What is Scalping and Methods of Scalping?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Scalping and Methods of Scalping?
    Explanation::-

    Aslam u alaikum,

    Dear Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Scalping forex me aik term use hoti hy aik jis Ka mtlb kuraidna (Rashing krna) hota Hy isi trha agr ham dakhn to market me ham scalping sy Thora Thora profit nikaal rahy hoty hen ye basically experienced logo ki trading technique hai jiss me traders ko bht soch samajh kay he trading kerni chaye aur jab tak acha experience aur acha account balance nahi hoto uss waqt takk scalping trading nahi kerni chaiye. Forex trading mai scalping kerna bohat ziada aur jald profits earn kernay ka aik acha tareeka to hai laikin iss mai loss bhi bohat ziada aur jald he hojata hai. Scalping kay liye charts aur time frames ka bohat hisaab rakhna parta hai. Scalping mai ziada say ziada time frame M15 rakha Jata hai aur yeh time frames experts nay define kia Hua hai aur issi tarah market chart patterns mai Candlestick chart patterns he sub say best chart pattern hai jisay scalping kay liye use kernay ko prefer kia Jata hai. Scalping kay koi nuqsanaat nahi hai kiyu kay yeh aik technique hai jisay soch samajh kay istamaal kia jaey tou jaisay dusri techniques faida daiti hain wesay he yeh bhi faida daiti hai aur jaisay koi bhi dusri technique loss day sakti hai wesay he yeh technique bhi faida daiti hai.

    Risks Using Scalping Technique

    Dosto Scalping trading jahan forex market main bohat acha faida and profit deti hay wahan es kay kuch nuqsanat bhi hain jin sy hamesha apko agah rehna chye kyun Kay is strategy me choti si mistake apko big losses day skti hy.

    1. Agar aap Scalping trading kar rahay hain and market main koi aesi vesi news aa jati hay achanak jis say market ki movement foran hi tabdeel ya volatile hoti hay to aap ko us say loss ho sakta hay.

    2. Scalping trading main aap ko market main active reh kar trading karna parti hay full time active ho Kar kyun kay is me long term trading me ap Nahi ja skty instant trading Ka nam hi scalping hy.

    3. Scalping trading k liay aap ko market k peak hours select karny partay hain jahan market ki volatility extreme py hoti hay jesa Kay European session me.

    4. Agar market ki movement achanak badal jay to ham apna account bhi wash karwa saktay hain scalping trading ki waja say jo aik risk hy jis ko ap utha kay scalping krty hen.

    5. Scalping trading main aap ko daily ki trade daily close krni parti hay chahy wo profit main ho ya loss main at the end of day usay close karna zaruri hota hay.

    6. Scalping k leay aap k pas internet high speed hona chahay, internet ki thori si der ki interruption ap ko heavy loss karwa sakti hay kyun Kay big lot aur market ki volatility Kay sath play krna itna asan Nahi hota

    Benefits of Scalping

    Dear friends, scalping trading ko select kyun krty hain us kay to bohat say fawaid bhi hain jin Jin ki madad sy kafi traders successful ho jaty hen wo darj zail hen.

    1. Overnight k janjhat main nai karna parta ap quickly market sy Profit lay Kar out ho jaty hen.

    2. Daily short timeframe main bohat achi trading kar k bohat sa profit uthaya ja sakta hay kyun Kay baaz auqaat market me Kuch asy moqy aty hen Jahan ap sure hoty hen hay Yahan entery apki trade me big profit day skti Hy is leay ye aik benifit Hy is Ka.

    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Scalping and Methods of Scalping?

    Scalping and Methods of Scalping:

    Scalping trading karny key ley important hay key short time frame use kia jaye, short time key ley market ko analysis kabi be big time frame me nahi kia ja sakta hay, agar ham 5 mint time chart open karen aur market ka jaiza len aur sath me indicators be use karen to hamy market ko short time key ley analysis karny me asani ho gi aur ham kamyabi se scalping trading se short time me acha profit earn karny me kamyab ho sakty hai market ka swing hoti hay aur es ko analysis karna etna assan nahi hota hai.Forex scalping aik trading style hai jo KY traders kisi bhi currency ko kisi bhi trading pair ko sell ya buy krny KY liye istemal krty hai aur phir us ko bohat Kam time ky liye hold rakhty hain ta ky short profits ko hasil Kiya ja sake aik forex scalper aik din mein bohat sari trades open krta Hai aur us din mein hone wali market ki small movements se acha profit hasil krny ki koshish krta hai.

    Click image for larger version

Name:	index.png
Views:	30
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12431764

    Scalping Kiya Hoti Hai?

    Forex market mai Scalping short term trading hoti hai aur is mai app ky kam pips hasal karne ki trading karte hia aur market se jaldi out hojaate hain,is liye apko chhaiye ke ap agar scalping karen to poori money management ke sath karen aur scalping bht mushkil hoti hai aur isse new traders ko nahi karna chahiye kiun k scalping se wo apna sara balance bhi ura sakte hain kuch hi dair me ye seniors k liye hai wo hi iss se achi earning kar sakte hain forex trading market main expert trading ziada tar scalping karte hain. forex main jab app bohat short se time main ziada badi lots ki trading karte hain or profit le kar foran close kar dete hain to is ko scalping karna kehte hain aur is mein trader ko profit jlde ho jata he lakin scalping mere khyal mein sahih trading ka zaira nhe he trader ko ache trading krne ke lie experience chahe aur apne trade mein sahih order lage phr fiada ho ga Scalping main aap ney small small targets bana kar kam krna hota hy aur profit hasil karna hota hy.
    Click image for larger version

Name:	rsz_1eurusd-scalping-strategy.png
Views:	14
Size:	30.7 کلوبائٹ
ID:	12431765
    • #3 Collapse

      Re: What is Scalping and Methods of Scalping?

      Scalping kya hay , Definition ;-

      Financial market me ya forex trading me manual trading me hum normal trading karty hain. Is me hum normal trade open karte hen or kuch waqat k bad jab us me profit hasil ho jaye to us ko close karte hain. Forex trading may normal trading me ye nahi hai k market me hum trade open or close jaldi karen ya late karte hen bulke hum apne analysis k lehaz se koi b decision lety hain.Normal trading me hum technical analysis, fundamental analysis or sentimental analysis k mutabiq trading ker rehy hotay hain. Forex trading me analysis kerna hi bohut hi ziyada zarori hai.

      Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	5
Size:	52.7 کلوبائٹ
ID:	12431773

      Scalping strategy Benefits ;-

      Forex trading may hum scalping trading us waqat karte hen jab hamary pas market ka koi khas knowledge, experience or trading skills na ho to hum short term k liye trading open or close karte hen jo k friction of seconds k liye kaam hota hai to is ko financial market me ya forex trading me scalping kehte hen. Scalping strategy me humen bohut ziyada short waqat k leye or market ki fast movements k mutabiq trading karni hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	1
Size:	31.9 کلوبائٹ
ID:	12431774

      Scalping & Normal trading main best Options ;-

      Forex trading me agar kisi trader k pas Trading k liye knowledge, experience or trading skills nahi hain to us k liye hamen chahiye k us waqat hum market me scalping strategy ya hedging strategy se faida hasil karen.

      Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	1
Size:	39.7 کلوبائٹ
ID:	12431775

      Lekin agar hamare pas knowledge, experience or trading skills mojod hain to us soorat me normal trading karni chahiye or scalping ka risk nahi lena chaiye.
      • #4 Collapse

        Re: What is Scalping and Methods of Scalping?

        Methods of Scalping:
        Forex trading mai scalping kerna bohat ziada aur jald profits earn kernay ka aik acha tareeka to hai laikin iss mai loss bhi bohat ziada aur jald he hojata hai. Scalping kay liye charts aur time frames ka bohat hisaab rakhna parta hai. Scalping mai ziada say ziada time frame M15 rakha Jata hai aur yeh time frames experts nay define kia Hua hai aur issi tarah market chart patterns mai Candlestick chart patterns he sub say best chart pattern hai jisay scalping kay liye use kernay ko prefer kia Jata hai. Scalping kay koi nuqsanaat nahi hai kiyu kay yeh aik technique hai jisay soch samajh kay istamaal kia jaey tou jaisay dusri techniques faida daiti hain wesay he yeh bhi faida daiti hai aur jaisay koi bhi dusri technique loss day sakti hai Scalping trading karny key ley important hay key short time frame use kia jaye, short time key ley market ko analysis kabi be big time frame me nahi kia ja sakta hai..

        Click image for larger version

Name:	rsz_1eurusd-scalping-strategy.png
Views:	14
Size:	30.7 کلوبائٹ
ID:	12431770

        Scalping Kiya Hoti Hai?

        Scalping k liay apko sub sy pehly different timeframe ka istemal karna hoga aur apny analysis ko perform karna hoga. Apko jab bhe market ka trend confirm ho jaye ga to ap market main apni trade ly sakty hain jis main ap choty timeframes dekh rahy hoty jaon jesa k M1, M5 , M15 aur M30 in timeframes main ap apny analysis karin to apko is main faida hoga.Forex market mai Scalping short term trading hoti hai aur is mai app ky kam pips hasal karne ki trading karte hia aur market se jaldi out hojaate hain,is liye apko chhaiye ke ap agar scalping karen to poori money management ke sath karen aur scalping bht mushkil hoti hai aur isse new traders ko nahi karna chahiye kiun k scalping se wo apna sara balance bhi ura sakte hain kuch hi dair me ye seniors k liye hai wo hi iss se achi earning kar sakte hai forex trading market main expert trading ziada tar scalping karte hai.

        Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-07T122846.145.jpeg
Views:	7
Size:	54.1 کلوبائٹ
ID:	12431771

        Scalping Trading Strategy:

        Dear forex member market mai is strategy par agr apny trade karni hai to sub sy pehly to apk pass trading account mai balance bahot zyada hona chaye. Isk nad apko is main experience zyada hona chaye aur apk analysis strong hony chayen. Is mai apk pass agr high leverage account hoga to scaling karna asan hoga. Scaling karny k liay apko sub sy pehly demo account par practice karna hoge aur apna experience increase karna hoga. Keun k hum dekhty hain k scaling k liay apko big lot size use karna hoti hy aur bahot kam wakt main apni trade ap market mai open rakhty hai.
        Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-07T122858.278.jpeg
Views:	30
Size:	37.6 کلوبائٹ
ID:	12431772
        • #5 Collapse

          Re: What is Scalping and Methods of Scalping?

          What is Scalping and Methods of Scalping?...
          Scalping kay liye charts aur time frames ka bohat hisaab rakhna parta hai. Scalping mai ziada say ziada time frame M15 rakha Jata hai aur yeh time frames experts nay define kia Hua hai aur issi tarah market chart patterns mai Candlestick chart patterns he sub say best chart pattern hai jisay scalping kay liye use kernay ko prefer kia Jata hai. Scalping kay koi nuqsanaat nahi hai kiyu kay yeh aik technique hai jisay soch samajh kay istamaal kia jaey tou jaisay dusri techniques faida daiti hain wesay he yeh bhi faida daiti hai aur jaisay koi bhi dusri technique loss day sakti hai Scalping trading karny key ley important hay key short time frame use kia jaye, short time key ley market ko analysis kabi be big time frame me nahi kia ja sakta hai..

ID:	12431776

          What do you think about scalping?
          Scalping k liay apko sub sy pehly different timeframe ka istemal karna hoga aur apny analysis ko perform karna hoga. Apko jab bhe market ka trend confirm ho jaye ga to ap market main apni trade ly sakty hain jis main ap choty timeframes dekh rahy hoty jaon jesa k M1, M5 , M15 aur M30 in timeframes main ap apny analysis karin to apko is main faida hoga.Forex market mai Scalping short term trading hoti hai aur is mai app ky kam pips hasal karne ki trading karte hia aur market se jaldi out hojaate hain,is liye apko chhaiye ke ap agar scalping karen to poori money management ke sath karen aur scalping bht mushkil hoti hai aur isse new traders ko nahi karna chahiye kiun k scalping se wo apna sara balance bhi ura sakte hain kuch hi dair me ye seniors k liye hai wo hi iss se achi earning kar sakte hai forex trading market main expert trading ziada tar scalping karte haiScalping Trading Strategy:
          apny trade karni hai to sub sy pehly to apk pass trading account mai balance bahot zyada hona chaye. Isk nad apko is main experience zyada hona chaye aur apk analysis strong hony chayen. Is mai apk pass agr high leverage account hoga to scaling karna asan hoga. Scaling karny k liay apko sub sy pehly demo account par practice karna hoge aur apna experience increase karna hoga. Keun k hum dekhty hain k scaling k liay apko big lot size use karna hoti hy aur bahot kam wakt main apni trade ap market mai open rakhty hai.
          Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-07T122858.278.jpeg
Views:	30
Size:	37.6 کلوبائٹ
ID:	12431778
          apny trade karni hai to sub sy pehly to apk pass trading account mai balance bahot zyada hona chaye. Isk nad apko is main experience zyada hona chaye aur apk analysis strong hony chayen. Is mai apk pass agr high leverage account hoga to scaling karna asan hoga. Scaling karny k liay apko sub sy pehly demo account par practice karna hoge aur apna experience increase karna hoga. Keun k hum dekhty hain k scaling k liay apko big lot size use karna hoti hy aur bahot kam wakt main apni trade ap market mai open rakhty hai.
          منسلک شدہ فائلیں
          • #6 Collapse

            Re: What is Scalping and Methods of Scalping?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: M-Faizan86 پيغام ديکھيے
            Explanation::-

            Aslam u alaikum,

            Dear Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Scalping forex me aik term use hoti hy aik jis Ka mtlb kuraidna (Rashing krna) hota Hy isi trha agr ham dakhn to market me ham scalping sy Thora Thora profit nikaal rahy hoty hen ye basically experienced logo ki trading technique hai jiss me traders ko bht soch samajh kay he trading kerni chaye aur jab tak acha experience aur acha account balance nahi hoto uss waqt takk scalping trading nahi kerni chaiye. Forex trading mai scalping kerna bohat ziada aur jald profits earn kernay ka aik acha tareeka to hai laikin iss mai loss bhi bohat ziada aur jald he hojata hai. Scalping kay liye charts aur time frames ka bohat hisaab rakhna parta hai. Scalping mai ziada say ziada time frame M15 rakha Jata hai aur yeh time frames experts nay define kia Hua hai aur issi tarah market chart patterns mai Candlestick chart patterns he sub say best chart pattern hai jisay scalping kay liye use kernay ko prefer kia Jata hai. Scalping kay koi nuqsanaat nahi hai kiyu kay yeh aik technique hai jisay soch samajh kay istamaal kia jaey tou jaisay dusri techniques faida daiti hain wesay he yeh bhi faida daiti hai aur jaisay koi bhi dusri technique loss day sakti hai wesay he yeh technique bhi faida daiti hai.

            Risks Using Scalping Technique

            Dosto Scalping trading jahan forex market main bohat acha faida and profit deti hay wahan es kay kuch nuqsanat bhi hain jin sy hamesha apko agah rehna chye kyun Kay is strategy me choti si mistake apko big losses day skti hy.

            1. Agar aap Scalping trading kar rahay hain and market main koi aesi vesi news aa jati hay achanak jis say market ki movement foran hi tabdeel ya volatile hoti hay to aap ko us say loss ho sakta hay.

            2. Scalping trading main aap ko market main active reh kar trading karna parti hay full time active ho Kar kyun kay is me long term trading me ap Nahi ja skty instant trading Ka nam hi scalping hy.

            3. Scalping trading k liay aap ko market k peak hours select karny partay hain jahan market ki volatility extreme py hoti hay jesa Kay European session me.

            4. Agar market ki movement achanak badal jay to ham apna account bhi wash karwa saktay hain scalping trading ki waja say jo aik risk hy jis ko ap utha kay scalping krty hen.

            5. Scalping trading main aap ko daily ki trade daily close krni parti hay chahy wo profit main ho ya loss main at the end of day usay close karna zaruri hota hay.

            6. Scalping k leay aap k pas internet high speed hona chahay, internet ki thori si der ki interruption ap ko heavy loss karwa sakti hay kyun Kay big lot aur market ki volatility Kay sath play krna itna asan Nahi hota

            Benefits of Scalping

            Dear friends, scalping trading ko select kyun krty hain us kay to bohat say fawaid bhi hain jin Jin ki madad sy kafi traders successful ho jaty hen wo darj zail hen.

            1. Overnight k janjhat main nai karna parta ap quickly market sy Profit lay Kar out ho jaty hen.

            2. Daily short timeframe main bohat achi trading kar k bohat sa profit uthaya ja sakta hay kyun Kay baaz auqaat market me Kuch asy moqy aty hen Jahan ap sure hoty hen hay Yahan entery apki trade me big profit day skti Hy is leay ye aik benifit Hy is Ka.

            Dear friend market Mein scalping Jab Ham kam Karte Hain To Hamen is market mein Chhote time frame ke upar trade Karni hoti hai aur ismein target thoda sa Rakhna hota hai agar Ham is market Mein sculping Karte Hain To Ham ismein Kafi jyada fayda ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: What is Scalping and Methods of Scalping?

              Asslam o Alaikum ! Ummid karta hon ky sab members kheriat sy honge aur achy sy apna kam kar rhy honge . Upar Bhai ny scalping ky hwaly sy bhaut hi achi post ki hy . Ajj ki is post mein mein bhi aap logo ky sath scalping ky bary mein apna knowledge share kro ga .

              Scalping Kya hy : forex market mein trading keliy bhaut SI term use ki jati hain . Jin mein sy eik scalping hy . Scalping ka matlab (rashing karna) hota hy . Ye market ki eik sudden movement hy jiss mein hum trade kar ky acha profit hasil kar sakty hain . Technical trading karny waly member iss technique ko use krty hain . Scalping ko shortterm trading keliy use kiya jata hy . Kunky is sy kum waqqt mein acha profit hasil kiya jata hy . Scalping ko smajhny keliy time frame M15 best hy aur market analysis krny keliy chart patterns ko candle stick patterns choose Karna chaiy . Is sy ye hoga ky hum jitni achi tarah sy market ki analysis kary gein hum utna hi acha profit hasil kar saky gym .

              Scalping ky Nuqsanaat :
              Scalping ko use kar ky log bhaut hi acha aur jaldi profit hasil krty hain lekin iss ky kuch nuqsan bhi hain .

              1. Scalping mein hum ny instant profit hasil karna hota hy iss lit hum ko active rehna prta hy . Kunky agar hum active honge tu hi market ki new movement ko observe kar saky gy . Agar hum trade open kar ky active na rhy tu hum ko loss ho sakta hy.

              2. Scalping per trading ky waqqt agar koi new aa jati hy tu us ka asar humari trader par ho sakta hy . Kunky koi bhi important news any sy market ki movement change ho sakti hy aur scalp is ko resist nhi kar sakty .

              3.scalping par trade agar hum kar rhy hain tu hum small target set krny party hain . Kunky is ky andar short term trading hoti hy aur hum ko small size mein profit hota hy . Aur is ka bara nuqsan ye bhi hy ky hum ko daily ki trade daily close krni hoti hy . Hum is ko long time keliy open nhi rakh sakty hain.

              Scalping ky faidy : Dosto scalping ka sab sy bara faida ye hy ky iss ki madad sy hum instant profit hasil kar sakty hain . Hum ko long time keliy wait nhi karna parta jiss ki waja dy hum market mein kum time invest kar ky zyada profit hasil kar lety hain .

              Ummid karta hon ky app sab logo ko aj ki post achi lagi ho gi . Mera jitna bhi knowledge tha mein ny share kiya hy . Agar mujh sy koi mistake ho gi ho tu senior members sy request hy ky comments mein apni knowledge share krein. Thanks
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: What is Scalping and Methods of Scalping?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: M-Faizan86 پيغام ديکھيے
                Explanation::-

                Aslam u alaikum,

                Dear Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Scalping forex me aik term use hoti hy aik jis Ka mtlb kuraidna (Rashing krna) hota Hy isi trha agr ham dakhn to market me ham scalping sy Thora Thora profit nikaal rahy hoty hen ye basically experienced logo ki trading technique hai jiss me traders ko bht soch samajh kay he trading kerni chaye aur jab tak acha experience aur acha account balance nahi hoto uss waqt takk scalping trading nahi kerni chaiye. Forex trading mai scalping kerna bohat ziada aur jald profits earn kernay ka aik acha tareeka to hai laikin iss mai loss bhi bohat ziada aur jald he hojata hai. Scalping kay liye charts aur time frames ka bohat hisaab rakhna parta hai. Scalping mai ziada say ziada time frame M15 rakha Jata hai aur yeh time frames experts nay define kia Hua hai aur issi tarah market chart patterns mai Candlestick chart patterns he sub say best chart pattern hai jisay scalping kay liye use kernay ko prefer kia Jata hai. Scalping kay koi nuqsanaat nahi hai kiyu kay yeh aik technique hai jisay soch samajh kay istamaal kia jaey tou jaisay dusri techniques faida daiti hain wesay he yeh bhi faida daiti hai aur jaisay koi bhi dusri technique loss day sakti hai wesay he yeh technique bhi faida daiti hai.

                Risks Using Scalping Technique

                Dosto Scalping trading jahan forex market main bohat acha faida and profit deti hay wahan es kay kuch nuqsanat bhi hain jin sy hamesha apko agah rehna chye kyun Kay is strategy me choti si mistake apko big losses day skti hy.

                1. Agar aap Scalping trading kar rahay hain and market main koi aesi vesi news aa jati hay achanak jis say market ki movement foran hi tabdeel ya volatile hoti hay to aap ko us say loss ho sakta hay.

                2. Scalping trading main aap ko market main active reh kar trading karna parti hay full time active ho Kar kyun kay is me long term trading me ap Nahi ja skty instant trading Ka nam hi scalping hy.

                3. Scalping trading k liay aap ko market k peak hours select karny partay hain jahan market ki volatility extreme py hoti hay jesa Kay European session me.

                4. Agar market ki movement achanak badal jay to ham apna account bhi wash karwa saktay hain scalping trading ki waja say jo aik risk hy jis ko ap utha kay scalping krty hen.

                5. Scalping trading main aap ko daily ki trade daily close krni parti hay chahy wo profit main ho ya loss main at the end of day usay close karna zaruri hota hay.

                6. Scalping k leay aap k pas internet high speed hona chahay, internet ki thori si der ki interruption ap ko heavy loss karwa sakti hay kyun Kay big lot aur market ki volatility Kay sath play krna itna asan Nahi hota

                Benefits of Scalping

                Dear friends, scalping trading ko select kyun krty hain us kay to bohat say fawaid bhi hain jin Jin ki madad sy kafi traders successful ho jaty hen wo darj zail hen.

                1. Overnight k janjhat main nai karna parta ap quickly market sy Profit lay Kar out ho jaty hen.

                2. Daily short timeframe main bohat achi trading kar k bohat sa profit uthaya ja sakta hay kyun Kay baaz auqaat market me Kuch asy moqy aty hen Jahan ap sure hoty hen hay Yahan entery apki trade me big profit day skti Hy is leay ye aik benifit Hy is Ka.

                Scalping ek aisi dangerous technique hai jiski vajah se aapko bahut jyada nuksan hota hai lekin agar aap ko market favor kar jaaye to aap minimum time mein bahut hi achcha profit hasil kar sakte hain event aap apne capital ko double bhi kar sakte hain aur yah profit aapko bahut jyada ho sakta hai aur ismein interesting baat yah hai ki aapko minimum time mein itna profit ho sakta hai lekin iske liye aapko hamesha market mein regularly basis per kuchh important advantages ko increase karna hota hai aur Market mein hamesha isase related apni learning ko complete karna hota hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X