Introduction Of Bearish Candlestick:
Dear forex members Bearish Engulfing pattern ak reversal candlestick pattern hota hai jis ke market trend change ho jata hai. Bearish Engulfing pattern market aur iski movement ko Soch samaj ka trade Karen to ham successful trader ban sakte hai isliye aaj ham candlesticks baton mai is important candlestick pattern Jo ke Engulfing se pata hai Uske bare mai ham aaj apna knowledge aapke sath share karenge gay.Bearish Engulfing pattern ak reversal candlestick pattern hota hai aur iske bad market ka trend change ho jata hai aise liy kaha jata hy ky engulf krna.Bearish Engulfing patron mein ek candles ke bad dusri candle Jo banti hai vah pichhali candle ko in engulf Kar jaati hai matlab ke uski body pichhali candles ki body se badi hoti hai.
Bearish Engulfing Pattern:
Bearish Engulfing main last candle buy ki hoti hai aor current sell ki, sell wali candle yaani current candle ne last buy wali candle ko cover kia hota hai aor us se down jaa kar close hoti hai is ki shakal aisi hoti hai aur Strong Engulfing confirmation big time frames yaani monthly, weekly aor daily main hota hai jo long term trade karte hain wo monthly ya weekly confirmation hi lete hain lekin day trading wale daily chart main bhi is Engulfing k madad se trade open kar sakte hain.Bearish engulfing pattern bearish reversal pattern hai aur yah pattern bullish Trend ke and mein banta hai iske bad market ka trend change ho jata hai ismein ek bullish candle ke bad dusri bearish candle aisi banti hai jo bullish candle ko Engulf Ghar jaati hai aur iski body bullish candles ki body se badi hoti. Bearish engulfing pattern ka matlab hota hai ki pichhali candles se badi candles banana jab bhi aapko market chart mein aisi moment najar Aaye to aap ko samajh Lena chahie ki ya bearish engulfing pattern hai FIR aapko vahan sy apko sell ki intry lyni cahey.Market mai bearish engulfing hota hai to market trend change ho jata hai aur Market sell sale mein jaati hai market and jab change hota hai to aapko vahan se apni entry leni chahie.Bearish engulfing candles ki completion ke bad ham is sell ki entry le sakte hai.
Bearish engulfing pattern technical chart pattern hai jo trader ko ye signal deta hai ky market mai lower price any wali hai. iss pattern mein pehly aek bull candle banti hai or phir sy large bearish candle ban jati hai jo price ko down drag kar leiti hai. Ye pattern iss liye important hai ky ye show karta hai ky market mein pehly buyers thy aur market thori uptrend mein gai hai. But phir sellers takeover kar lety hain aur market ko down drag kar lety hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим