auto robot in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    bhai jaan agar autorobot sach mein profit kartha toh kia jo woh sell kar raha hai woh isko har jagah advertise kartha woh toh ghar bet kar bas investment kartha aur auto robot laga kar profit par maza kartha jitney b robots hain un se door rahay aur khud trading karien na hi toh kisi se pouchien magar robot trading na karien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
      Dosto auto robot kbi b istimal ni krna trading me,q k ye hamesha lose hi krta he, aur agr kisi k pas aisa auto robot jo 1 saal se kam az kam runing me ho aur profit dy rha ho to usko istimal kr lena chahiye.
      Auto robots mere khyal sy bhut costly hoty hain aur iss k sath sath robots main sense bhi nahi hoti hai aur iss waja sy yeh kabhi kabhi bhut loss de dety hain iss liye hamesha mannual trading karni chahiye kyun k iss sy aik new trader bhut kuch seekhta hai.
      • #63 Collapse

        Dear friend ap ne bilkul sahe batya ha, mostly jo robort hoty hn wo fake he hoty hn, hamen apny hothon and apne mehnat say trading krne chaie os men apne hilal rozi hoge,and jaiz bhe ha,and hamen robot per kabhe bhe trust nhn rakhna chaie.
        • #64 Collapse

          Mai traders se pochna chahta hun kay jaisa kay forex mai bas buy and sell karna huta hai tu 5 min diye jayn wo tu tab bhi hu jata hai laikin achi trading kay liye ap ko din mai kitna time lagana parta hai?
          • #65 Collapse

            ap apni trading ko intna acha bauna lo apko zatrorat nai pary gi robot ki kyu yeah kub b nakub apko loss karta hai as compare apki manual trading aur ap zayda achi trading munual karty ho .............
            • #66 Collapse

              yes Gee haan my dear demo account traning kay ek best account hai es mein hum fake money deposit kar kay market par paractic traning kar saktey hain aur es say ek acha aur successful tarder ban saktey hain his a good traning trade demo account
              • #67 Collapse

                han is main rebort system bhi hy par is man insan khud agr kam kary tou ye kafi behtart hioga q k is main ap agr experienc ehasil kar lety hou otu is man ap kafi agy ja askty hou our is mian ap-ko hr kafi fiade abhi ho jata hy ioyuopur is amin ap phr bahot hi qeemti bna sakty hou apny time ko
                • #68 Collapse

                  forex business mi success hasil karny k lia knowledge or plan ki zarurat hoti ha or jo new traders hoty ha un k pass experience ni hota to experienced traders ko chaheya k wo apna experience shier kary ta k new traders ko help mil sky
                  • #69 Collapse

                    Dear Ajj Kal Jitne Be Robots aa Rahe hein Woh Scam hain. Kiun Ke Aesa Possible nahin ke Aese Robots 50 Dollars mein mil Jain Jo App Ko 1000 Se Ziyada Profit Den. App Koshish Karen ke Indicators use karen App ke Liye Faida Mand Hon gye.
                    • #70 Collapse

                      meraqy khayal mein tou forex tarding busienss aik bohat hi acha aur sab se ziyada profitable online busienss hai jiss se hum achi income ko hasil ker saktey hain mein iss ko like bhi bohat kerta hoon.
                      • #71 Collapse

                        meraqy khayal mein tou forex tarding busienss aik bohat hi acha aur sab se ziyada profitable online busienss hai jiss se hum achi income ko hasil ker saktey hain mein iss ko like bhi bohat kerta hoon.
                        • #72 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
                          Dosto auto robot kbi b istimal ni krna trading me,q k ye hamesha lose hi krta he, aur agr kisi k pas aisa auto robot jo 1 saal se kam az kam runing me ho aur profit dy rha ho to usko istimal kr lena chahiye.
                          dear mai nay aj tak kabi b robot tradinbg nai ki hai q k mai samajhta hun k mai khud hi mannuay aik achi trading kar sakta hun bajaye is k k mai forex pay trading karnya k liye automatic methods ko apnaun
                          • #73 Collapse

                            profit deny wala robot hai bhi tu wo phir bhi robot use na kary kiun kay wo ye baat thud bhi jaunty hon gay quay robot bunko Kinna profit date hai. dear app nay bilk sahi kaha mujhe robot par 1% bhi bharosa nai hai kyun kay auto robot jitney bhi honey hain sab quay sab fake honey gain ye start man to app ka
                            • #74 Collapse

                              according to me i think to use robot in trading is not good it open much trade and loose your money and i think no robot is 100% working . it also stop your learning and you are unable to make best strategy so i never use robot
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Auto trading ya robot trading aik software hi hai magar is se profit us tarha se nahi lia ja sakta jis targa se hum khud ki trading se le sakty hain. Hum higher time frames pe trading kar kay easily aik robot/EA se ziada behtar profit le sakty hain or khud market ki learning bhi kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X