Aik important topic for best trading k related detail say discuss kar raha hun k trading mein Ham kis vajah se loss ho jata hay or loss ki mistakes kya Hain to aap say is related detail se apna knowledge share karta hun.
How to avoid of Mistakes ;-
Market mein ham bahut zeyada achi tarha se work kar sakte hain Agar Ham mistake Nahin Karte To Ham bahut achy result gain kertay hai market mein bahut zeyada achi terha say kaam krna chahiye or yeh ham without experience nahi kar paate is Ke Liye hamare pass bahot si techniques honi chahiye Jis k through Ham trading say releted Mistakes ko void Karen.
Over trading ;-
Forex market Mein kam karty howay sabse zyada loss over trading ki vajah se hota hai per Hum ne Kabhi Nahin Socha Ki Ham Aisa Kyun Karte Hain Jis ki waja Se Hamen loss ko face krna parr raha hota hai us ko ignore kar rahe hain Hamen chahiye ki agar aap Ham Apny future ko Forex Mein launch kar rahe hain To Hamen over trading se avoid karna ho ga tab hi Ham kamyabi Hasil kar sakte Hamen over trading Nahin Karni chahiye or trading ki vajah Se Hi ham loss kar letay hain or Hamare account bhi wash ho jata hai.
Yeh major reasons of loss during trading hain ;-
1) Hamesha stap las o take profit orders ka istemaal karen taa kay pehlay se maloom ho sakay ke aap aik hi trading mein kitni raqam kho satke hain or kama satke hain.
2) Per week ziyada se ziyada loas muqarrar karen, aur agar aap is tak ponch jayen to fori tor par tijarat atop kar dain.
3) Agar aap intraday trader hain to kam az kam 1:2 ke risk/reward ke tanasub par amal karen, agar aap swing ya position trader hain to 1:3 ki munasib position ka size istemaal karen.
4) Jab market aap ke against ho to over trading say avoid kre.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим