Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Supply And Demand Zone kia hai isko Ham trading Mein Kaise Samajh Kar profitable ho sakte hain main apne senior and juniors members ko information dena chahungi.
What is Supply And Demand:
Financial market mein kisi assets ki value ya kimat Hamesha se ek he position per barkrar Nahin Rah sakti hai Jab Bhi uski demand increase hoti hai to uski value mein bhi izaafa hota hai value Mein izaafa hone se uski price bhi increase Hona start karti hai jo Hamen line graph up word Jata hua ya Bullish candle banate Hue Dikhai deta hai lekin Uske bar aks jab Bhi Kisi item ya Aise ki demand value kam hoti hai to uske sath hi supply Mein ijaafa Hona start hota hai jisse value Mein Kami Vakya Hona start Hoti Hai value Mein Kami ka matlab Hoga Ki price kam Hogi financial market supply aur demand ke rules Ke mutabik Chalti Hai jismein Kabhi Ek increase Hota Hai To Kabhi dusra jisse price table Nahin rahti aur up down moment Karti rahti hai.
Supply Zone:
Financial market mein kisi assets ki price chart per ya vah zone Hota Hai Jahan per market Mein Talab yani demand takriban khatm ho chuki hoti hai aur Yahan per supply Apne aroj per pahunch chuki Hoti Hai supply zone Hamesha chart pattern per upward side per hoga jo ki Aam Taur per resistance level se bhi Jana Jata Hai is level per acid ki Majeed Talab kam hoti hai aur jyadatar chances Hote Hain Ki UN ke Jyada supply ki vajah se price yakdam Gir Jayegi.
Demand Zone:
Financial market mein kisi bhi assets ka sabse kam kimat area Jahan per Aksar Jyada demand Paida hone ka hadsa Ho hota hai jisse price increase hone ka Hadsa hota hai is position per supply bahut jyada ho chuki hoti hai aur Majid supply Mein Kami Vakya Hoti Hai yah zone price chart per support level bhi kahlata hai Kyunki Aksar price is level Se Wapas Jyada demand ki vajah se Apar Jaati Hai.
Supply And Demand Main Difference:
Supply aur demand zone Mein Ek waziya farqe hota hai Jin levels ko price bar Bar touch Karke down girti hai vah level supply zone hota hai jo resistance levels Bhi kahlata Hai Jab vah Jon jisse price bar Bar upper side per movement karne ki koshish Karti Hai Lekin Dobara touch karne per bhi down Nahin Jaati Hai To yah position demand zone hota hai Jisko support level bhi Kaha Jata Hai supply zone per Hamesha demand Mein Kami waqeya ho chuki Hoti Hai Jab Ke demand Jon Mein Hamesha supply ki Kami Hoti Hai yah area price ke upar ya Lo aur side per break out hone ke chances Hote Hain.
Trading With Supply And Demand Zone:
Financial market Mein Ek assets ki price up down Hoti Hai jisse traders market Mein buy ya Sell se entry karne profit Hasil karne ki koshish karte hain traders Hamesha supply zone ya resistance levels per Sell ki trade se entry Karte Hain Jab Ke demand zone ya support level per buy ki entry karte hain Agar price sirf ek mehdoud supply aur demand zone Ke Darmiyan trades kar rahi ho to use condition Mein yah range trading Hogi lekin lajmi nahin hai ki price Hamesha Ek Do levels Ke Darmiyan hi trades Karen Kyunki Kabhi kabhi yah level ya zone break out bhi ho Jaate Hain zone ya levels ke break out hone ke bad price new supply aur demand zone create karti hai aur financial market ka Silsila chalta rahata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим