Shooting star candle stick pattern
shooting star candle stick pattern aik bearish reversal candle stick pattern hey jo keh serf aik candle stick par moshtamel hota hey jab forex market mein price ko zyada dahkail deya jata hey or price ko fore tor par nechay reject kar deya jata hey takeh yeh forex market mein aik long wick ko choor deya jay long wick ko shooting star ke lambai ka kam az kam half part layna chihay jo keh nechay de gai tasweer say bhe daikh saktay hein
mazeed yeh keh close honay wale price candle stick ke low price kay close kar saktay hein jaisa keh aap nay daikha hey keh yeh over all trend ka structure hota hey kun keh prices apni high trade ko barkarar rakhnay kay kabell nahe hein forex market mein reversal hummer candle stick pattern kay sath sakhat kesam ka analysis kea ja sakta hey inverted hummer candle stick pattern bearish reversal candle stick pattern hota hey jes ka taloq opposite bullish reversal candle stick pattern say he hota hey yeh candle stick pattern zyada tar down trend mein he paya jata hey or yeh forex market mein support level or pull back kay nechay he paya jata hey
es mein zyada forex currency kay pair bhe paya jatay hein star ya commodity par shooting star ke tashkeel kay ley farq kay baray mein sawal kea jata hey mokhtalef finanacial market ke kinds kay darmean koi farq nahe hota hey shooting star financial instrument against katay nazar paish karay ga
Advantage of shooting star candle stick pattern
shooting star candle stick pattern apni sadge ke wajah say bohut zyada mozon candle stick pattern hota hey j keh forex market kay new technical trader kay ley bohut zyada mozon tool kay tor par samjha jata hey candle stick pattern ke tafseel par amal karen jaisa keh opar bean kea geya hey
candle stick pattern khod kabhi kabhi nakes ho jay ga tahum ager pattern resistance line or trend line kay close ho jay ga to shooting star bearish ke confirmation mein ezafa karay ga es ke wajah yeh hey keh aik single candle stick over all trend or market ke movement mein bohut zyada importance hey
es candle stick pattern ko estamal kartay wakt risk management ko shamell karna zaroore hey yeh trader ko safe rakhta hey
Trade with shooting star candle stick pattern
es reversal pattern ko trade karna kafe zyada asan hota hey sab say pehlay es ka matlab low prices ka hey es kay ley hum forex market mein short entry ko talash karna chahtay hein kun keh prices ko pehlay shooting star ke highs par reject kar deya jata hey hum recently swing highs par stop loss ko kaim karnay ke koshesh karen gay
aik trader asane say agle candle stick ke pening mein enter ho sakta hey ager trader zyada kadamat pasand tha to risk o reward ka tanasub hasell karna chahta hey to retest ment of the week trade karne chihay wick ko dobara test os wakt karen jab te wick mamol say zyada lengthy ho
zyada tar prices wapes aa jate hein wick kay aik hesay ko opar ke taraf lay kar jate hein es ko pehchananay walla trader shooting star kay foran bad enter honay ke bejay wick kay darmean mein enter ho sakta hey es ka matlab hey trader zyada price par short trade mein enter ho raha hey or forex mein stop loss say risk low bhe ho sakta hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим