Bearish Spike Candlestick kya Han?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Spike Candlestick kya Han?
    Aslamoalikum!
    Dear forex members, bearish spike candlestick aik long Upper tail k sath short body ki candlestick pattern banti hai. Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Bearish spike ki aik long upper tail is baat ka ishara karti hai, k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dusre semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat change nahi hoti hai bulke jo candlestick spike banti hai us k tail ki reversal trend shuru hoti hai. Bearish spike candlestick pattern bearish or bullish dono tarah ki candle main ho sakti hai, lekin market aur prices k ziada upper area main hone ki waja se ye bearish trend reversal k leye ziada mashahoor candles hai.
    Click image for larger version

Name:	spik.png
Views:	17
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12567866

    Bearish Spike Candle kya hn?
    Bearish spike candlestick agar prices k top main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, ye bearish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k liye prices k position zaroori hai, color nahi hai.


    Isme Trading kaise ki Jati hai?

    Dear forex members, bearish spike candle prices k top main ziada bullish pressure parne par banti hai, jis se aik small real body kit candy k upper side par aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai. Ye candle aik strong bearish signal generated karti hai, jis par confirmation k baad sell ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bearish real body main hona zaroori hai, jab k bullish candle banne se ye candle trading k leye invalid ho jati hai. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main trade karni chahiye, jis se confirmation aur bhi ziada mustehkam hoti hai. Stop Loss pattern k sab se top position ya candle k shadow k upper side par jo k prices k leye resistance level hoti hai, se two pips above set karen.


    Click image for larger version

Name:	spike.png
Views:	6
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12567867
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish Spike Candlestick kya Han?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ashraf801 پيغام ديکھيے
    Aslamoalikum!
    Dear forex members, bearish spike candlestick aik long Upper tail k sath short body ki candlestick pattern banti hai. Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Bearish spike ki aik long upper tail is baat ka ishara karti hai, k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dusre semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat change nahi hoti hai bulke jo candlestick spike banti hai us k tail ki reversal trend shuru hoti hai. Bearish spike candlestick pattern bearish or bullish dono tarah ki candle main ho sakti hai, lekin market aur prices k ziada upper area main hone ki waja se ye bearish trend reversal k leye ziada mashahoor candles hai.
    [ATTACH=CONFIG]150246[/ATTACH]

    Bearish Spike Candle kya hn?
    Bearish spike candlestick agar prices k top main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, ye bearish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k liye prices k position zaroori hai, color nahi hai.


    Isme Trading kaise ki Jati hai?

    Dear forex members, bearish spike candle prices k top main ziada bullish pressure parne par banti hai, jis se aik small real body kit candy k upper side par aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai. Ye candle aik strong bearish signal generated karti hai, jis par confirmation k baad sell ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bearish real body main hona zaroori hai, jab k bullish candle banne se ye candle trading k leye invalid ho jati hai. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main trade karni chahiye, jis se confirmation aur bhi ziada mustehkam hoti hai. Stop Loss pattern k sab se top position ya candle k shadow k upper side par jo k prices k leye resistance level hoti hai, se two pips above set karen.


    [ATTACH=CONFIG]150247[/ATTACH]
    Dear friend Jab Ham is market Mein trade Karte Hain To Hamen candle ke bare mein information honi chahie ki is time market mein kaun si cuddle ban rahi hai aur Hamen is market Mein Kaise kam karna hota hai Hamen is market Mein candle ko dekar trade Karke Kafi Achcha target Milta Hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X