Explain Tri-Star Candlestick Pattern & Details...!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain Tri-Star Candlestick Pattern & Details...!
    Asslam.u.Aliakum Dosto...

    dosto forex trading k liay candlesticks ki information aur guidance bht important ha kiun kay in hi sa mill kar mukhtalif patterns bntay hain jin ki base par market ki moment ka pata chalta ha, in ki help sa hm reversal aur continuation moments ko predict kartay hain, candles k in pattern ma sa aik Tri-Star candlestick pattern b hai.

    Tri-Star candlestick pattern:

    dosto ye pattern three line candlestick pattern ha, jo current trend k reversal ka signal daita ha, ye three consective doji candles sa mil kar bnta ha jo aik prolonged running trend k end par appear hoti hain, jb ye pattern significant support aur resistance kay kareeb bnta ha to trade k successful honay ki probability ko enhance kar deta hai. Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	15
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12568092

    Description:

    dosto is pattern ma three consective dojis ma sa pehli doji candle bulls aur bears k darmian indecision ko zahir karti ha jb k second doji running trend ki direction ma gap up ya below hoti ha aur third doji market kay sentiments kay change honay ko zahir karti ha, aur trend new direction ma moment start kar daita ha, tri-star pattern bullish aur bearish dona tarah k trend ma appear hota hai.
    Bullish Tri-Star Candlestick Pattern Bearish Tri-Star Candlestick Pattern

    Bullish Tri-Star Candlestick Pattern:

    dosto ye pattern downtrend main appear hota ha jo current trend ma upcoming reversal ko predict karta ha, pattern ma three dojis appear hoti hain, pehli aur third doji 'V' shape bnati ha aur 2nd doji first sa gap below hoti hai. Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	5
Size:	29.8 کلوبائٹ
ID:	12568094

    Bearish Tri-Star Candlestick Pattern:

    dosto ye pattern uptrend ma bnta ha jo downtrend ma upcoming bullish reversal ko predict karta ha, ye aik rare pattern hota ha is liay traders ko isay ignore nhi karna chahiye. Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	2
Size:	22.0 کلوبائٹ
ID:	12568096

    Trading With Tri-Star Candlestick Pattern:

    dosto forex chart ma jb bullish doji market ki support k pass appear ho to trader ko es pattern ko lazmi consider karna chahe. Secondly bearish tri star pattern market ki resistance par create ho to trader ko sell ki trade k lae ye chance miss ni karna chahe. Jo trader achy points par trade ni karty wo aksar wrong points par trade open kar lety hain jo unk lae bhot nuksan dey ho sakti hai. Tri star pattern k sath agr kuch technical analysis use kaye jaye to ye achy results dey sakta hai. But trader ko enko alone use ni karna chahe jo nuksan ki waja ho sakty hain. Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	5
Size:	19.7 کلوبائٹ
ID:	12568097
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explain Tri-Star Candlestick Pattern &amp; Details...!

    TRI STAR CANDLESTICK PATTERN
    tri star candlestick pattern aik three line candlestick chart pattern hai jo mostly current trend ke reverse hone ke signal ho sakta hai yeh pattern bullish bhe ho sakta hai aur bearish bhe.yeh pattern market mein tub appear hota hai jub prolonged trend ke end per three consecutive doji candles appear hoti hai.es pattern ki first doji candle bulls aur bears ki indecision ke barey mein btata hai.second doji candle prevailing trend mein gap ki confirmation deti hai aur third doji candle jub opposite trend mein candlestick ke sentiment ko change kar deti hai.tmam doji candle ka shadow shallow hona chahie.

    aik single doji candle trader ko market ki indecission ke barey mein maloomat deti hai.three consecutive doji candle ki series mostly market mein rarely pai jaati hain.
    SUPPORT AND RECISTANCE CONSIDERATION FOR TRI STAR
    mostly market mein tri star candlestick pattern significantly support aur recistance level ke kareeb banta hai.support aur recistance level ko market mein mostly horizontal price level per nazar ati hain.tri star pattern ki completion per price aur indicator ke dauran divergence nazar ata hai.jo prevailing trend ki momentum ke lose hone ki confirmation deti hai.
    TRADING STRATEGY
    neechey uptrend ke baad tri star pattern ke ban,ne ko dekhia gya hai;

    ENTRY POINT
    trader third doji candle ke low per sell stop limit order ko place karna chahie.yeh entry confirm karti hai keh market trader ki intended direction per ja rhe hai.
    STOP
    tri star pattern ki second doji candle ke top per stop loss order ko place karna chahie.aggressive trader third doji candle ke top per bhe stop laga sakte hain.
    EXIT POINT
    different initial risk lene ke baad hum tri star pattern per target propfit open kar saktey hain.
    • #3 Collapse

      Re: Explain Tri-Star Candlestick Pattern &amp; Details...!

      Tri-Star Candlestick pattern ;-

      Market mein Candlesticks ki knowledge gain karty huey aap bhut se patterns smjhty hain aur in ko market mein aplly karty hain. To is process mein agar aap gravestone doji pattern ko nahin parhty to aapki knowledge mein kami reh jati hai. Gravestone doji candle ek single candle hoti hai jo ky market me bhut zeada asar andaz hoti hai. Yeh pattern market prediction mein bhut zaruri hai aur yeh aap ko strong entries de skta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (26).png
Views:	17
Size:	26.3 کلوبائٹ
ID:	12431963

      Shape of pattern ;-

      Yeh aik aisa pattern hai jis mein iski body bilkul kam hoti hai aur isko sirf ek line se zahir kia jata hai. Jiska koi bhi colour nahin hota..​Yeh market mein​complete stop ko show karti hai. Is ka Upper shadow long hota hai aur lower shadow ya to absent hota hai warna iski length bhut choti hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (24).png
Views:	11
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12431965

      Position Of Tri-Star pattern ;-

      Is pattern ky liye zaruri hai ky market pehly uptrend mein move kar rahi ho aur jab market completely top par mojud hoti hai isky bad aap long time frames mein for example d1 mein is ki formation dekh skty hain jo ky markey ky reversal ka confirm signal deta hai aur aap is par analysis kar ky good entry point le skty hain.

      Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	1
Size:	35.7 کلوبائٹ
ID:	12431964

      Function & Trend ;-

      Market mein is ka Function Bearish Reversal hota hai. Aur market ky bullish trend ko reverse kar ky yeh candle Bearish trend mein lany ka strong signal deti hai.
      Is Candlstick k baray may knowledge hona is liye necessory hay keh agr ap is ko ignor kren gay to loss jo janay k chances or bhi increase ho jatay hain. Or is terha say members ka Accnt bhi wash ho sakta hay.
      Last edited by ; 07-11-2022, 08:52 PM.
      • #4 Collapse

        TRI-STAR CANDLESTICK PATTERN IN FOREX TRADING Tri-Star Candlestick Pattern forex trading mein ek technical analysis pattern hai jo market ke reversals ko darust karnay mein madadgar hota hai.Tri-Star ek rare candlestick pattern hai jise teen consecutive doji candles define karte hain. Doji candles hote hain jab opening price aur closing price aapas mein bohot kareeb hoti hain, jisse candle ka body chhota hota hai.Agar ye pattern bullish hai, toh pehli doji candle bearish trend ko represent karti hai, dusri doji candle ka range pehli candle ke andar hota hai, aur teesri doji candle bullish trend ko darust karta hai. Ye ek reversal signal ho sakta hai aur indicate karta hai ke bearish trend khatam ho sakta hai.Agar pattern bearish hai, toh pehli doji candle bullish trend ko show karti hai, dusri doji candle ka range pehli candle ke andar hota hai, aur teesri doji candle bearish trend ko darust karta hai. Ye ek reversal signal ho sakta hai aur indicate karta hai ke bullish trend khatam ho sakta hai. CONFIRMATION Tri-Star pattern ko confirm karne ke liye traders doosre technical indicators aur price action signals ka bhi istemal karte hain. Kyunki ye ek rare pattern hai, toh confirmatory signals ka istemal zaruri hai.Tri-Star pattern ke analysis mein trading volume ka bhi dhyan rakha jata hai. Agar ye pattern high volume ke saath aata hai, toh uski credibility aur bhi zyada hoti hai.Traders Tri-Star pattern ke signals par amal karte hain. Agar bullish Tri-Star hai toh wo long positions le sakte hain, aur agar bearish Tri-Star hai toh wo short positions le sakte hain.Agar pattern bearish hai, toh pehli doji candle bullish trend ko show karti hai, dusri doji candle ka range pehli candle ke andar hota hai, aur teesri doji candle bearish trend ko darust karta hai. Ye ek reversal signal ho sakta hai aur indicate karta hai ke bullish trend khatam ho sakta hai. RISK MANAGEMENT Har trading strategy mein risk management ka bohot ahem hissa hota hai. Stop-loss orders ka istemal aur position size control Tri-Star pattern trading mein bhi zaroori hai.Tri-Star Candlestick Pattern ek advanced level ki technical analysis tool hai, aur iska istemal traders ko careful aur disciplined banata hai. Lekin, market ke fluctuations aur risks ko samajhna aur manage karna bhi zaroori hai.Tri-Star pattern ko confirm karne ke liye traders doosre technical indicators aur price action signals ka bhi istemal karte hain. Kyunki ye ek rare pattern hai, toh confirmatory signals ka istemal zaruri hai.Tri-Star pattern ke analysis mein trading volume ka bhi dhyan rakha jata hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Assalamu-Alaikum! Dear members Me umeed kerti hoke aap sb khair se hoge or ap sb ka forex trading py kam bahut acha chal rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. Tri-Star Candlestick Pattern Ki Tafseelat Tri-Star candlestick pattern ek technical analysis ka hissa hai jo forex trading, stocks, aur cryptocurrencies mein istemal hota hai. Ye pattern traders ko market ke potential reversals ya trend changes ki pehli alamat dene mein madadgar hota hai. Tri-Star pattern three consecutive doji candles se bana hota hai, jin mein har ek candle ke opening price aur closing price kafi qareeb hoti hain. Is pattern ki tafseelat neeche di gayi hain Tri Star Pattern Kya Hai? Tri Star pattern ek reversal pattern hai, jo market mein ek trend ke badle mein hone wale potential reversal ya trend change ko indicate karta hai. Is pattern mein teen doji candles hoti hain jo aik sath aati hain. Doji candles un candles ko represent karte hain jin mein opening price aur closing price kafi qareeb hoti hain, jis se market mein indecision ya uncertainty darust hoti hai. Tri-Star Pattern Ki Tafseelat Tri-Star pattern ki tafseelat ye hoti hai Pehli Candle Doji Pehli candle ek doji hoti hai jismein opening aur closing price aik dosre ke bohat qareeb hoti hain. Is candle ko traders indecision ya market mein uncertainty ka pehla ishara samajhte hain. Dusri Candle Doji Dusri candle bhi ek doji hoti hai aur ismein bhi opening aur closing price aik dosre ke bohat qareeb hoti hain. Is candle ki wajah se traders ka yaqeen mazeed kamzor hota hai. Teesi Candle Doji Teesi aur aakhri candle bhi doji hoti hai aur ismein bhi opening aur closing price aik dosre ke bohat qareeb hoti hain. Is candle ke aane se traders ko yakeen ho jata hai ke market mein tezi ya mandi ki taraf koi waziha trend nahi hai aur indecision barqarar hai. Tri-Star Pattern Ka Tijarat Mein Istemal Tri-Star pattern ko tijarat mein istemal karne se pehle kuch ahem chezen yaad rakhiye: Confirmation Tri-Star pattern ko confirm karne ke liye traders ko mazeed technical analysis aur indicators ka istemal karna chahiye. Is pattern ko akela dekh kar tijarat nahi karni chahiye. Stop Loss Tijarat mein nuksan se bachne ke liye stop-loss orders ka istemal zaroori hai. Risk Management Tijarat mein risk management ko ahmiyat deni chahiye aur sirf woh raqm tijarat mein lagani chahiye jo aap afford kar sakte hain. Market Context Tri-Star pattern ko samajhne ke liye market ke context aur overall trend ko bhi madde nazar rakhein. Tri-Star pattern ek powerful tool ho sakti hai agar ise sahi tarah se samjha jaye aur doosri technical analysis tools ke sath istemal kiya jaye. Is pattern ko samajhne aur istemal karne ke liye practice aur experience ki zaroorat hoti hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X