AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe aur main Khush Rahen aaj jis topic per main aapke sath mein knowledge ko share karna chahta hun vah hai stoler average range channel School discuss karte hain aur dekhte hain understand karte hain to forex trading mein iska Kitna important work hai jise Ham benefits hasil kar sakte hain
DETAILS( S T A R C ) CHANNEL
Stoler average range channel bands ko maning stoler ne develope kiya tha basically yah 2 bands hote Hain Jo Kisi pairs ki price ke simple moving average kiye above key jaate Hain inmein se uper band average true range ki value ko add Karke create Kiya jata hai aur lower band SMA ki value mein se ATR ki value Ko sabtract Karke create Kiya jata ha
TREND INDICATION WITH S T A R C
Upper aur lower band se jo channel banta hai vah trend ko buy ya sell ki trades open karne ke liye Idea provide karta Hai overall up trend mein upper band ke near selling aur lower band ke near buy ek best option consider Kiya ja sakta hai STRAC band mein ranging aur trading market mein trade karne ke liye acchi indication provide karte Hain jab band break hote hain to yah market mein trend change hone ki indication hoti hai jisse agar aap trend mein price lower band se break hokar below aati Hai To yah up trend ke over hone ka signal hota Hai
CONFIRMATION OF SUPPORT AND RESISTANCE
S t a r c bands humein invelope channel ke Tarah potential support or resistance level provide karte hain upper band pairs ki price ke resistance level ko jahar Karti Hain aur lower bed support level ki information dete rahte hain iska ek drawback yah hota hai ki price extended time period ke liye band ke sath sath move Karti rahti Hain jisse acchi najar aane wali trades agale hi lambe loss ka shikar ho sakti hai kyunki yah bhi SMA ke around band create karte Hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим