auto robot in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    G janab robot trading sy ap ko bachna chahyay bcz robot ki trade sy ap ka account banned ho skta hy or ap ka account banned hony sy bachany ky liyay ap ko manual trade krni chahyay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      brother market hrr time change hoti rehti hai orr kbhi bhee same nhi chalti orr robots ki programing to same hee hoti hai ro hmesha koi bhee system profit nhi de sakta update krna prta hai orr isi waja se robots ko use nhi krna chahiye in se mostly loss hota hai
      • #408 Collapse

        aj kal auto reboart ka trend to boaht a gya hai her banda is k bary main poch raha hai per main na abi tak us ko use nahe kia or main yah samjhta ho k reboort aik to her broker k sath nahe hota mazeed yah k boaht costly or shaid work proper na karin
        • #409 Collapse

          dear ap say mai agree karta hu humay auto robort use he nhe karna chaiye kiu k is tarha say hum kabi b forex per trading karne ka experience hasil nhe kar sakte hai forex per jitna ap simple trading karte ho utna he apko markets k bare mai ilam b hota hai and is tarha say ap ache earning kar sakte ho without risk k
          • #410 Collapse

            Bhai ham khud profit achieve krny Waly robots hai Bs hamy apni strong strategy bna k market me enter hona chaye aur market k flow sy waqif hona chaye then hamy koi problem nahi hogi...
            • #411 Collapse

              pata nahi bhai hum to robot use nhi kartay hain pata nahi us ko kaisay use kia jta hay aur q kartay hain is ka humain nahi pata hay hum to manual hi trading kartay hai is se aur kuch nahi to humain experience hi hoota rehta hay
              • #412 Collapse

                G haan ap robot ka use na karey kiyun ke robot ke use kerne se ap ko koi benefit nahi hai kiyun ke robot ager ap ko benefit deta hai to is main ap ko koi kabiliat nahi hoti hai so Manual trading karey
                • #413 Collapse

                  In any case it is necessary to recommend any beginner to trade with stops, potmou that break easily such trader psychologically and can go on about their wrong thoughts and to trade without stop, and then loses the entire deposit. In order to be successful in the market need to be greedy, it is necessary to be able to save, and then you will earn.
                  • #414 Collapse

                    Dear hmen is business me auto se kam nahi laina chahe hmen is business me hmeshah mannual kam karna chahe kyun k auto se hmen loss b ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me mannual kam kareen kyun k us se hmn experince b hasil ho jata ha asani se
                    • #415 Collapse

                      robots mujhe to bilkul bhi sahi nahi lagte hain us ki 2 reasons hain ek yeh ke insaan robots ki trading ka he mohtaj ho kar reh jata hai or khud se kuch phir nhi kar pata or secondly robots kabhi bhi bare loss ki waja se account zero kara dete hain .
                      • #416 Collapse

                        ji mein nai m,anta es kam mein kisi kisam ki robot ko ya ksi or cheez ko es mein apop ko l;earn kr k manually kam krna chaheay bs ........................!
                        • #417 Collapse

                          Gee bhai aap me bilkul sahi kaha he forex me kabi b robot or signals ka istamal kabi b na Kate yah aap ki sari invest Kent ks bhata baths de de ga air aap no daikhte rah jae gr
                          • #418 Collapse

                            Dear friend ap ne theek kaha apna kam insan khud bahut achy treeky sy ker leta hy robots ka sahara leny waly traders confident nai hoty aur apna loss kera bethty hein.
                            • #419 Collapse

                              aap ko robot per trading nahi karna chahiay kio ke aap ko nahi pata ke robot ki settings kese katni he or is ko kis tarha use karna chahiay.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Mien ney bhi use nahi kia hai kabhi or mien ney is ko is liye use nahi kia hai key mujhe yahan per profit nahi hoga kiyoun key wo to ap robots ko change bhi kar saktey meri yahan per robots ko use na karney ki reason in ki waja sey learning key stop honey ki hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X