What Is Scalping Trading ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Scalping Trading ?
    What Is Scalping Trading ?

    Scalping trading aik trading style hai jo ky traders kisi bhe currency ko kisi bhe trading pair ko sell ya buy karny ky liye istemal a hai aur phir us ko bohat kam time ky liye hold rakhty hai ta ky short profits ko hasil kiya ja sake aik forex scalper aik din mai bohat sari trades open krta hai aur us din mai honey wali market ki small movements se acha profit hasil krny ki koshish krtay hai.

    Click image for larger version

Name:	Who_Can_Trade_a_Scalping_Strategy_body_Picture_2.png
Views:	14
Size:	45.5 کلوبائٹ
ID:	12565908



    Information About Scalping Trading:

    Forex mai jab app bohat short se time mai ziada badi lots ki trading karte hai or profit le kar foran close kar dete hai to is ko scalping karna kehte hai aur is mein trader ko profit jlde ho jata he lakin scalping mere khyal mai sahih trading ka zaira nahe he trader ko ache trading krne ke lie experience chahe aur apne trade mai sahih order lage phr fiada ho ga scalping main aap ney small small targets bana kar kam krna hota hai aur profit hasil karna hota hai.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault-2.jpg
Views:	19
Size:	93.6 کلوبائٹ
ID:	12565909



    Trading strategies:

    Scalping aik asi trading strategy hai jis say traders bohat achi trading ker saktay hai aur scalping say earning bhe bohat achi hoti hai. Scalping strategies mai traders bohat Kam waqt mai bohat achi earnings bhi ker laitay hai kiyu kay scalping ki madad say short time mai short trades ziada lot size kay saath laga li jaati hai jiss kay baad profit hotay he apni trades ko close ker Lia Jata hai. Scalping mai loss kay chances bhi bohat ziada hotay hai kiyu kay lot size big rakhay jatey hai aur Agar market ki movement achanak reverse ho jaey tou uss say loss hota hai aur woh loss bhi bohat ziada hojatey hai.
    Click image for larger version

Name:	scalping-trading.jpg
Views:	1
Size:	26.1 کلوبائٹ
ID:	12565910
    Last edited by ; 03-11-2022, 10:53 PM. وجہ: pic change
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is Scalping Trading ?

    What Is Scalping Trading ?

    Scalping trading jitni zyada profitable or short time hai isky sath itni e zyada risky bhi hti hai kyu k lot size bray aur agr hamri indication wrong sabit ho jaye to utna e zyada loss hta ha kyu k lot size bhi bri lagi hti hai yh b dekhna prta hai. Forex trading me hum scalping trading us waqat karte hen jab hamare pas market ki koi khas knowledge, experience aur trading skills na ho to hum short term k leye trading open aur close karte hen jo k fraction of seconds k leye kaam hota hai to is ko financial market me ya forex trading me scalping kehte hen. Scalping strategy me humen bohut ziada short waqat k leye aur market ki fast movements k mutabiq trading karni hoti hai. Scalping strategy me hamen bohut zyada faida mel jata hai agar hamen proper market ki jaan bojh hai. Baaz dafa market me hamen scalping strategy bohut loss bhi de jata hai lekin hamen ye bohut mehenga bhi par sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	scalping-Moving-image-2.jpeg
Views:	4
Size:	44.9 کلوبائٹ
ID:	12429942



    Trading strategies in scalping :


    Dear members in he trading strategies mai sy ik best trading strategy scalping h.Dear members Pakistan forex trading mn ik best trading strategy scalping h is strategy mn hota ye h k hum jab bhi trading k doran koi apna trde open krty hn ya hun sell ya buy pr kisi pairs pr trading krty hn to agr hum trading sy achi earning krna chty hn to is k liy during trading hum scalping krty hn mtlb jb bhi hamra trade hymn khuch points pr Agr humyn profits hoata h to hum is trade ko close kr dety hn ar wo ik dollars ya khuch points hymn profit mil jata h isi trha hum bar bar long trading krny k bajy hum 5 ya 7 mint k badd thora thora scalping kr k acha nfa hasil kr skty hn.Is strategy ko use kr k hum apni daily ki income thora thora kr k acha prpft akhata kr skty hai.
    Click image for larger version

Name:	maxresdefault-2.jpg
Views:	19
Size:	93.6 کلوبائٹ
ID:	12429943
    Last edited by ; 03-11-2022, 11:05 PM. وجہ: for upload pic
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What Is Scalping Trading ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: HasaaaanMalik پيغام ديکھيے
      What Is Scalping Trading ?

      Scalping trading aik trading style hai jo ky traders kisi bhe currency ko kisi bhe trading pair ko sell ya buy karny ky liye istemal a hai aur phir us ko bohat kam time ky liye hold rakhty hai ta ky short profits ko hasil kiya ja sake aik forex scalper aik din mai bohat sari trades open krta hai aur us din mai honey wali market ki small movements se acha profit hasil krny ki koshish krtay hai.

      [ATTACH=CONFIG]149839[/ATTACH]



      Information About Scalping Trading:

      Forex mai jab app bohat short se time mai ziada badi lots ki trading karte hai or profit le kar foran close kar dete hai to is ko scalping karna kehte hai aur is mein trader ko profit jlde ho jata he lakin scalping mere khyal mai sahih trading ka zaira nahe he trader ko ache trading krne ke lie experience chahe aur apne trade mai sahih order lage phr fiada ho ga scalping main aap ney small small targets bana kar kam krna hota hai aur profit hasil karna hota hai.

      [ATTACH]149840[/ATTACH]



      Trading strategies:

      Scalping aik asi trading strategy hai jis say traders bohat achi trading ker saktay hai aur scalping say earning bhe bohat achi hoti hai. Scalping strategies mai traders bohat Kam waqt mai bohat achi earnings bhi ker laitay hai kiyu kay scalping ki madad say short time mai short trades ziada lot size kay saath laga li jaati hai jiss kay baad profit hotay he apni trades ko close ker Lia Jata hai. Scalping mai loss kay chances bhi bohat ziada hotay hai kiyu kay lot size big rakhay jatey hai aur Agar market ki movement achanak reverse ho jaey tou uss say loss hota hai aur woh loss bhi bohat ziada hojatey hai.
      [ATTACH=CONFIG]149841[/ATTACH]
      Scalping trading basically ye trading hoti hai jismein aap market mein minimum time ke liye dar hote Hain scalping mein aapko hamesha bahut sada risk bhi ho sakta hai kyunki aisi situation mein aap market mein minimum time ke liye enter hote hain aur ismein aapko bahut jyada risk Lena hota hai aisi situation mein aap apne units ki quantity ko increase kar dete hain lekin iske sath aapko hamesha Apne account balance ke hisab se hi selection Karni chahie.

      اب آن لائن

      Working...
      X