What is support and resistance?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is support and resistance?
    Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apkoMe Pakistan forex trading ke ak bhot he important topic support and resistance ki importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me
    Apse share karo ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte he to ap ak kamyab trader ban sakte he
    Or bhot sare paise bhi kama sakte he isliye hme Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karna chahye.

    What is support and resistance?
    Takneeki tajzia mein himayat aur muzahmat do bunyadi tasawurat hain. qeemat ke charts ko durust tareeqay se parhnay ke liye un sharait ka kya matlab hai aur un ke amli itlaq ko samjhna zaroori hai. supply aur demand ki wajah se qeematein barh jati hain. jab talabb rasad se ziyada hoti hai to qeematein barh jati hain. jab supply maang se ziyada hoti hai to qeematein gir jati hain. baaz auqaat, qeematein aik taraf ho jati hain kyunkay talabb aur rasad dono hi tawazun mein hotay hain. takneeki tajzia mein bohat se tasawurat ki terhan, takneeki tasawurat ke peechay wazahat aur istadlaal nisbatan aasaan hai, lekin un ke itlaq mein mahaarat haasil karne mein aksar barson ki mashq lagti hai.


    Click image for larger version

Name:	download - 2022-11-12T212437.271.png
Views:	7
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12568638

    Key Takeaway;
    Takneeki tajzia car chart par qeemat ke points ki nishandahi karne ke liye support aur muzahmati sthon ka istemaal karte hain jahan imkanaat murawaja rujhan ke tawaquf ya ulat jane ke haq mein hotay hain. support is waqt hoti hai jahan maang ke artkaz ki wajah se neechay ka rujhan ruk jane ki tawaqqa ki jati hai. muzahmat is waqt hoti hai jahan supply ke artkaz ki wajah se oopri rujhan ke earzi tor par ruk jane ki tawaqqa ki jati hai. market ki nafsiat aik ahem kirdaar ada karti hai kyunkay tajir aur sarmaya car maazi ko yaad karte hain aur mustaqbil mein market ki naqal o harkat ka andaza laganay ke liye bdalty hue halaat par rad-e-amal zahir karte hain. trained lines aur moving average ka istemaal karte hue chart par support aur muzahmati ilaqon ki nishandahi ki ja sakti hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is support and resistance?

    What is support and resistance?

    Dear Forex traders Support aur resistance key level chart pattern Mein price action Breakout ki strategy trader ki liye bahut hi useful ho sakti hai aur Breakout ki identification BA Sani se ho sakti hai support ya resitances ki level chart Mein pin bar aur inside bar candles market ki Breakout ki clear identification kar sakti hai pin bar aur inside bar Kaya combination market reversal ya Breakout ka powerful signal hota hai pin bar candle ki ki bad Agar do inside bar down movement ya bearish candle Ki Ho To Hamen residences ki ki chat level se market ka clear where is signal mil sakta hai aur yah Barish movement bahut hi jyada long bhi ho sakti hai Market Trend ke break out hone ka andaza Hamen candlestick chart Mein pin bar aur inside bar se bhi ho sakta hai yah do Aise candles Hote Hain Jo ke market ke Breakout hone ke signal ko de sakte hain aur jyadatar Panwar aur inside bar Candle support aur resitances level ke najdeek hi bante hain aur Jaise hi support ya resitances level ke najdeek pin varshon ho to iska matlab hota hai ki market ke level long points Tak break kar sakte hain expert trader aise hi train mein pen Bharya inside bar ki wait mein trade open Nahin karte.

    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	20
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12432454

    What is support and resistance?

    Dosto ye bat janna Zaruri hai ki support aur resistance kiya hai kiyu ki ap ko pta hona chye kay sarye ka sara trade jo hum lagtye hain wo es pay he lagtye hain na tu ap kam kartye rhain aur ap ko es mai kamyabi hasil hotye jatye hai kiyu kay ap ko pta hai kay koi bhi trade kamyab tabhi banta hai jub es kai aik acha plan bana kay kam kiya jata hai kiyu kay planing kay beghair tu kam karna he bekar hai ab planing kaliye zaroori hai kay ap kay pass es mai aik achi stergety ho es mai kiyh kay us kay bad he ap es mai aik acha plan bana bhi saktye hai jub kay bad mai es mai kamyab bhi ho saktye hain tu mai samjhta hun kay ye zaroori hai kay ap nay kamyab hona hai tu ap es mai aik achi se stergety ban lain kiyu kay bina es kay ap khean bhi kamyabi hasil nhi kar pain gaye kiyu kay ap ko pta hai kay kuch cheezain hotye hai jo kay kafi zaroori hotye hain ed mai kam karna bhi parta hai jis kay beghair tu mai samjhta hun kay ap kabhi es mai kamyab ho he nhi saktye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath apna kam jari rakhain aur kamyabi hasil kartye rhain

    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	7
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12432455

    Trade with Support and resistance

    Friends Jab ap Trading kerty hain to ye bat janna bhot zaruri hai ke Forex trading me support and resistance ka knowledge hona bohut zarori hai. Forex trading me support wo point hai jis me market price down side (bearish point) pe baar baar touch karke wapis a jati hai. Jab k resistance point wo point hota hai us me koi point uper side se market ki price baar baar wapis a jati hai. Support level jab break out hoti hai to is se hamen new support level ko select karna hota hai jab k resistance level ko break out hone k bad market me naya resistance level chose karna hota hai. Support aur resistance market me hum "support and Resistance" indicators ki madad se malom karte hen. Is k leye technical analysis ka hona bohut hi ziada zarori hota hai

    Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	20
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12432456

    اب آن لائن

    Working...
    X