lot size
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
    Forex trading me lot size hamesha low rakhn ta k apko big lose ka samna na krna pry,mn apko aconts k hisab se lot size btane ja rha hun jis se apki earning b smart hogi aur kbi b lose ni hoga,
    100$>0.10
    500$>0.30
    1000$>0.50
    dear ji apney jo lot bataya hain is se main agreed nahi hoo kyun kagar ap k sath 100usd hain toh apko sirf 0.01 k lot se hi trading karni chayeh agar lose se bacha hain toh aur 200usd hoo toh apko chayeh k app 0.02 ki lot lgaye esi tarah jitna balance barhta hain utna ap lot barhty jaye INSHALLAH KHABI lose nahi hoga .............!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Dear agar yehi lot size USE karna hai tu phir apko revenue bhi isi hisab se hi hoga ab ye tu hum pe depend karta hai kay hum kitna risk le kar order lageaen gay kiun kay risk kam tu you hisab se per pip revenue loss bhi hoga. Mery khayal me tu equity ya capital ko 300-400 pe divide kar kay variety nikal lena chahiay or us all variety se ziada exceed nahi karna chahiay.
      • #183 Collapse

        aap ne amount k hisaab se boht achi lot size batai hai is se hamain kam se kam loss hoga aur aik wakt main aap 2 se ziada trade open na karain kyon k ye bhi risky hai
        • #184 Collapse

          g bhai bilkul theek kaha first of all apka bohat bohat thanks kay ap ney bohat achi information hamaray sath share ki hamen chaheye kay lot size kam rakhen is tarah hamen loss ka samna nahi karna paray ga.
          • #185 Collapse

            fx ma hamy lot size apny account k hseeab sy manage karna ho ga tab ham fx sy acha profit haseel kar sakty han fx ak bohat acha business hai jis sy ham acha profit haseel kar sakty han
            • #186 Collapse

              well bai , ap ne bohat accha thread kara ehin n bohat informative b for newbies, baki yeh k mein b new ai hoon n abi tradng seekh rai hoon, ap ayenda b aesay threads kartay raha karo tah k hm b kuch seekh pahain
              • #187 Collapse

                bhai muj ko is kay bare me koi idea nahi hai wo is leye kay mene forex ko new join kiya hai aur me abhi demo account use kar raha hu as a practices
                • #188 Collapse

                  yer mare khyal me ap ki ye lot size bilkul best han mare khyal me hum is se zada profit bi earn kar saktay han in forex trading busines market yer ye best earning ka moka da gi hum ko
                  • #189 Collapse

                    ji bhai ji ap ki baat thek hai aur main ap ki baat se bilkul itfaaq krta hon k waqai asa hi hona chye k is main jab ap kam krty hain to ap ko kuch isi trha se lot size main akm krna chye nhi to ap ko loss ho skta hai is se ap ko account bhi wash ho skta hai is liye ap ko kam krny main mushkil hogi agr ap is main thek se kam nhi kia to masla hai
                    • #190 Collapse

                      As i am new here in the trading field and i gave not yet started the actuall trading but in future whenever i will start trading i will keep your instructiobs in mind , thaks for your guideline.
                      • #191 Collapse

                        g apne bilkul sahi volume bataya hey aur agar hum is money management ke sath work kartey hain to hum is market main bohot dari tak enter reh saktey hain aur kabhi bhi yahan par hum loss nahin kartey hain aur profit always ziada karety hain.
                         
                        • #192 Collapse

                          lot size bohat zrori hai agr ap kay account main balance ziyada hai to ap ko lot size utna rakhan chahiay ta kay ap apny loss honay sy bachain mai forex main trading apny balance kay hisab sy lot size set kar kay karta hun mujhy is sy kafi faida howa hi ,.
                          • #193 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
                            Forex trading me lot size hamesha low rakhn ta k apko big lose ka samna na krna pry,mn apko aconts k hisab se lot size btane ja rha hun jis se apki earning b smart hogi aur kbi b lose ni hoga,
                            100$>0.10
                            500$>0.30
                            1000$>0.50
                            ji bilkul ap ko sab sy pehly apna lot size dekhna chahiye phr us hisaab sy s trading karni chahiye .ager ta k ap ko ziyada loss na ho n ap ziyada sy ziyada profit gain kar saky.
                            • #194 Collapse

                              lot size use karna hai tu phir apko profit bhi isi hisab se hi hoga ab ye tu hum pe depend karta hai kay hum kitna risk le kar order lageaen gay kiun kay risk kam tu us hisab se per pip profit loss bhi hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                hamen always lot size ko low rakhna hota hey aur hamen apne capital ko dekhtey huwey is main money management ke sath trade karna hoti hey tab hi hum is main kamiyab ho saktey hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X