Manual aur Robot trading ki details.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Manual aur Robot trading ki details.
    Dear friends, manual Trading say murad yeh hai ky aap market mein trading khud karain aur is kay liay aap ko apny analysis par work kartay huey market mein trades enter karni parti hain. Manual trading mein apnay accounts ko khud manage kartay huay pehlay trades ko find kartay hain

    Manual trading ki details aur implementation:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221106_0608_59_9811.jpg
Views:	1
Size:	30.9 کلوبائٹ
ID:	12567906

    Manual trading main account ka control trader k hath ma hota hai. Wo khud market k analysis karta hai or achy point par apni marzi ki lot sy trade ko open karta hay aur is tarah ap apnay analysis ki base par market mein se good trade points ki selection kartay hain.​Is tarha ap us par trades enter kar sktay hain. Apni marzi se market mein targets select kar sktay hain aur stop loss bhi apnay analysis kay mutabiq choose kia jata hai. Is tarha aapko manual trading kay liye bhut si mehnat sur knowledge ka hona bhut zaruri hota hai, Manual trading ma trader har wo step utata hai jis sy us ka account safe rehta hai or usko loss kam say kam hota hai aur is tarha uska account wash hony say bhi bacha rehta hai.

    Robot trade ki details aur implementation:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221106_0608_59_7710.jpg
Views:	1
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12567907

    Robotic trading ko automatic trading b kaha jata hai is ma account automatically kam karta hay, robotic trading ko wo trader use kartay hain jo aik say ziada accounts ko maintain kar rahay hotay hain or secondly un kay pass time ni hota k wo apni trades ko manage kar sakain, lihaza wo robotic trade ma in ho jatay hain. Is type ki trade main robots market ma trade open or close kartay hain. Is trading ka benefit ye hota hai k robot emotion lesa hoty hain or loss ki sorat main unko koi parwa nhi hoty jis ki waja sy unki trading performance main bhi koi kami nhi ati

    Robot trade vs manual trade:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221106_0609_00_0932.jpg
Views:	1
Size:	18.9 کلوبائٹ
ID:	12567908

    robotic way main kam karta hai to trade kay waqt order ko open aur close karta hai is kay liay koi proper learning ni hota kiun kay sub khud ba khud hota jata hai. Is ka nuqsan ye bhi hai kay is say knowledge or experience ma koi farq nahi parta aur koi samajh bhi nahi ati, Robot trading basicaly aik complete software hota hai jis mein apki instructions ki basis per automatic kay liay apki different trades open aur close hoti rahti Hain, yeh software different important analysis ki basis per trading karta rahta hay, Manual trading kay andar traders Khud Hi market ko analyse kartay hain aur trade anaylisis karnay kay baad apni trade active karta hai is mein fully hamen market ko analyse Ko Nahi karna hota hai aur apni market ke trade enter aur exit point ko bhi khud hi decide karna hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Manual aur Robot trading ki details.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
    Dear friends, manual Trading say murad yeh hai ky aap market mein trading khud karain aur is kay liay aap ko apny analysis par work kartay huey market mein trades enter karni parti hain. Manual trading mein apnay accounts ko khud manage kartay huay pehlay trades ko find kartay hain

    Manual trading ki details aur implementation:

    [ATTACH=CONFIG]150384[/ATTACH]

    Manual trading main account ka control trader k hath ma hota hai. Wo khud market k analysis karta hai or achy point par apni marzi ki lot sy trade ko open karta hay aur is tarah ap apnay analysis ki base par market mein se good trade points ki selection kartay hain.​Is tarha ap us par trades enter kar sktay hain. Apni marzi se market mein targets select kar sktay hain aur stop loss bhi apnay analysis kay mutabiq choose kia jata hai. Is tarha aapko manual trading kay liye bhut si mehnat sur knowledge ka hona bhut zaruri hota hai, Manual trading ma trader har wo step utata hai jis sy us ka account safe rehta hai or usko loss kam say kam hota hai aur is tarha uska account wash hony say bhi bacha rehta hai.

    Robot trade ki details aur implementation:

    [ATTACH=CONFIG]150385[/ATTACH]

    Robotic trading ko automatic trading b kaha jata hai is ma account automatically kam karta hay, robotic trading ko wo trader use kartay hain jo aik say ziada accounts ko maintain kar rahay hotay hain or secondly un kay pass time ni hota k wo apni trades ko manage kar sakain, lihaza wo robotic trade ma in ho jatay hain. Is type ki trade main robots market ma trade open or close kartay hain. Is trading ka benefit ye hota hai k robot emotion lesa hoty hain or loss ki sorat main unko koi parwa nhi hoty jis ki waja sy unki trading performance main bhi koi kami nhi ati

    Robot trade vs manual trade:


    [ATTACH=CONFIG]150386[/ATTACH]

    robotic way main kam karta hai to trade kay waqt order ko open aur close karta hai is kay liay koi proper learning ni hota kiun kay sub khud ba khud hota jata hai. Is ka nuqsan ye bhi hai kay is say knowledge or experience ma koi farq nahi parta aur koi samajh bhi nahi ati, Robot trading basicaly aik complete software hota hai jis mein apki instructions ki basis per automatic kay liay apki different trades open aur close hoti rahti Hain, yeh software different important analysis ki basis per trading karta rahta hay, Manual trading kay andar traders Khud Hi market ko analyse kartay hain aur trade anaylisis karnay kay baad apni trade active karta hai is mein fully hamen market ko analyse Ko Nahi karna hota hai aur apni market ke trade enter aur exit point ko bhi khud hi decide karna hota hai
    Manual trading aur robot trading aapke liye do different factors hote hain robot trading aur manual trading aise important factor hote hain jinki vajah se aap inko utilise Karke Apne profit ko increase kar sakte hain manual trading mein aapko aisi trading facilities available hoti hai jismein aapko personally market mein inter hona hota hai aur apne analysis ki base per kuchh decision making aur interpretation karna hoti hai iske against Jab aap robot trading ko study karte hain aur isko observe karte hain to ismein aapko yah Idea milta hai ki ismein aapki trade automatic ho rahi hoti hai aur automatic ke Liye Hi close ho rahi hoti hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X