Explain " Leading and Lagging Indicator " in forex market ....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain " Leading and Lagging Indicator " in forex market ....
    Aslam o Alaikum :

    Dear friends forum member hum ko ais market mai kaam karny k liay indicators kafi zayda help karty hai hum ais market mai indicator ko dekh k trading kar sakty hain ais market mai indicators ki 2 types hoti hai jin ko use karny se humy faida mil jata hai.

    1: Leading Indicators
    2: Legging Indicators

    Dear friends Market mai indicator ko use kar k kaam karty hai to hum ko ais market mai kafi zayda help mil jati hai magar koi bhi indicator 100% result nai deta hai hum ais market mai achy tareeky se kaam kar k kamyabi hasil kar sakty hain ais market mai acha kaam karny k liay planing ki zarort hoti hai tab hum ais market mai success hasil kar sakty hain. Traders ko aik time par bahot zayda indicators use nai karny chaye warna market confuse krti rehti hai humy ais market mai acha kaam karna hota hain.

    Trading Indicators:

    Dear friends hum ko ais market mai kaam karny k liay indicator se kafi zayda help karty hain indicators ko dekh k humy market mai trade lagany mai kafi zayda asani hoti hai market mai hum ko indicators her time frame mai help karty hain aor humy her time frame mai signal mil jaty hain.

    Leading indicators:

    Dear friends hum ko ais market mai trade lagany k liay indicators help kr rhy hoty hain leading indicators market ki current price se advance hoti hai ais ko dekh k hum market mai trade laga sakty hai aisy indicators se hum ko analysis karny mai help milti hai ye indicators use kr k trade kar k hum profit bana sakty hain. Leading indicators se market mai analysis karnt mai kafi zayda fayda mil jata hau kun k ais market mai humy leading indicators ka pata hona chaye agar hum ais market mai indicator use krty hai to ais se humy market k level ka pata chal jata hai ais market mai hum achy tareeky se profit bana sakty hai, agar market mai Indicators ko use krny se phly demo account par practice kr lety hai to humy ais marker mai kafi zayda faida mil jata hai.



    Legging Indicators:

    Dear friends hum ais market mai legging indicators ko dekh trade laga sakty hai ye indicators market ki moment ko dekh k indication dety hain aisy indicators market ko follow kr rahy hoty hain tab hum ais market mai confirmation k baad trade laga sakty hain aor kamyab ho sakty hain. Market mai indicators different types k hoty hain humy ais market mai indicator ko dekh kar trade lagany mai kafi zayda help mil jati hai hum ais market mai achy tareeky se kaam kar k kamyab ho jaty hai ais market mai acha kaam karny k liay humy ais market mai analysis krny hoty hai. Indicators humri help kar rhy hoty hai analysis krny mai tab hum achi trade laga sakty hain.



    Indicators k Sath Trade:

    Yes dear friend market mai trade karna bahot zayda easy ho jata hai jab hum ais market mai indicator use use karty hai ais market mai kaam karny k liay indicators help kar rahy hoty hai ais market mai acha kaam karny k liay analysis krny hoty hai tab hum acha kaam kar sakty hain.

    ......Forum is a great place for traders talk.......

اب آن لائن

Working...
X