Dear friends, forex main mukhtalif chart patterns bantay hain jin main say kuch market ki reverse moment ka btatay hain aur kuch running moment kay continue honay ko zahir kartay hain, aisay patterns ko continuation pattern kaha jata hay jin main market apni previous ye ongoing moments ko jari rakhti hay,
Continuation patterns ki identification:
continuation pattern aisay hotay hain jin main market apna running trend continue karti hay, yeh pattern market kay middle main bantay hain aur ye signal deta hai kay market mazeed up ya down jay gi aur apna ongoing trend hi continue kary gi, Continuation pattern kay liay all time frame use kiay ja saktay hain jaisa kay H4, day 1 aur weekly time frame laikin in main yeh bat zehan main rakhni chaiay kay continuation jitni big time frame par nazar aye gi itni hi ziada reliable ho gi aur yeh jitna less time frame par bany ga utna hi less reliable ho ga, kuch popular aur important Continuation pattern yeh hain triangle, flag, pennant aur rectangular pattern wagera
Bullish and Bearish continuation patterns:
Continuation chart pattern bearish and bullish dono variants appear hotay hain, in ko thek tarah recognize kia jay to yeh trading kay liay helpful hota hay. Yeh pattern bhi candlestick kay zariay hi bantay hain, Jaisa kay name say zahir hay kay continuation, yani jo bhi trend chal raha hota hay wo hi jari rehta hay aur further resume hota hay. Ager aik trend yani bullish upward moment kay bad kuch dair kay liay sideway move karta hay laikin is kay bad again uptrend main enter ho jay to iska matlab hay keh ye continuation chart pattern hay. Yani ab yeh next resistance tak continue rahay ga,
How to predict continuation pattern:
Continuation chart pattern ko predict aur implement karnay kay liay pattern ka past bhi daikhna zaruri hay aur is per analysis kar kay yeh maloom karna chaiay kay last time yeh kis level say kahan tak gia hay, kiun kay trade main jab tak safety na ho tab tak unnecessary entry ka risk na lain, Maximum traders specially new traders forex market main trade kertay huay continuation chart pattern ko predict nhi kar patay aur na hi isko follow kertay hain jiski waja say agar market ki kisi direction main bari movement hoti hai to foran reverse order main trade open kar laitay hain jo loss ka sabab banti hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим