Ladder Bottom Pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ladder Bottom Pattern
    Ladder Bottom Pattern

    Dear member forex market Mein Jab aap kam Karte Hain To usmein ladder bottom pattern five candles takes per mister mail Ek trend reversal pattern Hai is pattern mein faster four candles black hoti hai jismein Har EK black candles ka open price pahle candles ke close price ke baad Hota Hai jabki 5 candles Ek white candles hoti hai jo Ke Bole strand reversal ka signal de raha hota hai yah pattern price ko Jyada purchase hone ke bad aur avar sold situation Mein jaane se rokane ki aakashi Karti hai aur Agar yah pattern Lo price area Mein Paya Jaaye to yah Bole friend reversal ki alamat Hoti Hai ladder bottom pattern teesre aur Chhote candles ki vajah se concealing baby Salon pattern se thoda sa different hai.

    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	11
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12567993

    Identification of Ladder Bottom Pattern

    Dear members for x market mein leader bottom can a strip price ke bottom mein pahunche candle hota hai jismein shamil first second aur third candle long your body mein Barish hoti jab ke 4th standard ek inverted hammer candle hoti hai.pattern ki first candle body ki Barish scandal Hoti hai jiske close open se niche hota hai yah candle long rail body mein Hoti hai jismein pattern create body Shadow ki mukabala mein jyada hoti hai candle ki aakashi Karti hai.. pattern ki second candle be same first candle ki Tarah real body wali hoti hai jo ki 1st standard niche banti hai second ke andar ke close apna open point se niche hona chahie jabki Shadow ki ahmiyat Nahin hai.is pattern ki third candle bhi first candle ki Tarah real body mein Hoti hai yah candle second cader kilo aur main banti hai yah candle shadows male bhi ho sakti hai.is pattern ki forth candle ek inverted hamil hammer candle Hoti hai yah candle small your body will long upper Shadow ke sath Hoti hai inverted hammer candle aur side per Shadow nahi hota jabki color music hoti hai.is pattern ki fifth candle strong real body mein banti hai yah candle price mein bike majbuti ki aakashi Karti hai yah candle forth ke bad banti hai jo ki first second final ke liye body ke darmiyan mein close hoti hai..

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	7
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12567994

    Formation of Ladder Bottom Pattern

    candlestick pattern trading kerny mein bohat he zeada important hain aur ye bhi trading ka hissa hoti hain hum is ko kabhi bhi deny nahi ker sakty hum is ko select ker k he apni trading ko profit able trade mein change ker sakty hain aur achievement hasil ker sakty hain little bottom pattern wahi pattern hota hai jo aik time mein 3 se 4 candles ko show kerta hai ek pehli candle us ki choti hoti hai aur doosri candle

    Trade on Ladder Bottom Pattern

    Forex trading main hard work karne wale trades kamyab ho skte hain forex main har person loss main hote hain forex trading main jaaab tak learning strong neh hoti han tu kamyabi b nhe mil skti hain kamyab hone k liye forexmain regular pratice kare forex main achi mehant kare forex main learning nhe hain tu kamyabi b nhe hain kamyabi panna hain tu forex trading mai pratice kare regular learning ek kamyab traders bana skti hain kamyabi k liye hardwork karna parta hain regular pratice karna parta hai learnig nhe hai tu kamyabi b nhe hain

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	9
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12567995
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Ladder Bottom Candlestick Pattern
    Ladder bottom candlestick pattern prices k bottom par jahan par stock ki supply kam aur demand ziada hoti hai, banta hai, jo k aik bullish trend reversal ka kaam karta hai. Financial market main candlestick patterns ya chart patterns ko supply aur demand ke darmiyan tawazun ko zahir karti hai. Jab koi stock oopar jata hai to buyers matket par control mein hotay hain. Market ki iss situation main supply se ziyada demand hoti hai. Buyers stock haasil karne ke liye ziada active hote hen, jiss se wo ask price par buy karte hen. Jab koi stock fall kar raha hota hai to uss waqat market ki condition iss se mukhtalif hoti hai. Sellers market ko mojooda qeemat par sell karke uss ki qadar main kami karte hen, jiss wo nechay jata hai.
    Candles Formation
    Ladder bottom candlestick pattern prices k bottoma main panch candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil pehli, dosri aur teesri candles long real body main bearish hoti hai, jab k chothi candle aik inverted hammer candle hoti hai, jo k prices k main pause peda karti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai ;
    1. First Candle: Ladder bottom candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka close open se nechay hota hai. Ye candle long real body majn hoti hai, jiss main pattern ki real body shadow k muqabele main ziada hoti hai. Ye candle prices k mojoda bearish trend ki akasi hoti hai.
    2. Second Candle: Ladder bottom candlestick pattern ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah real body wali hoti hai, jo k pehli candle se nechay banti hai. Dosri candle ka close apne open point se nechay hona chaheye, jab k shadow ki koi ahmeyat nahi hai. Pattern ki dosri candle umoman pehli candle k lower par banti hai.
    3. Third Candle: Ladder bottom candlestick pattern ki teesi candle bhi pehli aur dosri candle ki tarah real body main hoti hai. Ye candle dosri candle k lower main banti hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, jab k real body lazmi bearish honi chaheye.
    4. Inverted Hammer Candle: Ladder bottom candlestick pattern ki fourth candle aik aik inverted hammer candle hoti hai. Ye candle small real body main long upper shadow k sath hoti hai. Inverted hammer candle k lower side par shadow nahi hota jab k color main ye candle bearish hoti hai.
    5. Fifth Candle: Ladder bottom candlestick pattern ki akhari candle aik bullish candle hoti hai, jo k strong real body main banti hai. Ye candle prices main buyers ki mazboti ki akasi karti hai. Ye candle fourth k baad banti hai, jo k pehli ya dosri candle k real body k darmeyan main close hoti hai. Bullish candle ki strong real body se bearish trend khatam ho jata hai, aur market buyers k control main a jata hai.
    Explanation
    Ladder bottom candlestick pattern prices k bottom ya bearish trend main banta hai. Ye candle akhaz main market par sellers ka control, darmeyan main prices ka pause aur akher main market par buyers ka control dekhaya jata hai. Ye pattern panch candlestick par muheet aik bullish trend reversal pattern hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo market par sellers ka control zahir kia jata hai. Pattern ki agli do candles bhi same long real body main hoti hai. Pattern ki chothi candle aik inverted hammer candle banti hai, jo k aik bearish candle hoti hai, ye candle upper long shadow k sath hoti hai, jiss ka lower side par shadow nahi hota. Pattern ki akhari candle aik bullish candle hoti hai, jo k strong real body main hoti hai. Ye candle k open fourth inverted hammer candle k real body k top par gap main hoti hai, jab k close pehli dosri ya teesri candle k real body k darmeyan main hoti hai.
    Trading
    Ladder bottom candlestick pattern main strong bearish trend k baad prices buyers k control main a jati hai, jo traders ko buy ka signal deti hai. Ye pattern low prices area main hona chaheye, jab k last bullish candle k baad aik confirmation candle ka hona zarori hai. Confirmation candle real body main bullish honi chaheye. Pattern k baad bearish candle banne par pattern invalid ho jayega. Pattern ki confirmation CCI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jo k oversold area main hone chaheye. Pattern k leye stop loss ka istemal zarori hai. Stop Loss pattern k sab se lower par ya small candles k bottom se two pips below set karen.
    • #3 Collapse

      Introduction Forex market mein traders chart analysis aur technical indicators ki madad se trading decisions letay hain. Aik aham technical pattern jise "Ladder Bottom" kehte hain, forex trading mein istemal hota hai. Yeh pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jismein price chart par "ladder" ki shakal ban jati hai. Is mein hum Ladder Bottom pattern ke bare mein tafseel se baat karenge. 1. What is Ladder Bottom Pattern. Ladder Bottom pattern aik technical analysis tool hai jo price chart par aik specific shape banata hai. Yeh pattern aik bullish trend reversal ko indicate karta hai. Is pattern mein price chart par aik ladder ki shakal ban jati hai, jismein multiple price bottoms hote hain. Price bottoms aik doosre se mazeed nichay nahi jate aur har bottom pehle bottom se ooncha hota hai. Is tarah ki price movement se traders ko bullish reversal ki possibility samajh mein aati hai. 2. How to understand Ladder Bottom Pattern Ladder Bottom pattern ki pehchan karna zaroori hai taaki traders sahi waqt pe trading decisions le saken. Is pattern ki pehchan karne ke liye traders ko price chart par dhyan se dekhna hota hai. Ladder Bottom pattern mein multiple price bottoms hote hain, jinhe support level se jorna zaroori hai. Price bottoms ki height constant rehti hai aur har bottom pehle bottom se ooncha hota hai. Ladder Bottom pattern mein sab se neechay wala bottom sab se ooncha hota hai, aur iske baad price chart bullish trend show karta hai. Agar price chart par yeh pattern ban raha hai, to yeh bullish reversal ka indication hai. 3. Ladder Bottom Pattern Ka Istemal Ladder Bottom pattern ka istemal trading strategies mein kiya jata hai. Jab traders ko bullish reversal ka indication milta hai, woh long positions lete hain. Is pattern ki pehchan karne ke baad traders stop loss aur take profit levels set karte hain. Stop loss level neechay wale bottom se thora neechay set kiya jata hai taaki agar price trend change ho jaye, to trader ki position automatically close ho jaye. Take profit level ko traders price chart ki previous resistance level ke aas paas set karte hain. Jab price chart resistance level ko cross karke upar jata hai, to take profit level par trade automatically close ho jati hai. 4. Ladder Bottom Pattern and Risk Management Ladder Bottom pattern ke sath trading karte waqt risk management ka khayal rakhna zaroori hai. Traders ko apni trading capital ko protect karne ke liye proper risk management techniques istemal karni chahiye. Stop loss level ko sahi tareeqe se set karna zaroori hai taaki agar trade opposite direction mein chalay, to nuqsan minimum ho. Take profit level ko bhi sahi tarah se set karna chahiye, taaki profit maximize ho sake. Traders ko apni risk tolerance aur trading plan ke hisab se position size determine karni chahi.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. TOPIC:Ladder Bottom Pattern Ladder bottom ka pattern aik takneeki tajzia ka namona hai jisay aksar tajir market mein mumkina tabdeelion ki nishandahi karne ke liye istemaal karte hain. yeh aik taizi ka reversal pattern hai jo bottom ke rujhan ke ekhtataam aur oopar ke rujhan ke aaghaz ka ishara karta hai . Ladder bottom ka pattern teen ya is se ziyada musalsal girtay hue nashaibo par mushtamil hota hai, jo nuzool ki trained line banata hai. aakhri nichale hissay mein aam tor par aik lamba nichala saya aur aik chhota sa jism hota hai, jo is baat ki nishandahi karta hai ke reechh thak chuke hain aur bail qaboo mein aana shuru ho gaye hain . pattern ko is ka naam ladder jaisi zahiri shakal se milta hai jo utartay hue trained line aur lambay nichale saaye se bantaa hai. Ladder bottom ka namona candle stick chart par sab se behtar nazar aata hai, jis se shanakht aur tashreeh karna aasaan ho jata hai . EXPLAINATION: Ladder bottom ke pattern ke peechay nafsiat yeh hai ke jaisay jaisay qeemat nai satah par girty hai, ziyada se ziyada tajir mandi ka shikaar ho jatay hain aur apni pozishnin bechna shuru kar dete hain. taham, kisi waqt, tamam baichnay walay jo bechna chahtay thay, pehlay hi aisa kar chuke hain aur khredar farokht karne walon se ziyada honay lagtay hain. is ki wajah se qeemat ki satah neechay aa jati hai aur dobarah barhna shuru ho jati hai, jo ke aik naye up trained ka aaghaz hota hai . Ladder bottom ka pattern aksar aala tijarti hajam ke sath hota hai, jo ulat jane ki durustagi ki tasdeeq karta hai. ziyada volume is baat ki nishandahi karta hai ke kharidari mein zabardast dilchaspi hai aur taajiron ko naye izafay par aetmaad hai . Ladder bottom ka namona kisi bhi time frame par istemaal kya ja sakta hai, mukhtasir muddat se taweel mudti charts tak. jab dosray takneeki isharay, jaisay moving average, occilators ya trained lines ke sath mil kar istemaal kya jaye to yeh sab se ziyada mo-asar hai . yeh note karna zaroori hai ke ladder bottom ka patteren sirf aik mumkina ulat pattern hai aur yeh ulat jane ki zamanat nahi deta hai. taajiron ko tijarat mein daakhil honay se pehlay mazboot hajam aur deegar takneeki ishaaron ki soorat mein tasdeeq talaash karni chahiye . Ladder bottom ka pattern istemaal karne ka aik ahem pehlu muzahmat aur support level ki samajh hai. muzahmat ki satah woh qeemat ki satah hai jisay aik asasa oopar tornay ke liye jad-o-jehad karta hai aur support woh satah hai jahan qeemat barhi ya gir gayi ho aur aik muqarara waqt ke liye is ki khilaaf warzi karne ke liye jad-o-jehad ki ho . Ladder bottom pattern ko istemaal karne ka aik tareeqa support aur muzahmati sthon ke sath mil kar hai. agar seerhi ka nichala hissa qareeb ya mazboot muzahmati satah par bantaa hai, to usay taizi ke ulat jane walay signal se tabeer kya ja sakta hai. isi terhan, agar ladder bottom hissa qareeb ya mazboot support level par bantaa hai, to usay bearish reversal signal se tabeer kya ja sakta hai . Ladder bottom ka namona istemaal karne ka aik aur ahem pehlu rissk managment hai. Ladder bottom ka pattern istemaal karne walay taajiron ko chahiye ke woh hamesha patteren ke neechay stap lasz set karen, taakay ghalat ulat jane ki soorat mein khud ko bachaya ja sakay . kisi bhi dosray takneeki patteren ki terhan, ladder bottom ka pattern faul proof nahi hai aur agar usay tanhai mein istemaal kya jaye to yeh na qabil aitbaar ho sakta hai. pattern ki durustagi ki tasdeeq ke liye taajiron ko hamesha deegar takneeki isharay aur tajzia ke alaat istemaal karne chahiye . aakhir mein, ladder bottom ka pattern aik taizi se reversal pattern hai jo neechay ke rujhan ke ekhtataam aur aik naye up trained ke aaghaz ka ishara deta hai. yeh teen ya is se ziyada musalsal girtay hue nashaibo par mushtamil hota hai, jis mein aakhri nichale hissay ke sath aik lamba nichala saya aur aik chhota sa jism hota hai . Ladder bottom ka namona dosray takneeki isharay aur tajzia ke alaat ke sath mil kar behtareen istemaal kya jata hai aur yeh kisi bhi time frame par mo-asar ho sakta hai. taham, yeh zaroori hai ke khatray ke intizam ka istemaal karen aur ghalat tabdeelion se bachanay ke liye stap nuqsanaat ka taayun karen .

        اب آن لائن

        Working...
        X