How to forex trading secess strategies,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to forex trading secess strategies,,
    Aslam O Alikum


    Introduction


    I hope all friends fine main ummid karta hun aap AP sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge forex par tijarat kaisay ki jaye? tijarat kaarobar ka aik dilchasp shoba hai jo hamein sirf chand dinon mein maali tor par Ameer bana sakta hai agar hamaray paas sahih tijarti mahaarat ho. forex market mein kamyabi subjactiv hai, lekin agar qudrati tor par ya scienci tareeqon se ki jaye to yeh maqsad ban jaye gi. is ka matlab yeh hai ke hum fi al haal jantay hain ke bohat se tajir sarmaya kaari ke kaarobar ke tor par tijarat nahi karte hain, lekin hum mein se ziyada tar sirf aik khail hai jis ki bunyaad sirf umedon aur market ki qeematon ki naqal o harkat par yaqeen hai. yeh aik laanat hai jis se bachna chahiye agar hum tijarat mein kamyaab ho jayen. misbet soch rakhnay walay tajir bohat achi karkardagi dikha satke hain. kamyabi ka raaz mehnat hai. jo mehnat karta hai aakhir jeet jata hai. kamyaab trading ke liye tajaweez trading aik dimaghi khail hai, aur jo log –apne ahdaaf aur maqasid ke baray mein wazeh khayaal rakhtay hain woh is market mein doosron ke muqablay mein ziyada ahem bartari rakhtay hain. taham, is ka matlab yeh nahi hai ke shandaar munafe haasil karna haraam hai, lekin hamaray paas sehat mand zehniat aur sehat mand zehni mantaq honi chahiye. agar kisi tajir ke paas aik haftay mein 100 % se ziyada ka hadaf hai, to mein samjhta hon ke agar woh usay haasil kar bhi laita hai, yaqeenan, yeh zaroori nahi ke aglay haftay woh usay haasil kar le. hum yeh jantay hain kyunkay market mein koi makhsoos, paish goi karne wala namona nahi hai. taham, forex market hamaray liye yeh samjhna mushkil hai ke market ke ghair mustahkam halaat mein kaisay radd amal zahir kya jaye. kam ilm walay taajiron ko nuqsaan hota hai, lekin agar hum forex market aur is ke nataij aur nataij ko seekhnay par poori tawajah den, to hum aakhir mein aik tajir ke tor par achi position mein ho satke hain. trading se pehlay ghhor karne ke liye ahem nakaat yeh hain ,,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to forex trading secess strategies,,

    Je forex trading ma 100 percent success hasil karna easy ni hai. Es kay laye bhot sara hard work karna hota hai. Ye hardwork asan ni hota. Es kay laye learning ko long hours farham kaye jaty hain. But phr bi risk free trading ko prefer karna hota hai. Agr ham tori si big lot sy trade ko open karyn gy to hamy loss etna ho ga kay account he wash ho jaye ga. Now yaha par question ye rise karta hai kay ham kesy succesful strategy bana saktyn hain. Es kay laye big experience chahe hota hai. Ye experience ham demo account sy hasil kar saktyn hain. Ham ma sy jo trader demo account ko free samajtyn hain wo kbi earning hasil ni kar paty or unko loss etna hota hai kay account he wash ho jata hai. Es topic ma ab ye succesful strategy ko form karny kay kuch steps ko discuss karyn gy.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221201-192636_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	143.7 کلوبائٹ
ID:	12434206

    For succesful strategy always use small lot.

    Forex trading ma lot size bhot matter karta hai. Es sy trader kay experience ka pata chalta hai. Agr small capital sy long term trading karni hai ya large capital sy scalping karni hai to lot size bhot matter karta hai. Jo trader lot size par focus ni karty unko loss etna hota hai kay account he wash ho jata hai. Forex chart ma small lot sy hamesa trade ko open karna chahe kiu kay es sy ham long time tak apni trading ma in reh saktyn hain. Jb ap long time tak trade ma in rahyn gy to tb he ap ka success hasil karny ka chance maximum ho sakta hai. But agr ap big lot ko set kar kay trade karna chahtyn hain to apko etna loss ho ga kay account he wash ho jaye ga.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221201-192651_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	190.6 کلوبائٹ
ID:	12434207

    For succesful strategy always keep the market trend.

    Forex chart ma market kay trend ko find karna bhot zaruri hai. Ye trader ko pata chal jaye kay es time par market ma kon sa trend hai to profit hasil karna bhot simple or easy ho hata hai. Secondly trader ko hamesa market kay trend par trade karni chahe agr wo market kay trend kay reverse apni trades ko open karyn gy to unko loss etna ho ga kay unka account he wash ho jaye ga. Es ko ham mazeed es tarha explain kar letyn hain kay agr market ma uptrend ho to trader ko hamesa buy ki trade par apni trade ko open karna chahe or agr market ma down trend ho to trader ko es time par sell ki trade ko open karna chahe. Agr trader market kay new trend ka wait kar rahy hon to unko chahe kay hamesa es time par trade ko open karyn jb market apna new trend start kar chuki ho. Jo trader esa ni karyn gy to unkay pass jetna bi capital ho ga wo wash hony ma dair ni lagy gi or account wash ho jaye ga.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221201-192714_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	126.5 کلوبائٹ
ID:	12434208

    For succesful strategy always try to get small profit.

    Forex trading ma ik bat bhot famous hai kay trader ko hamesa small lot par trade karni chahe kuch trader big profit kay laye big lot ko set kartyn hain unka maqsad ye hota hai kay wo ik din ma bhot big profit find kar leyn gy. Big profit ko find karny kay chakar ma wo big loss ko hasil kar letyn hain or us ko recover kar pana bhot mushkil ho jata hai. Forex trading ma ik bat bhot famous hai kay trader ko hamesa small profit par focus karna chahe kiu kay small profit big loss sy bhot better samja jata hai. Agr trader small small profit ko akhata karyn gy to wo big profit ban jaye ga or agr wo ik bar big profit kay hasool kay laye big lot ko use karyn gy to unko etna loss ho ga kay account ko bacha pana bhot mushkil ho jaye ga.

    اب آن لائن

    Working...
    X