Pros and Cons of Paper trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pros and Cons of Paper trading.
    Dear friends, Paper trading ko ham demo trading kay name sy bi jantay hain, paper trading aik masnoi trade hoti hay jis kay zariay traders real money ko risk main dalay baghair buying aur selling kartay hain, start ma trader ko ye he advise kiya jata hai kay wo trade ki knowledge kay laye paper trading ka option use karain, live markets main trading ka risk lainay ki bjay traders paper par trade ki practice kartay hain,

    Explanation of paper trading:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221113_0613_00_0630.jpg
Views:	1
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12568658

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221113_0613_00_2311.jpg
Views:	1
Size:	14.4 کلوبائٹ
ID:	12568659

    Paper trading ma trader apnay order ko live market main open kartay hain laikin inka main reason ye hota hai kay wo apna knowledge increase karain aur mukhtalif trading strategies ko practice karain, is tarah ki trade main traders market aur pairs kay baray apni learning ko increase kartay hain aur trade ki practice kartay hain, paper traders sara data ka record rakhtay hain jis main trading positions, market main entry aur exit kay points, profit aur loss wagera shamil hotay hain, kafi broker paper trading ko allow kartay hain aur isi liay in broker ko trader like kartay hain

    Pros of paper trading:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221113_0613_00_3092.jpg
Views:	1
Size:	32.0 کلوبائٹ
ID:	12568660

    Is main kisi new strategy ko apply karna chahtay hain to paper trading ap kay liay best option hay, aisa karnay say ap market ki strategies ko thek tarah say understand kar sakyn gay aur yeh bhi maloom kar sakain gay kay ye strategy profitable hai ya nhi, paper trading kay pros ye hain kay ye traders ko emotionless aur free trade offer karti hay, traders is main mentaly kisi dabao main nhi hotay kiun kay agr koi strategy ghalat ho jay ya loss ho jay to us ka real main koi effect nhi hota

    Cons of paper trading:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221113_0613_00_3783.jpg
Views:	1
Size:	14.0 کلوبائٹ
ID:	12568661

    Paper trading kay cons main yeh hay kay traders ko kabi real profit nhi milta, jo experience gain hota hay wo sirf simulated experience hota hay, is main har trade agr profit ma jati hai to iska matlab ye nhi hai kay ap expert ho gaye hain or ab ap actual account ma big lot sy trade kar sakty hain, trader jab real money ki base par trade karty hain to unko ik ik step par focus karna hota hay, practice main trader ka account wash bi ho jaye to usko koi faraq nhi parta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    جواب: Pros and Cons of Paper trading.

    Paper dare friend paper trading trading ko ham demo trading ke naam se bhi jante Hain paper trading ek machine trading hoti hai yah trading bahut hi acchi trading aur kamyab rah gai hai aur striling ka istemal bhi bahut jyada hai iske istemal bahut mushkil hai isko istemal bahut aasan hai paper trading mein trader apni live trading ko istemal karta hai aur ismein kam karta hai yah trading bahut hi acchi trading hai like and uncommon maksad yah hota hai trader Apne Apne chalayat karta hai aur aise bahut hi jyada fayda uthata hai kyon kahiye bahut kamyab ho Rachit rahega yah trading bahut hi aasan trading hai paper trading paper trading ka paper trading ka istemal live trading se hota hai apni Kaisi broker trading ko live karte Hain isliye vah isko like karte hain isase ismein Kisi new trade ji ko invite karte Hain kyon kahiye trading paper trading bahut hi acche trading aur ek kamyab trading hai iska bahut hi fayda hota hai

    اب آن لائن

    Working...
    X