auto robot in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Dear auto robot software hy jo k forex mai auto trading karta hy ap ko cahhiye k ap munal aur seekh k trading karain in softwares ko use na karain mere khiyal mai forex already boht simple hy es liye ap ko es mai kam kar k acha faida ho skta hy agar ap mehnat karain gain tu...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      jo log forex me ziada experiencde nai rakhty wo lolg auto robt use karty hain ya free signals ki websites se signals talash kar ke us ke zariay trading karte hain.forex me bohat hi best robat tiyar kiye gaye hain jo khud hi entery lgatey hain aour khud ki close karte hain .
      • #183 Collapse

        nai dear aisa bhe nai hai roboot trading main bhe profit hota hai lakin main samjhta hoin k manual trading karo yahi best hai and is main ap roboot se bhe zayada profit ean kar sakty hain....
        • #184 Collapse

          je haan forex mein ap auto trading karsaktay hain par us k liye zarrori daily forex mien trading kartay rahay better yehi hai trading karnay k liye es mein daily kosis kartay rahay thankful for question
             
          • #185 Collapse

            G haan dosto auto robot ka istamal forex trading mai kbe b aapko profit earn kr k ni dai skta. Yeh bss aik paisay bna'ny k lie bnaya gaya hai. Aur yeh kbe b kaam ni krta to meri to aapko yahi advice hai k auto robot say durr reh kr trade kren manually
            • #186 Collapse

              auto rpbot ka ager boht faida hota tu hr trader jo hai wo yehi use krta per meri nazar mein ap khud achay trader bnay aor is ko use kiye begair apni strategy se zaida se zaida profit bnae....
              • #187 Collapse

                g han bhai jan forex trading business men agr ap aik successful trader banna chahty ho to ap kabhi bho robot trading na krne q ky robot trading men boht loss hota hy manual trading boht achi hy q ky manual trading sy hi hum forex ka knowledge or experience hasil krty hen
                • #188 Collapse

                  je haan auto trading be hoti hai par us k liye aik baat mind mien rakhay os se ap ku lose be ziyada ho sata hai so mere kiyaal mein agar ap forex mein kamiyaab hona chatay hain tu manula trading karay
                     
                  • #189 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
                    Dosto auto robot kbi b istimal ni krna trading me,q k ye hamesha lose hi krta he, aur agr kisi k pas aisa auto robot jo 1 saal se kam az kam runing me ho aur profit dy rha ho to usko istimal kr lena chahiye.
                    bhai jan darasl mn abhi is mn new hn aur mujhy is k bary mn koi khas malomat nahi hn q k mn ny kabhi bhi is ko use nahi kia q k is mn bhi loss hi hota hy to phir is ka koi khas faida
                    • #190 Collapse

                      G han dear jesa k ap ny apny thread mai kaha hai to mere khyl mai agar hum forex mai sahi kamyaab hona chahty hain to humain is mai trading aony knowledge or experience base pe karni chahye na k hum trading kisi robot k through karen robot sy humain hamesha loss ho ga
                      • #191 Collapse

                        robot trading ko hum jb kare to samjh kar he kare is tarha say he saray kamo ko hum kar lety hain aur ye sub kam karnay me hum khud he is k zimmay dar hoty hain.
                        • #192 Collapse

                          i am not concur with you, Because har Robot Zruri nahi k hamesha misfortune greetings de, bas Robot use kerne k kuch asool hote hen wo take after kar chahye, me kafi arse se kafi robot use kr raha hun or kafi hurt result dekhne me ay hen, bas kuch robots hote hen jin ko news timing pe use nhi kerna chahye wohi robot ziada misfortune dete hen...
                          • #193 Collapse

                            forex trading main auto robot trading bhe ke ja sakti hai lakin auto trading karany kay lye bhe hamen apan target set karna hota hai trading main jab tak ham achi planing nai karen gay tab tak hamen auto trading bhe faida nai day sakti hai hamen trading main investment karany say pehaly market ko analyze kar lay na cahhye aur phir trading karni chahye
                            • #194 Collapse

                              i don't like the trading of robot . i like the trading from my own self and for that i am just struggling to get the good planning and which give me the success and for that i am doing very hard working and i will must find the result of it inshallah
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                dear app nay bilkul sahi kaha mujhe robot par 1% bhi bharosa nai hai kyun kay auto robot jitney bhi hotey hain sab kay sab fake hotey hain ye start mein to app ka thora sa profit earn karwa den gaey lakin bad mein ye app ka sara account wash karwa de ga my dear main just manual trade karta hoon aur manual trade hi bohat best hoti hai kyun kay manual trade ka contoral sirf hamarey pass hi hota hai aur hum hi us ko contoral kar kay daily achey say acha profit earn kar saktey hain,,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X