Aim = success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    g han agr ku bi kaam ha us men ap na kamyab hona ha tu us kam men ap ko hard work karnah pahra gi asi tahra agr ap forex men hard work karan ga tu ap ko mahnat ka silah zaror milah ga forex mahnat kah silah zaror datah ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      ager ap ka target pura ho jata hai tu ap ko chiya ke mazeed trading na karen kyoun ke main samjhta hoon ke greed karne se humisha loss hota hai aur greed karna forex trading ke business main kisi bhi tor acha nahi h
      • #528 Collapse

        if yoou have the good aim about the success then you have the best amount of teh knowledge of the market so you can get the money in this form so you have the aim and also the knowledge and also skills of the maketing........
        • #529 Collapse

          aslam o alikum dosto an ap krsakte ho lekin is bat k pabandi bhi to nahi k agar apne apne target se kum kam kiya to gunah hojaega nahi na? main is forum main new hun..........
          • #530 Collapse

            Ji hana p ne sahi kaha hai humy ak aim bana lena chaye ka hum ko itna har roz earn akrna hai phr us ko pany ka liye mahnat kro iss tarh hum i ss kam main success hasil kar sakty hain aur iss main humy ziada risk bhi nhi lena pary ga asni se sab ho jaye ga.
            • #531 Collapse

              g han dost forex trading main daily ka ak profit target rakhna better hai jab wo target hit ho jae tu phr apny ap ko relax karna chahiye is tara mind fresh rehta hai aur forex se earn kiya howa profit b save rehta hai main ne b apna daily ka ak aim rakha hai jab mera aim pura ho jata hai tu main trade karna choor deta ho aur phr next day ka wait karta ho
              • #532 Collapse

                Forex trading min hum sab ka aik hi aim hota h k hum buhat sari earning karin aur profit hasil kar k apni life ko khobsorat banaein es k lei humin bari jidojihat karni parti he aur sabar k sath trading bhi karni parti he time guzarne k sath hum es qabil ho jate hin kafi bari earning kar sakin aur apne aim ko hasil bhi kar sakin.
                • #533 Collapse

                  g bilkul jb ap kisi kam ko apna maqsub bna len to phr us kam krny ko maza b ata hai or us may kamyab hionay kay chance b bht zada hoty hain. agr hum forex ko apna muqsub bna len kay hmy ya trading krni hai or ic may profit lazmi bnana hai to hum phr ic may bht zada mhnt kry gay jis say bht jaaldi market ko smj jay gay or hmy trading may zada msla b nae ay ga.
                  • #534 Collapse

                    Assalam O Aalikum, G han forex trading main success ke liay zaroori hai keh aap apna ek daily plan set karen aur bohat secure ho ker trading karen. Apna profit goal kam pips per set keren gay to aap jald hi kamyab hon gay. Demo accounts per bhi iss ki practice karen.
                    • #535 Collapse

                      I know tehe forex is very good business in tehe trading market , so you real account is most important
                      • #536 Collapse

                        Ji han bhai main BH is I favour main hm k hamain apnay goals and aims pehlay sy define kar lainy chahye or is main hamara SB say baray aim success hi hona chahye so hm isy achieve kar sakain
                        • #537 Collapse

                          aim yehi hia ky success pa ly gy and forex mein aap effort kartay ho tab aap profit make kartay ho is liye aap ko chaiye ky aap is business mein greedy aur emotional na hua karey aur market ko first analyze kiya karey pir koi step liya karey aur is business mein capital ka importance bohat acha hai.
                          • #538 Collapse

                            han dear yeh bilkul sai kaha hr waqt trading bht e buri cheaz hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex world ka best kaam hai hmy chahiyeh mehnat zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hai
                            • #539 Collapse

                              Definitely har successful trade ka aim hota he, jo apne aim ko follow karte howe trade karta he, aur mera forex business me aim he ke daily trade apne target ke mutabiq karta hon aur jab target achieve ho jata he to next day trade karta hon, means planing honi chahiye well aur without emotion and greedy ke trade karni chahiye...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                yes its true ka advice ka bohat shukriya janab main aesa hi karta hun islea main zaida tension main rehta hun forex ki waja sy or main apna work daily base kr ishi waja sy karleta hun.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X