Fibonacci indicator work in Forex Market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci indicator work in Forex Market
    Features of Fibonacci indicator
    Fibonacci indicator aik aisa trading tool ha jis ki madad sa technical analyst support aur resistance kay main levels ko identify kartay hain, in support aur resistance levels ko horizontal lines ki surat ma plott kia jata ha jis sa uptrend ya downtrend ma reversal points ka estimate lagaya jata ha, ye plotting 0%, 23.6%, 38.2%, 61.8%, 78.6% aur 100% ki ratio k hisab sa ki jati ha, is main do cheezain dekhi jati hain aik extension aur dosra retracement agar extension hua hay aur market zero percent say oper ho gai hai tu is ka matlb yeh hay ke agar hum monthly time frame par fibo use karain gay to wo retracement par bataye ga aur hum is se indication lay kar price level ko judge karty hue aik achi entry lay sakty hain

    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	2
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12568481

    How to use and draw fibonacci indicator
    fibonacci indicator ko draw karnay kay liay hmain price range ma two extreme points select karnay hotay hain jaisay high point aur low point, is trah uptrend ma low point 1 ya 100% hota ha aur high point 0% aur downtrend ma 0% low point jb k 1 ya 100% high point hota ha, fibonacci retracement tool overall prices k trends ko janchnay k liay useful nhi hotay bl k large trends reversal ma support aur resistance levels ko predict karnay k liay mufeed hain, traders inko entry point k liay ya stoploss levels aur take profit levels ko janchnay k liay use kartay hain,

    Click image for larger version

Name:	draw.jpg
Views:	3
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12568482

    Fibonacci Retracement Levels Definition
    Fibonacci retracement ki sthin, jo fibonacci tasalsul se akhaz hoti hain, woh ufuqi lakerain hain jo madad aur muzahmat ke mumkina ilaqon ko zahir karti hain aik feesad har satah se munsalik hai. qeemat ne pichlle iqdaam ka kitna hissa wapas liya hai is ko feesad se dekhaya jata hai. retesment ke liye chaar faboniki sthin hain : 23, 6, 38, 61, 8, aur 78. agarchay yeh waqai faboniki tanasub nahi hai, 50 % bhi mulazim hai isharay ko kisi bhi do ahem Qeematke darmiyan khincha ja sakta hai, jaisay ke onche aur kam, usay aasaan banati hai. un do maqamat ke darmiyan ki sthin baad mein isharay ke zareya banai jayen gi aik stock par ghhor karen jis ki qeemat $ 2. 36 tak girnay se pehlay $ 10 barh jati hai. is ne is misaal mein 23. 6 % ko dobarah haasil kya hai, jo ke aik faboniki number hai. faboniki numbers hain .

    Click image for larger version

Name:	Levels.png
Views:	20
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12568483

    Trading with fibonacci using swing high and low points
    Yeh indicator prices ki strong up ya down moment kay baad use kia jata hay jin main market retrace karti ha, isi tarah in retracements ko apply karnay k liay hmain swing high aur swing low points ko identify kar laina chaiay, fibonacci tool ki benefits us waqt ziada ho jati ha jb isay trend lines ya candlestick patterns k sath combine kar k use kia jata ha is sa entry points aur stoploss points spot karnay ma asani hoti ha, in retracements ko use kar k hm timely aur correctly buy ya sell orders place kar patay hain

    Click image for larger version

Name:	trg.jpg
Views:	3
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12568484
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibonacci indicator work in Forex Market

    Examples ye design terrible inversion ya forthcoming inversion ka signal daita ha, marketplace ka conduct samajhnay kay liay brokers ko candle designs general depend karna parta ha, lihaza ye sellers ko marketplace ki normally speakme cutting-edge photo sa guide karta ha aur future mins ko foresee karnay mama help daita ha, design mama initial three candles market mama bullish senttiments kay honay ka sign daiti hain aur pressure jari rakhnay ki information milti ha, hit kay 5th candle negative honay ka matlab ye hota ha kay stomach muscle marketplace new pass chalnay lagi ha jo current bullish pattern ka inversion hoti hy...Li three candles sa shorter hoti ha jis ki decrease side par long wick hoti ha, sample ki 5th candle huge bearish hoti ha jo sample kay low par closehoti ha. Ladder tops ki candle jitni big hongi utna hello reliable sample banay ga,ye sample bearish reversal ya upcoming reversal ka signal daita ha, market ka behaviour samajhnay kay liay investors ko candlestick styles par rely karna parta ha, lihaza ye investors ko market ki regular contemporary photograph sa manual karta ha aur destiny moments ko assume karnay ma help daita ha, sample ma first three candles market

    Fibonacci indicator work in Forex Market

    n exchanges open aur change karnay mama kafi assist faraham kartay hain, in designs mama sa aik stepping stool pinnacle candle layout ho Gy...Sample ha jo uptrend kay khatam hony kay early signs and symptoms or warning symptoms deta hai. Ye pattern 5 candlestick sa mil kar banta hai.Ye pattern boht not often seem hota hai. Jaisa kay ye aik bearish reversal sample hai is laye is ka prevailing fashion bullish hota hai. So pattern ma 5 candles hoti hain jin ma pehli three candles 3 white soldiers pattern ki formation banati hain, fourth candle bi bullish hoti ha lakin iski actual body pehli three candles sa shorter hoti ha jis ki decrease element par lengthy wick hoti hai. Pattern ki 5th candle large bearish hoti ha jo pattern kay low par closehoti ha. Ladder tops ki candle jitni massive hongi utna howdy dependable pattern banay ga. So hamy kisi bi sample ko har giz haraf e akhir ni samajna chahe.

    اب آن لائن

    Working...
    X