Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai descending Hawk candles take pattern kya hai Iske related important information ke sath share karungi.
Descending Hawk Candlesticks Pattren:
Price chart per Jab price buyers ke bahut jyada pressure ki vajah Se Bullish Jaati Hai To vahan per Aksar isko reversal hone ke Inka Na Hote Hain jismein Aksar Kuchh Aise pattern Hote Hain Jo do candles per mushtamel Hote Hain descending Hog candlestick pattern price ke top per ya bullish trend Mein banta hai jo Ke Do candles per mustamel hota hai jismein Pahli candle Ek long real body wali Bullish candle Hoti Hai Jiske bad Ek Small bullish candle hoti hai jo ki Pahli candle ke andar banti hai pattern ki dusri candle Peli candle ke andar open bhi hoti hai aur close bhi Hoti Hai yah candle price ko ik to bullish jaane se rokati hai aur dusra yah candle Ek Small aur kamzor bullishe candle hone ki vajah se trend reversal ka kam karti hai.
Candles Formation:
Descending Hawk candlestick pattern price ke top per do same candles ka ek bearish trend reversal pattern Hai jismein Shamil donon candles bullish Hoti Hai pattern Mein candles ki formation darja zahel Tarah Se Hoti Hai.
First Candle: descending Hawk candlestick pattern ki Pahli candle Ek Bullish candle hoti hai jo price ke top per ya bullish trend ki continuation ka kam Karti Hai Kyunki yah Ek long real body wali candle Hoti Hai yah candle Ek white ya green color ki candle hoti hai.
Second Candle: descending Hawk candles take pattern ki dusri candle B same pehli candle Ki Tarah Ek bullish candle Hoti Hai yah candle small candle hoti hai jo ke open aur close pahle candle ke andar Hoti Hai bullish candle B white ya green color Mein hoti hai jo ki price ko Bullish jaane se rokati hai.
Explanation Of Descending Hawk Candlesticks Pattren:
Descending Hawk candlestick pattern ek baar trend reversal pattern hai jo ki do candles per mushtamel hota hai yah pattern price ke top per ya bullish trend Mein banane ki vajah se price ko Majid above jaane se rokati hai yah pattern same Tu same Dekhne Mein Ek bear hi Harami candles take pattern Ki Tarah dekhta hai lekin dusri candle ki real body same white candle banane ki vajah se usse different hota hai descending Hawk pattern ki dusri candle Ek Small real body wali hoti hai jo ki Pahli candle ke real body mein open aur close donon Hoti Hai candle ke open aur close same point per Nahin Hona chahie Kyunki isase pattern bearish Harami cross pattern Mein Badal sakti hai.
Trading With Descending Hawk Candlesticks Pattren:
Descending Hawk candlestick pattern trend reversal ka pattern Hai jisse market Mein Sell ki entry karte hain pattern ke top per seller Jyada active ho Jate Hain trend reversal pattern per trading trend continuation pattern ki nisbat Jyada risky Hoti Hai Is vajah Se pattern per trading se pahle market Mein Ek bearish ya black candle Ka Hona jaruri hai Jiski real body honi chahie jismein open aur close same point per Na Ho Agar pattern ke bad Bullish candle banti hai to yah pattern invalid ho jaega Jis per entry Nahin Karni chahie stop loss pattern ke sabse top position ya Pahli candle ke close point se two pips above set krain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим