han new trader ka liya yahi zarori ha ka wo currency pair pa trade kar agr hamy gold ya es ka ilawa kisi pa trade karni ha to aik new trader ka liya ya na mumkin ha q ka es ma account balance ka zyada huna bohat zarori ha besat trading currency pair pa ki ja sakti ha jis ko new trader b achi mehnat sa kar sakta ha.

      Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12432484
      Forex trading business mai currencies aur commodities ka business kia Jata hai. Currencies kay pairs mai aik currency ko base currency kaha Jata hai aur Dusri currency ko quote currency kaha Jata hai. Cryptocurrency kay elawa tamaam currencies pairs mai hoti hain

      اب آن لائن

      Working...
      X