lot size
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    agar aapka account balance 100$ hai to aapko lot size 0.01 se karna hai trading aur aapka account balance 1000$ hai to aapko 0.10 lotsize se karna hai isse incase agar market kabhi change bhi huwa to aapko jada loss nahi honga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      dost g Forex trading k duran lot size se aap k profits aur loss pe bohat zyada farak perta hai so iss ke selection bohat soch samjh ker he kerni chaheye barri lot size se ager aap ko profit zyada ho sakta hai tou loss b zyada ho sakta hai iss trah risk factor bohat increase ker jata hai. .
      • #123 Collapse

        han ye ap nay lot size achi btae hai lekin agar ap is ko zyada kar do to behtar ho ga ku k ye humara platforum ek 4 decimal wala ahi jis waja say hyha pay slow trading hoti hai is lye hume is pay he trading karni chahye.
        • #124 Collapse

          my dear friend lot ka size trading mein bohat important hota hai aur es ka koi 100% formula ap nhi bana sakty k kitni amount par kia size ho ga kiunke ye market k hasab se vairy karta hai;;;;;;;;;
          • #125 Collapse

            forex trding karne se pahle apni account ki equity or us per banene wali volum ko zoro made nazar rakhe hamesa agr ap ka accoun 100$ ka ha to lot size 0.10 500$ tak lot size 0.30 or 1000$ tak 0.50 hona chye.
            • #126 Collapse

              yes dear definitely trader ko capital ke mutabiq lot size use karni chahiye jis se agar market trader ke khilaf howi bhi to zeyada loss na hoga, and mostly trading karte waqt stop loss ko use karna chahiye jise trader ka account poori traha se safe rahe.
              • #127 Collapse

                dear main to ap ko yahi kahu ga k ap apna lot size kam he rakhain main to 0.10 lot size rakhta and and issi se acha profit earn kar raha hoin,,,,jab k mara bonus bhe 500$ hai....
                • #128 Collapse

                  ap ne bilkul thek kaha ke hame apnay account balance ke hisab se lot size rakhna chahye or sath me hame is bat ka khyal bhi rakhna chahye ke hamara experience kitna hay forex trading me
                  agar ham apne experience se barrh kar or balance se barrh kar lot size set karen ge to yakeenan apni tmam rakam kho den ge or mere bhai ne jo lot size diye hen wo sirf 4 digits broker ke liye mozoo hen 5 dijit ke liye in figures se 10 guna kam lot size set kiye jatay hen
                  • #129 Collapse

                    account banned honay ka khatra na ho aap safe raho capital pe app ko in sab ko dekhtay huay he apni lot size select karni chahiye taa kay app ko yahan se chahay market aap kay jitna bhi negative chali jaye per aap ka...................
                     
                    • #130 Collapse

                      sir wo lot ya hota ha sir agar apkay pas 100$ invest kia ha to ap trading krtay ha to apnay lot kam rakni chahiye takay apko loss na ho or agar ap 300$ invest krtay ha to apko us ma lot 0.60 rakni chahiye qk jatni kam rkay gay uthna hi loss honay say insan bacha ha or ak achi earning kr saktay ha
                      • #131 Collapse

                        forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey aur aap achhi earning leey sakeey geey
                         
                        • #132 Collapse

                          g han dear ap ney bilkul tkh kaha hia hum ko apna volume size ko lamzi tor phr dakna chaye or phr os ke bad hum ko apna order lagna chaye as se mra accout wash hone ke bach jata hia or as me hum ko profit or loss kam hota hia...
                          • #133 Collapse

                            g yah to sae hai lykin yah 5 decmal waly account me istamal krna hai ky 4 decimal way acount me lgana hai apny yah ni btaya mujy lgta hai ky ap ny 4 decimal waly account ke bat ke hai please explain kr dain jitne jaldi hosky taky me isy understand krun
                            :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                            • #134 Collapse

                              G han lot size hamein use karni chahiye apni equity ko daikhte huye aur mere khyal mein forex main ap hamhsa apna lot ko low rakho gy to ap ko zada loss say bach sako gy bhai ap low volume rakho gy to kam loss ho ga ye bhi bhai aik risk hta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                lot size humary bussiness nature par bht zada depend karta hay kay hum kis tarhan say yahn par kam karty hain awr any kam main kitan risk laina chahthy hain agar humara risk zada ho tw humra lot size bhi zada hoga bilkul issi trhan say kam risk kay liye lot ize bhi kam hota hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X