Parabolic SAR And Reverse Pattern in Forex Trading.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic SAR And Reverse Pattern in Forex Trading.....
    Assalamu Alaikum!


    dear member Main ummid Karta hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai parabolic SAR indicator kya hai.

    Parabolic SAR Indicator:

    Dear member jwells wilder ka Banaya parabolic stop and reverse indicator Ek legging indicator Hai Jisko aamtaur per parabolake sar O aur p s a r bi Kaha jata hai indicator Ek single line Jaisa para Bole Ek Line ya parabolake dots Kaha Jata Hai banata hai jo ki ab trend Mein price ke down aur down trend Mein price ke upar display Hota Hai parabolic SAR indicator Ek trend following indicator hai.



    Parabolic SAR indicator ki acchi aur Buri khubiyon ke Agar baat ki Jaaye to is indicator Ki Sabse Badi hasiyat yah hai ki yah indicator strong trend line mein bahut positive response Deta Hai jisse market Mein trades ke successful hone ke chances bahut acche hote hain parabolek s a r indicator ka sabse bada Dra back side Ve trend Mein Hai Kijiye indicator bagair friend ke Achcha result Nahin Deta Hai side vate and Mein dots price ke up down Hote rahte hain jisse market ki koi clear direction Nahin mil rahi hoti hai.

    Parabolic SAR Functions:

    Basically parabolic Sar indicator teen Tarah ke kam Sar Anjam de rahe hote hain Jiski details Bahut Si mil rahi hoti hai per aap Bole Kaise yaar indicator basic or important work Trend ke direction ke bare mein bahut information Dete Hain Jab Bhi is indicator ki dots price ke down Honge to yah Ek police stand ki Nishan Dahi Hogi jabki dots ka price se upar Hona bhi Reg stand ki Nishan Dahi Hoti Hai Para Bole Kaise yaar indicator ka dusra work market Mein entry ki position ya point ke bare mein batana hota hai indicator dots ki madad se trend Line ki strongness ki Nishan Dahi Karti Hai jisse trader market Mein entry Karte Hain.



    Parabolic s a r indicator ka Teesra work market se execute hone ke bad bare mein information Dena hota hai yah indicator use time Hamen dots ki madad se ek clear message Deta Hai Jis time trade reversal ya trend ki position kamjor pad Rahi hoti hai.

    Parabolic SAR Calculation:

    Dear parabolic s a r indicator ki calculation Mein acceleration factor aur price ki external high and low ki calculation se result Deta Hai yah indicator acceleration factors ke sath maujuda exterm price ka use Karta Hai Taki yah to Kiya Ja sake ki Ishare ke nukte kahan jahir hain hone chahie Parabolic SAR indicator ki calculation darjail tarike Se Ki Jaati Hai.

    1 Uptrend

    PSAR = PriorPSAR + Prior AF ( Prior EP - Prior PSAR)

    EP = Highest High For An Uptrend, Updated Each Time New Ep Is Reached.

    AF = Default of 0.02, Increasing By 0.02 Each Time A New EP is Reached With A Maximum Of 0.02

    2. Downtrend

    PASAR = Prior PSAR - Prior AF (Prior PSAR - Prior EP)

    EP = Lowest Low For Downtrend, Updated Each Time A New EP Is Reached.

    AF = Default Of 0.02 Increasing By 0.02 Each Time A New EP is Reached with A Maximum Of 0.02.

    Dear parabolic Sar indicator dots create karta hai woh bhi Madarsa calculation ka use karte hue Jiski madad se price se direction Ka Pata Chal Jata Hai indicators ke dots Har time price ke sath hote hain aur sath hi Uske Munh bhi kar rahe hote hain Agar price aap trend mein ho to yah dots down se Apar ki taraf price ke down Se Ja Rahe Hote Hain Jab Ke price ke down trend Mein hone per dots price ke sath sath Apar se down ki taraf move kar rahe hote hain price ke trend change hone per dots bhi Trend ke mutabik apni Simat Badal Dete Hain.

    Trading With Parabolic SAR Indicator:

    Parabolic SAR indicator price ke up down moment karne per market mein bye aur Sel ka signal Dete Hain J indicator market mein bye ka signal Sel ka signal Dete Hain yah indicator market mein bye ka signal Dena Hota Hai Jab Bhi dots price ke down chal rahi Hoti Hai To yah ab trend ki indication Hoti Hai indication Sel ke signal tab Dena Jab Bhi dots price ke upper move kar rahi hoti hain Jahan per indicator down trend ki taraf Ishara Deta Hai Jab Bhi price Tej Munh mein ho to indicator signal ke response Bhi Jyada best hota hai but Sambhal movement ki vajah se indicator ka signal false signal bhi bahut jyada Paida Karta Hai jisse trade ko loss ko Jyada bahas Hota Hai.



    Parabolic SAR Indicator per trading se pahle last Mein trend confirmation price action se Jarur Karen Jo Trend ke up trend ya down trend ki vajah Ishara De Iske alava dusre indicator Jaise moving average ya trend line ko bhi iske sath use Kiya Ja sakta hai jo ki overall trend ki direction ki semat ka pata Dete Hain parabole Kaise yaar indicators ki trading Mein use karne ke liye Iske साथ-साथ dusre indicator se bhi confirm ho to use time trend ki direction Mein trade lagaen Agar maujuda trend bullish ho aur indication indicators ke dots bhi price se down ho to market mein bye ki entry Karen lekin Agar dots price ke down se Apar shift ho Jaate Hain to use time market se exit krain.
    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Parabolic SAR And Reverse Pattern in Forex Trading.....

    PARABOLIC SAR:

    Parabolic SAR (Stop And Reversal) indicator qeematon ki movements me tabdeeli ki nishan-dahi ko charts par dots ya points bnata howa karta hai. Jab bhi qeematen nechay ki taraf jati hai to parabolic SAR indicator ki dots ki movement bhi nechay ki taraf ho jati hai. Qeematon ka up-ward jane pe parabolic SAR k dots bhi upward move karte hen. Chonkeh market me qeematen ya to upward jati hai aur ya downward, to ye indicator bhi usi k leye hi banaya geya hai, k keematon k upward ya downward movement ki nishan-dahi kare. Sideways market me is indicator ka istemal kam ho jata hai, ya traders us waqat parabolic SAR pe trading se muhtat rehte hen.

    Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	2
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12430000

    EXPLANATION:

    Parabolic sar (Stop and Reverse) aik trailing stop based indicator hay jis ko technical indicator kay tor par bhi use kia jata hay, ye ik momentum indicator hay jo prices kay strong uptrend ya downtrend ma potential reversal ko identify karnay kay liay use hota hay, is indicator ka proper use traders ko market trend ki direction janchnay main bhi help deta hay, ye suitable entry aur exit points kay ilawa trailing stop place krny ki bhi indications deta ha.parabolic SAR aik indicator hy Jo k hmain market ki movements k reverse k bary me btata hy jab market aik direction me move kr rhi ho to hum parabolic SAR ko use krty huay yeh indicate kr skty Hain k kab market reverse ho gi ager market continuesly up direction me ja rahi ho to hum parabolic SAR indicator ko use krty huay yeh Jan skty hain k market kab reverse kry gi is Tarah sy hmain parabolic indicator sy bohat help mil jati hy parabolic SAR indicator ko use krty huay hmain market ka trend smajny me asani hoti Hy or ap sab janty hain jab market ka trend smaj me ajay to hamain trading me sy bohat faida hota hy.

    Click image for larger version

Name:	grade5-parabolic-SAR.png
Views:	37
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12429999


    Understanding:

    Forex members ager hum parabolic SAR indicator ko use krty Hain to hmari candles k opar or neechy dots show hoty Hain Jo yh indicate krty Hain k market kahan par reverse ho gi yeh dots sy hmain market ka trend smaj me ajata Hy or humari trading successful ho jati Hy Friends parabolic SAR indicator k dots ager hmari candles k opar wali side par hun gy to it mean k market ka trend bearish trend ho ga or ager parabolic SAR indicator k dots hmary chart ki candles ki neechy wali side par hun gy to it mean k market ka trend bullish trend hy.

    Click image for larger version

Name:	2GBPUSDM5.png
Views:	2
Size:	107.7 کلوبائٹ
ID:	12429998
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Parabolic SAR And Reverse Pattern in Forex Trading.....

      Parabolic pattern definition ;-

      Forex trading may bhot saary indicators hain har indicator trader market may trader k helper ka role play karty hain. Yeh market ki sari information trader k samny rakh dety hain. Es information ko use kar k trader na serf achi market entery ko hasil kar lety hain balky market sy exit hony ki b information dety hain. Parabolic sar ik bhot popular indicator hai or ye rsi k bad zayada used hony waly indicators ma sy ik hai. Es topic ma ham parabolic sar ko further explain karyn gy.

      Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	26
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12431593

      Parabolic sar mt4 indicator ;-

      Parabolic sar dots ki sorat may market ki direction ko show karty hain. Chart ma jab dots candle stick k neechy ban rehy ho to is ka matlab hai k market may up trend hai or trader ko es time par buy ki trade open karni chahe or stop loss k lae cande stick k nechy parabolic sar point ko choose karna chahe. Similarly jb parabolic sar dots ki sorat ma candle stick k uper show ho rahy hoty hain to is ka matlab ye hota hai k market down trend ma hai.

      Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	18
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12431594

      Or trader ko is time sell ki trade ko open karna chahe or stop loss ki sorat ma parabolic sar dots jo k candle stick k uper show ho rahy hoty hain enko choose karna chahiye.

      Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	13
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12431595

      Parabolic sar help to judge state of market ;-

      Forex market k chart may jab aik dot candlestick k uper ban raha ho or next candle stick may dots nechy show ho rahy ho to trader ko market may entery nahi karni chahe kyun k is time par market choppy condition ma hoti hai or es state ma market k trend ko pick karna bhot mushkil hota hai. So traders ko es base par market ma kio enter ni leni chahiye.

      اب آن لائن

      Working...
      X