Aslam o alaikum. Dear members kesy hein ap sab. Umeed karta hun k kheriat sey houn gey aur forex par achi learning kar rahy houn gey. Yeh platform aik real forum hai jahan hum trading ko seekh aur samjh sakty hein. Dear members aj mein ap sab k sath aik boht important topic share karun ga jis ka naam hai evening doji star candlestick pattern. Yeh aik boht he famous and important pattern hai.
* What is Evening star doji candlestick pattern?
Dear members yeh pattern hamesha uptrend k baad banta hai. Market mein jah strong uptrend hota hai tou us k baad aik reversal candle banti hai. Is sey hamen pata chal jata hai k market mein ab reversal trend shuru hony wala hai. Is k baad hum confirmation candle par entry lety hein. Jab hum us point sey entry lety tou market apna trend continues rakhti hai. Yeh zada movement karty huye hamen maximum profit k liye apni movement downward mein jari rakhti hai.
Evening star candlestick pattern hamen chart k andar hamesha top par milta hai. Jab yeh trend banta hai tou us k baad bearish trend banta hua dekh sakty hein. Is mein long term k liye yeh trend sell par chalta rehta ha.
* Explanation of Evening star:
Dear members evening star candlestick pattern k kuch important points hein jo mein apsy detail mein discuss karun ga.
* Is pattern mein pehli candle bullish honi chaiye.
* Is mein jab second candle bany tou first candle k closing price k upper ya gapup mei open honi chaiye.
* Is mein third candle bearish honi chaiye. Yeh red ya black colour mein hoti hai. Yeh second candle k gap down mein open honi chaiye. Jab yeh close ho tou first candle k middle mein open price k upper ya lower close honi chaiye.
* Is mein third candle ko first candle ka lower point break ni karna chaiye. Jab yeh pattern banta hai tou traders ko chaiye k wo sell ki trade karen. Confirmation k bagher trade ni lagani chaiye. Is mein confirmation candle first candle sey lower open hogi.
Yeh aik aisa pattern hai jo agar hamen top oar mily tou hamen benefits hasil houn gey. Currency ki mandiyon lar evening star ki trade karty time prices mein bht kam farq hota hai. Is liye yeh three candle pattern normally previous satah k bht close open hota hai.
* Conclusion of Evening star:
Forex members yeh aik boht he famous pattern hai. Is pattern ki help sey ham market mein boht faida hasil kar sakty hein. Jaisa k ap ko meiny btaya k yeh aik bearish pattern hai and jab yeh pattern banta hai tou market downward ati hai. Downward k baad aik bar complete confirmation hojaye tou phr foran sell ki trade active karni chaiye and is point ka faida hasil karna chaiye. Mostly expert traders is pattern ka wait karty hein and jab yeh pattern banta hai tou bht zada is sey faida hasil karty hein. Mein umeed karta hun k ap sab bhi is pattern sey zarur faida hasil karen gey and is oar zarooe working karen gey.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим