auto robot in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Dear auto trading forex trading mein allow hy pr robot trading krna forex mein allow nhi hy robot trading krny sy ap ka account disable hu skta hy ic leye k broker robot trading ko allow nhi krty hin ic leye robot trading na krna hee profitable hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      dear jha tak mera khyal hai hume forex trading businss main chahe jitna be profit kun na ho robot trading se hume iss ko ignore he kerna cahhaiya kun k iss se hume jitna profit hota hai uss se zyada loss hone lagta hai iss leya hume iss ko use nai kerna chahiya :)
      • #363 Collapse

        bahi mare pass auto trading ka systam ha jis se ap 20 se 30 percent earn kar sakte ha with out koye risk leye ye best trading k aubssienss ap ko cahye mare sath contect kare or dahke trading ka ye sytam kase work karta ha
        • #364 Collapse

          auto robot ko main na used kayea hain robot ka koi be fayda nahi hain robot sa hum ko humesha loos he hota hain mere kayal sa robot sa best hain agar hum munal trade karte kyon ka is sa hum ko earn be acha ho ga aur hum ko experince be zayda ho ga
          • #365 Collapse

            Agar kisi kay pass koi revenue refuse wala trading program hai bhi tu wo phir bhi trading program make use of na kary kiun kay wo ye baat khud bhi jaanty hon gay and lesbian kay trading program unko kitna revenue deta hai. EA ya Software sony ericsson sound kai guna ziada revenue le sakty hain or sound trading everyone successful bhi case hi hon gay and lesbian jab sound khud sony ericsson setting up kar kay trading karen gay and lesbian.
            • #366 Collapse

              Yes brother auto rebot bilkul hoty hain mger aik bat hai wo bht expensive hoty hain aur bnda indepndent hota hai us per hmhen khud try krni chiaye aru hmhen khud sikhna chiaye aur hmhen demo account per khud try krni chiaye jo bhi new strategy hogi us ko hm follow kr kay khud try krni chiaye
              • #367 Collapse

                Dear hm is business me mannual trading karni chahe hmen is business me auto se kam nahi laina chahe kyun k agr hm is business me auto se kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye hmen is business me mannual trading karni chahe hmeshah
                • #368 Collapse

                  apki bat bilkul thk h auto robot kissi qisam ka istemal ni karna chahiye q k wo shuru shuru ma profit to deta h lekin jab loss karta h to ap heraan hojao ga kabhi kabhi account bhi wash kar deta h meri to advise h k kissi qisam ka robot use ni karna chahiye
                  • #369 Collapse

                    hum forex me auto trading or robot tarding nai karni chaiye is me hume loss hota hai or sath sath hume knowledge bi nai milta hai tarding ke bare me si liye hume khud tarding karni chaiye tak agar hume loss bi ho jaye to hume trading ke bare em knwoledge milta hai
                    • #370 Collapse

                      My dear friends forex trading market main manual trading hoti ha. but kuch traders auto robot use karte hain. main ne to kabhi robot use nai kia or na hi mujhe ic ke bare main pata ha. but kuch log yhe hi kehte hain ke auto robot use nai karna chahiye.
                      • #371 Collapse

                        Well there is nothing wrong with trading with robot in forex because there are so many successful forex robot in the market although most of them are very expensive and so it is not common in the market. i believe that manual trading is better than robot
                        • #372 Collapse

                          ji haan brother robot use krny ka koi faida nhi hai agar hum manual trading kren tw zyada batter hai coz is se humain experiance bhi hasil hota hai trading ka
                          • #373 Collapse

                            Bhai me ne turn kabhi robot use Karnay ka sochna bhi nahi he balkay khud Sikh Kar apnay account me trading karni he kio ke robot ka Kia Pata ke Kia strategy use karta he.
                             
                            • #374 Collapse

                              I m agree with you. agr forex man auto robot istemal kia jae to ye aik bohat hi risky kam ho ga jis ki waja se ap kisi bhi waqt nuqsan se dochar ho sakte hain. forex man ziada behtr ye hai k ap agr forex ko kisi majboori ki bina pr time nai de sakte to ap take profit or stop loss tool istemal karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                Mien ney kabhi robots use nahi kiye or mien abhi is capable bhi nahi houn key robots ko use kar sakoun kiyoun key mujhe pata nahi hai key kaisey use kartey hain waisey mien ney ik article mien parha hai key robots use karney sey loss hota hai in ka koi faida nahi hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X