Harmonic Price Chart Patterns
Harmonic pattern ke andar two bottoms bante Hain ya pher Two top bante Hain harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hai aur Barish bhi ho sakta hai agar yah Barish hai hai to Iske top ke upar two support banti hai aur pher vahan se market uper move karti Chal jati Hai . Aur Agar bar bullish price chart pattern hai to ismein two resistance oper Banti hain aur fir market osse nichy ki taraf move Karte Hain .
Harmonic price chart patterns ki three type’s hoti hain
1. The gartely patron
2. The butterfly pattern
3. The Bat pattern
Harmonic Price Chart Patterns ki pehchan
Harmonic price chart pattern ko follow karne ke liye aapko bullish or bearish trend ko bhi follow karna padta hai Kyunki basically ya indicator candlestick ki movement se Banta hota hai aur kabhi ye pattern buy trend mein banta hai aur Kabhi Sell Mein banta hai to Jab Bhi aap is indicator ko follow karte hain to aapko ABCD bullish pattern follow karna padta hai tab aapko is indication ki samajh aati hai aur aap easily apni trade ko buy ya Sell Mein perform kar sakte hain aur Market Se Achcha result Le sakte hain. Sab sy pehly hamain harmonic price pattern ka pata hona chahiay ky jab market kisi bhi trend main movement kerty huey bar bar retracement ly rehi hoti hai tou aesy main market ka chart kabhi uptrend ko show ker raha hota hai aur kabhi downtrend ko tou chart ka pattern harmonic creat hota hai jis main further butterfly bat aur crab patterns bhi creat hoty hain tou hamain aesy pattern ka wait kerna chahiay aur price harmonic pattern ky mutabiq jab market kisi support ya resistance per ponch chuki ho tou reverse direction main trade open ker leni chahiay isi terha ham same pattern ky creat hony sy faida hasil ker sakty hain
Harmonic Price Chart Patterns k sath trading startegy
Market mein analysis karne ke liye hamen harmonic pattern ko analyse karne ke liye trendline ko use karna padta hai aur agar Ham harmonic pattern ke liye trendline ko theek tarike se use kar lete hain to Ham market mein easily harmonic pattern ko analyse kar sakte hain aur market se good benefits Le sakte hain isliye hamen jaruri hai ki Ham trendline ka using hamen aana chahie tab hi Ham easily harmonic pattern ko analyse kar sakenge otherwise market mein kisi bhi channel yah pattern panelized karna possible nahin hoga so hamen struggle karna chahie aur aur daily bhejte practis karni chahie taake Ham harmonic pattern se fayda utha sake.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим