Dear friends, Forex trading main appear honay walay patterns main say aik stalled pattern bhi hota hay, jo bullish aur bearish dono variations main banta hay, is main three candles hoti hain jis kay zariay market trend main upcoming reversals ko predict kia jata hay, ye mostly bearish reversal kay signal daita hay lakin kai bar is ka bullish variant bhi downtrend main appear ho jata ha,
Stalled pattern ki appearence:
Stalled pattern uptrend main banta hay aur yeh market kay bearish reversal ko zahir karta hay, trader is pattern kay appear honay par yeh andaza lagatay hain kay market kuch dair or continuation pattern ko jari rakhy gi, Ye pattern three bullish candlestick par mabni hota hai. Es pattern main first aur second candlestick long or real bodies ki hoti hain, in candles ka opening aur close previous k opening or close sy higher hota hai. Es pattern ma third candle small real body ki hoti hain. Es pattern ka upper shadow bhot tall hota hai, Trader ko confirmation k baad is pattern ki trade kay liay ready hona chaiay
Bullish and bearish stalled pattern:
Bullish stalled pattern bearish stalled pattern ki nisbat boht kam appear hota hay, pattern ki first candle large bearish hoti ha, 2nd aur third candle bhi bearish hoti hain lakin in ki length ya body first candle kay mukablay ma small hoti ha, 2nd candle first candle kay close kay kareeb sa open hoti ha, pattern ki pehli bearish candle market ma bears k control ko zahir karti ha, isi tarah Bearish stalled pattern main pehli candle ki real body sab sa large hoti ha, sb candle previous kay high sa ziada hua karti ha, aik candle dusri kay mukablay main high par open close hoti ha, third candle ki upper wick large hoti ha, pattern ma pehli candle bullish moment ko show karti ha jab kay dusri aur teesri candle ka decreasing size bulls kay control loose karnay aur bears kay gain karnay ka signal hota ha
How to trade with bullish and bearish stalled pattern:
Ye pattern trader ko guide karta hai kay market main buyer ki ratio bhot ziada hai laikin second aur third candlestick ye indicate karti hai kay bullish ab momentum loose karnay wala hai aur trader ko sell ki trade kay liay ready rehna chaiay, yeh information daita hai kay market main bearish bhot strong position hai but jab second aur third candle appear hoti hain to trader ko ye information milti hai k bearish slow hony wala hai aur market main bullish any wala hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим