AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hai aapki ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe aur mahfuj rahe hain aaj jis topic per main apne knowledge ko aapke sath share karna chahta hun vah Hai evening star doji candlestick pattern agar Ham isko acchi Tarah understand kar len To Ham achcha profit hasil kar sakte hain
DETAILS OF EVENING STAR DOJI CANDLES PATTERN
Evening star doji candlestick pattern price ke higher position ke bad banta hai evening doji Star candistic pattern ek unique type ka pattern hai jo bahut kam hi prices mein najar aata Hai yah pattern teen candles per mushtamil hota Hai jismein first candle strong white candle ki alamat hoti hai aur second candle ek do ji candle+ umoman star doji candle hoti hai lekin jaruri Nahin Hai + Jo white candle se gap mein open aur close Hoti Hai pattern ki third aur last candle ek black candle hoti hai
CANDLES FORMATIONS
Evening doji Star candle pattern ka rivers hota hai so yah up trend ke top per banta hai yah bhi teen candles per depend karta Hai evening doji Star candlstick pattern mein first candle long bullish ki yani big body ki hoti hai aur second candle indecisve hoti hai aur yah small bhi Hoti Hai iske bad Jo third candle Hoti Hai vah strong bullish Hoti Hai evening doji Star ki first candle strong hone ki vajah se Karti Hai second candle mein buyers aur seller indecision ka shikar hote hain aur isliye yah candlestick small banti hai so third candle main strong seling hoti hai aur yah bearish trend ko show karti hai
TRADING WITH EVENING DOJI STAR PATTERN
Evening doji Star candlestick pattern price ke top per banne ki vajah se bearish and reversal ke liye ek strong signal provide karta hai jis per traders market mein sel ki entry kar sakte hain pattern per trading karne se pahle ek confirmation candle ki jarurat Hoti Hai yah confirmation candle real body mein Barish bhi honi chahie aur third bearish candle ke bottom per close bhi honi chahie

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим